Taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar forex karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    jee brother ap ke bat belkul thhek hy jab ap forex mn kam shroo karte ho tu ap ko fresh hona cahye ta ke ap free mind ke sath kam kar sako .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ye tu apnay 100% theek kaha kay haar kaam say farigh ho kar bilkul taza dam ho kar ap jaabb khud ko acha mehsoos krain tu phir aa kar forex ka bussnes karain
      • #93 Collapse

        g han bhai aap ki bat bilkul theek he ham iss men agr kissi free time trade kren gy jab hamra mind bilkul fresh hoga to ham achi trade ker saken gy agr ham kissi tension men trade kre gy to ham apni skills ko use nhi ker saken gy jinki wja se hamen profit hota he to ham kissi ghalt time per kissi or pair per trade laga den gy jiss se hame n loss hoga
        • #94 Collapse

          bhai g Forex jitna kam easy lagta hai itna easy nai hai is main koi na koi galt trade lag jati hai agr ap fresh mind syu kam nai karogy is fresh ho k aur sari tentions sy nikal k karain....
          • #95 Collapse

            friends ma ya kahna chaho ga ka taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar kam kiya jay to acha ha kun ka forex ka sath sath or kam karna zarori ha
            • #96 Collapse

              is kaam m koi buhat ziada time to chahiay bhe nai aik to aur doosri baat yeh hai k zaroori thori hai k aap is ko aik he sath karo warna koi masla ho aap jab chaho do teen post bhe karlo aahista aahista din m 25 ya 30 karlo buhat hain
              • #97 Collapse

                dosto agr ap fresh mind sa trading kary gy tu ap ko is ka beter result mily gy aur agr ap ka mind ma koi problams chal rhy han so plz
                tab trading na kary us waqt ap ka mind focus nai kar paye ga planing ma.
                • #98 Collapse

                  ji han ap nay bilkul sahi kaha hay kay jab ham forex ki trading krty hoon to hamain pehlay apna sab kaam kar lenay cahiayn phir taza dam ho kar forex ki trading krni cahiay aik to is say hamara zehan free ho ga aur dosray kamon ki tention bhi nahi ho gi
                  • #99 Collapse

                    sir aap bilkul sahee keh rahay hain Forex main kam kernay kay liya aap ko mentally or physically dono tarah say free hona bohat zarori hai isi tarah aap is kam ko achay tareeqy say kere saktay ho yeh online business hai kisi bhi time kia jasakta hai .
                    • #100 Collapse

                      ji ha forex ko hamasha farig time ma hi karna chahiya q k jb hum farig hota ha or mind fresh hota ha tab hi hum hum achi treading kar saktay han
                      • #101 Collapse

                        forex trading aik smart business hey aur iski market 24 hour open hi rehtey hey aur hamen is main always fresh mind ke is main work karna chahiye to tab hi hum is main achi trha se successful ho saktey hain.
                        • #102 Collapse

                          Yes merey khayal sy jab bhi business ko start kren relax aur fresh ho ke busines karen tab h hum achy sy kam kar sakty hain aur is tarha loss sy bhi bacha ja sakta hai emotions ko business mai na layn,,,
                          • #103 Collapse

                            G brothers ap theak kaha hai.because jab tak mind fresh nai hoga ap apna kam achhy sy performed nai kar sko gy or.jab apka kam achhy say nai performance dy ga to obviously apko loss bear karna paray ga or apka kam ma dill b nai lagay ga.
                            • #104 Collapse

                              bilkul asa hi hota he agar hamara dmagh agar kisi tension me laga ho or ham trade krhe hn to ham se yakinan khi na kahi mistake hoti jo bad me bhugatni perhti he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Dear I can understand k ajj kal ki life kesi hai log kis tarhan life guzar rahe hain kabhi kuch masla to kabhi kuch chahen paise wala ho ya gareeb sab pareshan hi hain koi paise k liyeh to koi sukoon or chain k liyeh. Lekin apko apna focus un cheezon se thori dair hatana hoga take ap ek bari or important cheez par focus krsaken. Or agar ap apne rub ki taraf se madad chahte hain to apni niyat saaf rakhen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X