failure pe hamara attitude.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    So if think trader should focus learning first because knowledge can show trader good path for and with good knowledge they can easily trade well and earn good money.In the trading there are lot of the situation
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      mary bahi main tu ye kehta hu main khud pay kabu pana bohut hi zada muskil hota hain khaas tor per tab jab hmara account hi wash ho jaye so hum ko bohut soch samjh kay smart trading kernay ki zaroorat hoit hain takay losses ko avoid kiyea ja sakay.
       
      • #33 Collapse

        zahir si baat hai jab nuksan ho ga aur failure hoon ge toh humara mood bhi kharab ho ga aur dobara se mistakes karin ge toh is ke liye zarori hai ke app apna attitide sahi rakhin.
         
        • #34 Collapse

          i think failure is a given in life expecting to sail through without a hiccup is unrealistic and sets you up to fall harder when failure does happen. Avoiding failure also prevents you from focusing on gaining the resiliency needed to cope with it, a vital element of bouncing back.
           
          • #35 Collapse

            Failure helps to create balance in your life and presents an opportunity for personal growth. Trying and failing is a much better teacher of what it means to be human than never trying and never succeeding
               
            • #36 Collapse

              most of us are always avoid the failure but instead of viewing failure as something to be avoided, turn it into a stepping stone on the path to success and gratification. In other words: Success is the destination. Failure is how you get there.
                 
              • #37 Collapse

                G bahi ager hm forex ko karte hain or hmain is mian loss ka samna krna parta hai to hmain jan lena chahye k forex ko seekhay bgair hm apni nakami ko dor ni kr skte hain is liye hmain sbr k sath kam lena chahye or apnay loss ko recover krnay ki koshish krni chahye.
                • #38 Collapse

                   
                  • #39 Collapse

                    jab bhi hma trading ma loss hta ha to hma bht ziada dukh hta ha lkn hma chahiya ka is ko apna sar pa swar na kra balka new gazba sa phir sa koshish kra " TRY TRY AGAIN TILL U SUCCEED " is lia jab aap ko loss ho to aap ko chahiya ka apni galti sa seekha or agli dfa wo galti na kra "
                    • #40 Collapse

                      yes, agar haman ak bar nakami ho jati hai is buisness main toh haman kabi b dobara pichay nai hatna chahiye balkay hamesha he haman agay barhnay ka jazba rakhna chahiye toh is tara sy ham ak achi kamyabi hasil kar saken gay
                      • #41 Collapse

                        bhai... forex forum per hum attitude na hee dikhayen to acha ho ga... forex trading main ager kisi ka loss ho jae to humain us ki madad karni chahye.. ta k wo ainda loss na karay.....
                        • #42 Collapse

                          Aap ne sahi kaha keh zindagi aik imtehan hai aur is main her waqt learning jari rehti hai.Jab hum loss karte hain market main to is loss ko control tab hi kar saktey han jab hamary pass acha knowledge ho ta keh right direction main pips laga sakein.
                          • #43 Collapse

                            dosto or bahiyo failure buhat he rare cases main hota hai.agar loss ho jaata hai to ye failure nahin hai.han,agar koi dost trading he chhor daita hai to ye failure hai or iss tarah boohat he kamm hoota hai.mostly loog earning kar rhy ha.....
                            • #44 Collapse

                              ji han ye qol bht hi acha hai aisi yahan bhi jb apsay koi mistake hojati hai aur loss hojata hai to phr hum us galti ko thek krtay hain aur sabaq hasil krtay hain isilye hamain chahiye k hum fail honay k bad bhi hum agay barhain apni galti ko thek karain ta k wo galti phr na ho aur hum perfect hojain.........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                failure me humara attitude thora kharab hota hai lakin hum sab ko aisa bilkul nahi karna chaheye balke apni mistakes ko samj kar un ko sahi karne ki koshish karni chaheye take ainda aisa bilkul na karin.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X