failure pe hamara attitude.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    aray wah kia baat ki hay apnay buhat khoob baat hay bilkul aisa hi hay zindagi imtihaan lay k sikhaati hay aur ustaad sabaq day k imtihaan laita hay aur humain her trad se aik sabq laina chahye hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      bahi apny buhat zabar dast post ki hai i am agree with you hamin loss par himat nahi harni chiye hamin is say sabaq sikhna chiye kay hamin agr loss howa hai tu kaya humny galti ki jis ki waja say asa howa hai hamin is main chuty say chuty point note karny chiye in point ko hamin yad rakhna chiye ye agy hamry kam ayin gay
      • #183 Collapse

        Yes Hazrat alli ne sahi kaha he jindegi ustad se bhi jyada sakt he kiun ki ustad pehele hame samjate hen uske bad imtehan lete he lekin jindegi billul iska ulta hi karta he.
        • #184 Collapse

          My dear brother agar forex main app ko loss ho jae to app ko forex main jis waja se loss howa ic ko improve karin or next time dobarea investment kar ke trading start karin or previous mistakes ko avoid karin.
          • #185 Collapse

            loss hony py b tens ni hona chye kbi g hum ko apne hone waly lose sy sekha na chahy na k zayda lalacha kr k phir sy lose kra laye na chahy hun ko foredx trading main ak dafa lose hota hai to ya bat dehan main rahki ne chahy k ya life ka hesa hai or kabi profite or kabi lose hota rahe ta hai is liya hum ko agey k bary main socha na chahy pechy ki tarfa nahi forex mai profit hai hai buhat...
            • #186 Collapse

              hmmm bhot khub or may yah khana chata hon ky forx mai earing karna to bhot assan hai or mary khyal sy agar app ko loss hoo jay to kasy manage karna hai or market mai stay kasy karna hai asal kam hi yahi hai thnx
              • #187 Collapse

                Yes Ye Baat Aap Ke Bilkul Thik He Aap Ko Hamesha Forex Markket Me Mistaskk Ka Khayal Rakhna Chahye JO Mistakes Ap Se Ap Bar Ho Jaati Hai Koshish Karni Chahiye Ke Wo Mistake Again Na Hon . Aap Ko Apni Mistaks Se Hamesha Sekhna Chahiye.
                Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                • #188 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ABDULLAH KHAN پيغام ديکھيے
                  failure pe hamara attitude kia hona chahiay? naseehat le k dobara aagay barhna chahiay? HAZRAT ALI (AS) ka qol hai k "ZINDAGI USTAAD SAY ZIADA SAKHT HOTI HAI, KYOUN K USTAAD SABAQ DAINAY K BAAD IMTEHAAN LAITA HAI,PAR ZINDAGI IMTEHAAN LAINAY K BAAD SABQ DAITI HAI". share your views.
                  failure trading mein trader ki ghalti ki wajah sy ata hy, jab trader aik he mistake ko bar bar repeat karta hy us waqt wo uska failure start ho jata hy aur uski wajah sy usy trading mein problems start ho jati hain.
                  • #189 Collapse

                    dear friend ager hmain forex k trade mien ager loss hota h to hamain es ka bht dukh hota h mager es py hamain dil chota ni kerna chhye bel k hamain or mehnat kerni chhye
                    • #190 Collapse

                      g han meray bhai forex sai hum kafi sara loss uthate hen and loss uthakay hum aik achaa loss ker sakte hen sohumen caheya ka hum is bussiesn mai loss na utha sake adn earnign ker sake
                      • #191 Collapse

                        Main ny maximum diekha k loss apni he mistakes ki waja say hota hy kabhe kabhar ho k analysis fail ho jaen zeada tar loss greed ki waja say hota hy our account bhe wash ho jara hy
                        • #192 Collapse

                          failure hona koi bri baat nai hy. . . .profit or loss zndgi or karobar ka hissa hain. . . . is liye halat ka dutt kr muqabla krna chahuye or himmat nai haarni chahiye or na he mayoos hona chahiye. . . .
                          • #193 Collapse

                            bhai ap ne boht achi bat kahi zindagi humen boht kuch sikhati he zindagi humari ustad hoti he humen boht kuch sikhne ko milta he ustad sabaq deta he agr yad na ho to punish krta he but zindagi pehly punish krti he phr sabaq deti he
                            • #194 Collapse

                              aslamaulekum dear :) apne sahi bat ki ha k jab hamara pasa doob jata ha to ham himat har k beth jaty han aur roty rehty han k ye kia hogya but asal ma is se hamen sabaq seerkhna chhaye aur jo ghaltyan hamen ki ha un se sabaq seekh k agy continue karna chahye na k beth k roty rahy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                The lesson learnt is worth million if it is learnt and taken care for the future. So is to be taken care with regard to the Forex as it is a business with a lots of ups and downs and we need a determined approach after correction of our mistakes and implication of our lost trader. The learning is better then lossing again and again.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X