Taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar forex karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    g bhai jan agr ap forex mai kamyabi hasil karna chahty hann to apny sary kam chor kar forex ko time dain is sy ap bht jaldi forex k samjh sakty hann is lai jb b forex karain relax ho kar karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex trading boht interesting hai...isy use krna or samjna bhi aasan hai...per hum jitna fresh hon gy utni hi soch samj k trade karin gain .......isi lia kabi bhi aap ko stress ho to trading mat karin kyun ke jo kaam sahi bhi hona ho ga wo ghalat ho jaie ga...isi lia achi trade karain sabi kamoon s farig ho kr or hud ko relax kr ke har kisam ki tention se....thanks
      • #78 Collapse

        Forex par kaam karny k lye insan ko bilkul calm hona chahye or patience say kam lyna chahye. is lye forex par kaam karny say pahly apnay kaam khtam karain or bilkul free ho kar forex par kaam karna start karain is say apko concentrate karnay main bhi asani hogi or ap asani say nuksan say bhi bach paeen gay. so forex ko bilkul free ho kar extra time main karna chahye.
        • #79 Collapse

          asslam o alikum dear's yes dear apke bat bilkul teak ha humy taza dam ho kar sub kamo sy farig ho kar forx trading karne chaye kyoo ky ya asa kam ha as ma humy apna mind fresh rakhan hota ha.
          • #80 Collapse

            ok g mera mashwara yeh hai kai jab bi aap kai mind main koi aur kam ho to aap forex trading na karein kyu kai aap ka mind disturb ya kisi soch main hoga to ']]]]]]]]]]]]
            • #81 Collapse

              He han janab kisi b kam me kamyabi hasil karne k liye apka os kam k liye mukammal tyar hona zorori he.or
              Forex markeet me kamyabi tabhi hasil ho sakti he jab fresh hon free hon .and ap learning par mukammal uboor hasil ho kiu k forex me thori si b be ahtyati apko loss karwa sakti he.so pay ur attention befor you trade
              • #82 Collapse

                jahan tak ma na suna ha forex aik bohat he ache job ha or agar ksi banday k pas achay skills or knowledge ha is trading k bary ma to we can say that forex is the machine for earning, and sab kuch chor kar forex par he kam karnay behtareen ha
                • #83 Collapse

                  forex trading krne k liye taza dam hona bohut zaroori hai.agar kisi pareshani main trading kren gayen to loss hi hoga.
                  • #84 Collapse

                    han bikul forex mai trading kerne ke liye appko koish kerne chaiye ke app relaxed ho ache tarha se.kyun ke forex mai business risky hai.agar app ne galat trade laga de tou apko loss bhi ho sakta hai.isleye carefully trade lagae.
                    • #85 Collapse

                      bilkul mein ap sy agree karta hun profitable trading karny k liey mind ka fresh hona bahot zaroori hy agar ap ka mind fresh nai hy ya ap ko kisi aur kam ki tension hy to phr ap market per concentrate nai kar paen gy aur acha decision nai ly saken gy jis ka result ye nikaly ga k ap ko loss ho jaye ga aur ap ki tension aur barh jaye gi.
                      • #86 Collapse

                        well my dear friend, jesa kay hum sub he jantay hain kay forex aik risky business hay aur iss main work karnay kay leay humain screen kay samnay kafi time kay leay baithna bhe parta hay to aesay main ager hum fully fresh aur relax nahi hongay to hum focus kay saath aur properly work nahi kar saktay hain...
                        • #87 Collapse

                          dear aap ki baat bilkul theek hy kih forex tardeing ko join karty waqt hamien har lihaz sy apny mind koo fresh hoo kar tradeing karni chahiey taa kih hamin tardeing kartyu wqt kisi qism ki pareshani naa uthana parry
                          • #88 Collapse

                            g bhai ap ne sahee kaha h
                            • #89 Collapse

                              Asslam o alaikum gee bilkul sahee kaha ha hamein taza dam ho kr sarey kamo se farig hoker he kam karna or ager hm taza dum na ho to tension ke vja se galtiya hoti ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                han ji bilkul ap ne sahi kaha humy apny sary kaam khtm kar k trading karni chaye kyoon k jab ap k mind main kisi or cheez ka khyal hoga tab tak ap sahi tarha trading nahi kar paye gey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X