failure pe hamara attitude.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    failure pe hamara attitude.
    failure pe hamara attitude kia hona chahiay? naseehat le k dobara aagay barhna chahiay? HAZRAT ALI (AS) ka qol hai k "ZINDAGI USTAAD SAY ZIADA SAKHT HOTI HAI, KYOUN K USTAAD SABAQ DAINAY K BAAD IMTEHAAN LAITA HAI,PAR ZINDAGI IMTEHAAN LAINAY K BAAD SABQ DAITI HAI". share your views.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    failure boohat he rare cases main hota hai.agar loss ho jaata hai to ye failure nahin hai.han,agar koi dost trading he chhor daita hai to ye failure hai or iss tarah boohat he kamm hoota hai.mostly loog earning kar rhy hain.
    • #3 Collapse

      dekhain failure zindigi ka ek hissa hai r hamen failure sy sekhna chahiye na k afsorda hona chahiye r dobara koshish karni chahiye r ek new trust k sath k is bar ujhy profit lazmi ho ga
      • #4 Collapse

        I think we should keep our mind relax and cool during the trade, our attitude should relaxed, and then we can make the trading successfully, and also need keep our mind stress free, for getting the success in the forex.
        • #5 Collapse

          forex trading main hum ko apne hone waly lose sy sekha na chahy na k zayda lalacha kr k phir sy lose kra laye na chahy hun ko foredx trading main ak dafa lose hota hai to ya bat dehan main rahki ne chahy k ya life ka hesa hai or kabi profite or kabi lose hota rahe ta hai is liya hum ko agey k bary main socha na chahy pechy ki tarfa nahi
          • #6 Collapse

            jb b hm kisi kam mai fail ho jaty han to hamain s kam py bht gossa at ha lakn aisa nae hona chahai q k fail b to hm apni waja sy he hoty han na k kasi k kehny par fail hny sy insan ki aik sabk milta ha or osy na umeed nae hona chahia
            • #7 Collapse

              failure boohat he rare cases main hota hai.agar loss ho jaata hai to ye failure nahin hai.han,agar koi dost trading he chhor daita hai to ye failure hai or iss tarah boohat he kamm hoota hai.mostly loog earning kar rhy hain.
              • #8 Collapse

                there is always loss and benifits in any business/trading. to get ride of loss you need full attentaion and good decision at right time and in a right way. if you didn't do so it will be totaly loss of time, money and other resources. a man alyways find what he seeks for.
                • #9 Collapse

                  failure pe hamen patience se kam lena chahea or is me or experience hasil karna chaea or apni practice ko zyda karna chahea jis se ap apni trade ko behter kar sakte hain ye ak best online job hai sab k lea.
                  • #10 Collapse

                    well bro apne bohat acha qual hum logon se hare kia suppose agar hamen apni trading main loss hota hai to hamen disheart hone ke bajaey naye sire se hardworking aur struggle karni chaye aur apni mistakes ko practice kar ke improve karne ki khsosish karni chaye agra hum hum bad attitude aur emotions ko control nai karenge too hum kabhi bhi istarah kamyabi ki manzil tak nai pohanch sakte isliye be patient aur disipline ke sath chalna bohat zarori hota hai aur loss to har busniss ka ak hisa hai to hamen yehe soch ke phr se try karni chaye aur umeed achi rakhni chaye allah se.
                    • #11 Collapse

                      bhai jan jub humein kisi bhi business main loss ho jata hai tu hum ko sub se pehly apny loss ko accept krna chahye or apni mistake accept krna chahye ous k baad loss pr haar nahi manna chahye kiyun k haar k baad he jeet hai or haar k baad kr jeetny main or bhi ziada maza hai hum ko apni mistake se lesson hasil krna chahye or iss pr hard work kr k control bhi krna chahye
                      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                      • #12 Collapse

                        Her koi apnay business me sirf profit he chahta hay or yahi chahta hay k wo kabi loss na kray lekin forex me aisa nhi hay ap ko loss bhoga or accept krna hoga q k forex aik boht bara business hay es ko itna asaan nhi hay k ap join krian or sirf profit krain
                        • #13 Collapse

                          my dear brother lost to hota rehta hai . leken hame lost ke baad ose lost se sabak seekana chaiye . aur dobara naye sere se trading start karna chahiye . hame apne kiye gaye ghahltio ko bhool kar phir se mehnat ke sath trading karna chahiye .
                          • #14 Collapse

                            hmen chahye k hm is me boht mehnat kren ap is ko is trah kren k ye ap ki job hy is k begair ap ko kuch ni mily ga.keya shan ha un ky jo yah sub kuch hamry leay kar gay han, yah sub such ha aur is main koie bhe shuq ni ha, ham yah cheez to forex main dakh sakty han wo hamry samny ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              loss honay pay humain apna confidence loss nahi karna chahye balkay apnay loss se lesson lena chahye aur dobara se trading main work karna chahye lekin galtiyan dohrani nahi chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X