Taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar forex karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    G bilkul Forex aik aisa business. jo hum under pressure nai kar saktay. Hamay apnay ap ko Fresh rakhna huta ha. ta k hum new order k baray may bhtr decide kar k profit earn kar saktay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      janb , jb tk ap k mind main kam hai k ap ko y kam bhi krna hai aur wo kam bhi 2 ap trading nhe kr sakty trading k keya ap ko kam sy kam 2 y 3 ghanty nikaly hai aur aghar ap k mind main bohat sary kam hai 2 ap aik fresh mind sy trading nhe kr sakty hain, 2 jb bhi trading kro 2 aik fresh mind sy kam karo .
      • #243 Collapse

        wasay bhi humain koi bhi kam fresh mind k sath kerna chahiye taky hum acha decesion lay sakin soch samjh ker trad ker sakin agar humara mind fresh nahi hoga us main idhar udhar ki sochin hongi to hum apni trading k baray main sahi nahi soch sakingy is liye trading k time apny mind ko fresh rakhin taky loss k chances kam hon or app kamiyab hon..
        • #244 Collapse

          g humain forex trading saray kamoo se farigh hu kar karni chahie hai aur forex trading main humain apna pura focus daina chahie hai tak hum successful forex trader ban sakain aur khud ko loss se save kar sakain.
          • #245 Collapse

            g me ap ki baat se agree hu kyu ke trading ke lye ap ko fresh mind chaye agr apka mind disturb hai tu ap phr achi trading nae kar pae ge aur ap loss bhi kr sakte hai to hume chaye ke hum achi trading ke lye apna mind fresh kr len phr trading kren
            • #246 Collapse

              ji haan hamein forex me bilkul taza dam hoke kam akrna chyea isse apka kam bhut hi acha hoga ap relaxed rahenge kam me panic bilkul bhi nai rahega balke or hum achi strategy bana sakenge
              • #247 Collapse

                Ya forex ko hamesha relax mind se karna chiye q ke forex me jo bhi decsion liya jata han wo bhit hi important hota han aur relax mind aur sare kamoo se farig hokar hi lena chiye forex ke decisions
                • #248 Collapse

                  yes apnay thek kaha hay forex per trading karna aik mushkil kam hota hay is k liye apka mind fresh hona zarori hay agar aisa nahe huwa or ap kisi bhee soch mein trading karay gein to apko loss hoga or ap apna acount manage nahe kar saktay.
                  • #249 Collapse

                    Dost her kisi ka apna apna mind hota hay or jis ko paisey kamaney ki dhun sawar ho to wo apney mind ko fresh ya un fresh kuch nahi dekhta or bus bhar por tarikay say kamaney ki fikar mai rehta hay is say koi farak nahi parhta.
                    • #250 Collapse

                      g han bhai jan apne bohat hi achi aur sahi baat ki hai....i completey agree with you...forex tarding aisa business hai jis main apko apnay mind ko completely fresh rakhna hota hai.....islye main sub ko yahi advice dunga kay forex trading ko aap hamesha farig waqt main karain..........
                      • #251 Collapse

                        g humain forex trading saray kamoo se farigh hu kar karni chahie hai aur forex trading main humain apna pura focus daina chahie hai tak hum successful forex trader ban sakain aur khud ko loss se save kar sakain.
                        • #252 Collapse

                          jeeee bhai ap ne bilkul theee k kaha hai k taza dam ho kr apny saaaary kamo se farig ho kr hi forex me kam kry bcox forex ek acha time nd hrd work magti hai is liye freee ho kr hi forex me araaaaaam se or skuuun se kam kry.....??
                          اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                          dosto mera mashwara yeh hai kai jab bi aap kai mind main koi aur kam ho to aap forex trading na karein kyu kai aap ka mind disturb ya kisi soch main hoga to aap sa money management main galati ho sakti hai. so please is baat ka khayal karein kahi aisa na hoja ay kai aap loss kar baithein. kiya aap agree hein meri thread sa?
                          • #253 Collapse

                            forex trading ke liye aap ko mind ko fresh rakhna pare ga tab hi aap sahi tareqe se trading kar sake ge warna is ka koi faida nahi hoga agar app tension amin ya kisi pareshani main ho ge aur forex trading kare ge to hosakta hai us se aap ko nuqsan hojaye is liye fresh ho kar aur main ko fresh rakh kar forex trading kare
                            • #254 Collapse

                              bilkul theek kaha hai bhai aap ne ky bilkul taza dam ho kar forex trading karni chahiye jab aap k mind mn koi aur tension nahi honi chye aur koi aur kaam aap k mind mn na ho jiski waja se kabhi kabhi aap galat forex kar bethty hain kisky natijay mn loss honay ka khatra hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                forex ko hamesha he taza dum ho kar karna hota hai ta k aap ko yah apy kaam ki samjh ajae jae aur apa ko yaha pay is kaam ko samjhnay k sath sath apnay demagh ko control karna hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X