failure pe hamara attitude.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    forex trading me ap ko chahye k failure sy ghbrana nai chahye or hmy chahye k hum un sy ghbray nai blky agy barh k or zeada kam kar........or hmy zindagi me b harny ki waja sy peecgy nai hatna chahye blka ap ko agy barh k kaam karna chahye or forex trading me bhi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      han dear ye aik acha biness hai is ko koi bhi kr skata hai ye aik acha buiness hai is ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik good buiness hai is ko kisi tim ebhi kia ja skata hai ye aik good buiness hai aur real hai
      • #228 Collapse

        fail ka ho jana is ki reason ko hum nay agar find out kr lia to ye kaam krna asan bun saqta hai k we have to make money from it and after fail from trade we have to motivate ourself this things help us for trading
        • #229 Collapse

          sai kh hry hein hum ko ess business sy boht kuch seekhny ko milt ahy ess liy cool mind k sath trading krni chahiy q k agr ap cool mind nai hoon gy to analysis sai nai kr ksty hein ess liy cool mind au rmeoitons pr control kr k trading krien gy to loss nai ho ga aur agr loss ho jay to b cool mind k sath apni mistake ko search krien
          • #230 Collapse

            jo forex trading me fail ho jaty han to meri un k lye ye advised hai k wo is forum me mehnat se trading karen or jo mistake ki waja se unko loss hua hai to wo dubara repeat na karen is lye apna attitude theek rakhen
            • #231 Collapse

              janab main yeh kehna chahunga k agar hamen loss hogaya hae tou hamen yeh sochna chahyie k hamen kiss waja se loss horaha hae hamen apni ghaltiyon pe nazar daalni chahyie k hum esi knsi mistakes kar rahay ahin jiski waja se loss horaha hae..
              • #232 Collapse

                dear me is bare me hamesha ek hi bat ko manta hu k is dunya me success ya failure ki hamesha ek khas waja hoti he jis ki bunyad pe ya to success hoti he ya failure.agr hume forex trading me failure ho jati he to hume sirf ye sochna chahye k iski waja kya he or jab hum failure ki waja samajh lege to dobara fail nahi hoge or ha failure pe hamara attitude normal hona chahye,face or bat me koe changing nahi karni chahye.
                • #233 Collapse

                  asalam o alikum drear friends kia hal hai apka apke sawal ka jawab ye hai k faliour pe hamara atetude ye hona chahyea k ham os ko not karen or os se kuch sekhne ki kosish karen or next time os galti karne se gorez karen
                  • #234 Collapse

                    Forex trading bohat acha busniss hy jis sai humain profit ata hy baz time ap loose kerty hy tu us time hum falure hota hy tub humain is ko dubara start kerna chahye
                    • #235 Collapse

                      jnab hum jab trading karty hain to humain is main agr profit hota hay to humain is main loss b ho sakta hay humain is main pryshan nai hona hay humain trading main apni mistake ko sai kar kay kam karna ho ga ta kay humain next time loss km ho
                       
                      • #236 Collapse

                        fail hoj jany k bad ik dafa kafi ujeeb lagta hai k kis tara say hum nay khud ki sari investment ko is main zaya kr lia hai to pher say ye sub krny k liay humy kafi zada hosala required hota hai jo k kehty say nahi a jata hai kisi b trader main
                        • #237 Collapse

                          business koi bhi ho us main profit and loss dono hote hain loss hone pe ham ko ye nahee samajhna chaye k ham fail ho gae balk ham ko aor mehnat se business ko smajhna chaye taa k ham future main acha profit hasil kar sake
                          • #238 Collapse

                            Yeh aik risky business hota hy aur hamain yeh bat mind main rakhni chaheye keh is business main profit key sath sath loss bhi hota hy. Is leye failure ko apni weakness na banayen aur disappoint na hon. Balkeh failure sey kuch seekhney ki koshish krain. Jab hum failure ko accept kr lain gey to agey barhney ka hosla bhi paida ho jaye ga.
                            • #239 Collapse

                              nice thread trader jub loss kerta hai tub hi oc ku learning ka mind bunta hai k meri ghalti hai kahan hai ju mujhay itna loss day gae ic liye loss bhi zaruri hai profit earn kernay k liye or attitude ku sambhalany man.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                wah g wah ap na Hazrat Ali (A.S) ka jo yeh qoul raqem kya ha ka zindagi ustaad sa ziada sakhet hoti hai qn k austad sabaq daina ka bad imthian laina hota ha and zindgi imthian laina ka bad subq daiti ha dear to real mn bhot e question kya ha dear so forex ka a nder always ek new hope sa aga e aga brhna ka liya try krna chaya ha dear and forex marekt mn cha jana ka liya kam krn

                                اب آن لائن

                                avatar Qasi
                                avatar Doa84
                                Working...
                                X