kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    bhai forex trading bussiness meri nazar mein bilqul halal hae q k yaha per hum apni mehnat se kam kartay hain aur paise invest kartay hain aur jitna work kartay hain utna hi kamatay hain so isi vaja se forex mere liay tau aik acha bussiness hae aur hamain sab ko apna mind positive rakh kar trade karni chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      is silsilay main ap kisi mufti ya alim se maloom karain wohi ap ksahi guidance de saktay hain us ke ilawa main ap is baray main kuch nahi bata sakta aur na koi aur sahi se bataye ga bhai.
      • #618 Collapse

        Dear meina ek scholor hi but basic knowledge hai ke jis kam mein loss or profit ho or apne mehnat ho woh hmare islam ke lehaz se halal hain or her kam ke 2 tarike hotein hein aek halal dosra haram is mein bhi ager hum swap free acount use krein to halal hoga or agher swap sood wala acount ho to haram or binary trading bhi haram hai
        • #619 Collapse

          i think forex trading islam main halal hai q kay is main bhi mehnat karni prti hai aur islam bhi yahe kehta hai kay mehnat kay zariye ki gyi kamayi halal kamai hoti hai so mery khayal main forex trading main haram jesi koi cheez nahin hai ye mra point of view hai
          • #620 Collapse

            jaha tak meri knowledge hai toh Islam mai wo kaam haram hota hai jis main sirf faida ho nuqsan kay chances na hon jab kay forex main faida kay sath nuqsan kay chances bhi hotay hain aur iss lye forex trading haram nahi halal hai lekin phir bhi ager hum kIsi Alim e deen se confirm kar lain toh bohat ziada achi baat hai .
            • #621 Collapse

              in my opinion forex mai trading karna halal hai iss mai harm ka koi concept nai hai jis kam mai mahnet ho wo kabi bhi harm mai shamil nai ho gi hum bhi to mahnet kar kay hi apny profit ko increase karty co i think this is halal not haram
              • #622 Collapse

                Ma isko halal ya haram toh nahi karar de sakta hun par apne mind k mutabiq apna khayal bata sakta hun..hum log yahan par mehnat karty hain or is mehnat k badle wo log hmien pay karty hain...so it seems to be hallal.
                • #623 Collapse

                  forex trading ka abii tak confrm nahi ho rha hy ky ye forex trading halal hy ya nahi koch log khty hyn forex trading teak hy or koch khty hyn ye teak nahi hy forex trading my ayk acha business hy agr ap ko teak lgata hy to phr ap forex trading ko join kr skaty ho ye ayk boht acha business hy
                  • #624 Collapse

                    i don't say nothing on this because this is modern type of business in which you can't do nothing but as for as Islamic point of view the business in which you face the lose is legal for you but more i don't know nothing in it
                    • #625 Collapse

                      Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline d
                       
                      • #626 Collapse

                        dear it is really and deep question ,there are few who says that it is the halal in the islam but the few who says that it is the haram but i think it is halal because every business who carry risk of loss and profit is halal ,it is my view
                         
                        • #627 Collapse

                          is main ziada knowledge to mera n ha main ny jitna suna ha to kaha jata ha keh halal ha aor is main koi mamanat na hoti ha kion keh is busines main profit aor nuqsan hain to is main jaiz ha aor ap bhi khod pta kr lain to bhtr rhy ga
                          • #628 Collapse

                            bhai is ke bare me me kuch khas ni janti hon ke haram ha ya hal but mujhe ni lagta ye haram ha ham pori mehnat aur lagan se trading krte hain aur ye bhot acha business ha ke is me zyada tr womens ghar me bethe apna kam kr ke bhot acha profit hasil kr skte hain
                            • #629 Collapse

                              mery bhai mery khyal sy forex forum islam me halal hai jyun k ham is me mahnt k sth km krty hain or hamy us mahnt ka phal mita hai ye haram nahi hai meri nzar me 100% halal business hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                g han bilkul forex halal hai fpre mein or bht acha kaam hai yeh agar hum dil laga kry kaam tu bht sa profit hasil kr skty kekin yeh bt 100 percent hai k halaal hai forex or es mein b bht mehnat krbaperti or bht kuch khona b perta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X