failure pe hamara attitude. - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

failure pe hamara attitude.

21-11-2019, 08:06 AM

javedali987

javedali987

جونیئر ممبر

Re: failure pe hamara attitude.

hamain attitude nai dekhana chahye hamain agr acha expeirnce hai tou hamain loser ko guide karna ho ga aur is say hamain bi faida ho saky ga uar hamain is forex main kam karny k liye is k ruules ko mind main rakh k hi hum sucess hon gay aur hamain is forex main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    11-10-2019, 08:21 AM

    kashanraza

    kashanraza

    جونیئر ممبر

    Re: failure pe hamara attitude.

    Dear brother P na bht hi acha question ha ka agar hm ka fealiure par hmara ki a experience hona chaiya dear brother ap hm fail ho jain ya loss hasil ho jay to hamain sabar sa is par kaam lena chiya kion sabar sa bht sa kaam asan ho sakaty ha is lia sabar karna chahiya or acahay time ka intazar karna chahaiya taka hmain us ka acha results hasil ho
  • 11-10-2019, 08:03 AM

    Waseemkhokhar

    Waseemkhokhar

    جونیئر ممبر

    Re: failure pe hamara attitude.

    G bhai achi bat kah rahen hen hamen chahye hum dil laga kar mehnat sy work form forex per karen aor agr hamari struggle positive ho gi aor hmari wish achi hon gi aor mehnat men hum Agr kami nahi karen gy tu profit acha ho ga aor work bhe failure per karen
  • 13-09-2019, 01:20 PM

    rashid1256

    rashid1256

    جونیئر ممبر

    Re: failure pe hamara attitude.

    g ha is ma aap ko seeknay ki zada zaroorat hote ha is liay kay aap ko is ma mind sa kaam kar kay is ma kamybe hasil karne horte ha is liay is ma aap ko loss be ho jay to himat sa kaam kary is ma loss hona to aam bat ha is ma aap ko sabq hasil karna cahay jis trah sa aap log apne lige sa sabq hasil karty ha is ma hum ko boht zada learning ki zaroorat hote ha
  • 13-09-2019, 10:26 AM

    Emaansheikhz

    Emaansheikhz

    رکن

    Re: failure pe hamara attitude.

    failiure is a part of game and it is the signal that u r on a right path failure tab he hota ha jab ap kisi bht mushkil kaam mein hissa lety hein failure apko yh btata ha k keep trying one day u will be suceeded esk ilwa failure humy saabbar k saath rhna sekhata ha .. life br br inssan ko moqqey deti hai k wo failure sy nikal kr winer bnjaye but insaan he failure ko apny opr hawi kr k us moqay ko avail n krta failure is a part of life and teaches us to try more again and again failure py apny aap s sekhey k apko aik or moqa mila ha achy sy sucess hasil krny ka
  • 13-09-2019, 10:20 AM

    asadbilal056

    asadbilal056

    جونیئر ممبر

    Re: failure pe hamara attitude.

    Assalamu Alaikum dear Forex members hamy failure Se Darna Nahin chahie balki Hamen Apne huy loss se sikhana chahie aur koshish Karni chahie ki Agali bar ye Galti na dhoraien aur agli baar new trust ke sath dobara koshish Karni chahie ki is bar Hamen Jarur profit hoga
  • 13-09-2019, 10:17 AM

    Re: failure pe hamara attitude.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ABDULLAH KHAN پيغام ديکھيے

    Senior Member

    failure pe hamara attitude kia hona chahiay? naseehat le k dobara aagay barhna chahiay? HAZRAT ALI (AS) ka qol hai k "ZINDAGI USTAAD SAY ZIADA SAKHT HOTI HAI, KYOUN K USTAAD SABAQ DAINAY K BAAD IMTEHAAN LAITA HAI,PAR ZINDAGI IMTEHAAN LAINAY K BAAD SABQ DAITI HAI". share your views.

    Assam alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar Forex trading Mein Hamen loss hota hai to Pareshan Nahin Hona chahie balke is se Sabak Hasil karna chahie aur next time Jo mistake hui ho Se Bachana chahie
  • 13-09-2019, 10:15 AM

    Re: failure pe hamara attitude.

    Aslam o alikum dear aap nay teak kaha hai kay trading main loss ho rha hai too aik trader ko jaldi nhe krni chahaiy aur jab hum trading krna chahaiay too apni galat aur gusay main trading nhe krni chahaiy
  • 13-09-2019, 10:09 AM

    mustansar11

    mustansar11

    جونیئر ممبر

    Re: failure pe hamara attitude.

    Dosto forex per kam per ap ko nuqsan ho ya faida dono soorton may sabber hona chahye na sada din kameyabi rahay ge na nuqsan so apne under khubeyan paida karo take koi be kam ko is ko khush aslobe sy karsakain zaine koi problem naho forex per nakam hone k sorat may ap ko sabber daman nahi chorna chahye aur aage barna chahye
  • 13-09-2019, 09:54 AM

    arshidali1278

    arshidali1278

    جونیئر ممبر

    Re: failure pe hamara attitude.

    aap nay sahi kaha ha kay is ma jab be hum ko kio sabq mila ha to is ma imtahn danay kay bad mila ha jab kay is ma hum ko seeknay kay bad is ma acha profit hasil hota ha is ma be hum ko loss hasil karnay kay bad profit hasil hota ha is liay hum ko loss aik sabq data ha jis sa hum ko seekna cahay is ma hum ko mahnat karnay sa he kamybe hasil hote ha
  • X