kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Forex is halal in islam if we trade through technical and through fundamental analysis. If we will trade without any analysis that type of trading is prohibited in islam. So always trade with analysis of the market. Do not involve trading in gambling.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      ji main nhi janta k islam main is business ki halal ya haram diya ho lakin main samjhta hn k ya main samjhta hon k ya halal business hy or islamm main isy halal qrar diya ho islam main koi aysa system nhi hy k haram kaha jy
      • #648 Collapse

        mien ya smjhta hn k ye business halal hy kiun k mehnat k bdlay agr apki earn ho rhe hy to ye haram to na howa forex me hm mehnat he to krty hn jski waja sy earning hoti hy . Agr mehnat kr k kamaya jye to halal hy.or forex me to mehnat ki ashad zrorat hy.
        • #649 Collapse

          ager swap free account bnaya hua hai to us se jitne bhi earning kero gay wo halal ho gi ager swap free account nahi bnao gay means ke swap wala bnao gay to us me sood ay ga jo ke woh earninh halal nahi hogi is liye jab bhi bnao to ye bat yad akhna swap free account hona chaiye
          • #650 Collapse

            sorry brother is ka halal or haram hone ka kuch nahi keh sakta lekin humme is k bare mein kesi aalim se tafseel se pochna chaye
            • #651 Collapse

              ji app na ya sawal acha keya hamin is kay bara main itni malomat to nahi ha han agar is kay baray main koi masla hota hai kay ya islam main haram hai ya halal hai abhi tak is main asa koi narz nahi aya jis say is kay halal ya haram hona kay bara main kush kah ja saka
              • #652 Collapse

                g han dear islam ma har wo business halal hy jis ma profit oaur loss dono hon forex ma aik cheez hoti hy jis ko swap khtyhen wo aik ksim ka sood hota hy par ap swap free account bana skty hen
                • #653 Collapse

                  hello brother... gee naheee forex ISLAM main halal hain q key her business jiss main mehnat karni parey lakin wo ISLAM main halal hain thank you.....
                  • #654 Collapse

                    Forex trading is a international business which provides you the facility of online trade for traders who want to do trade from their home. It gives you the maximum profit. But as concern with Halal and haram you should better ask an AALim for asking this important question.
                    • #655 Collapse

                      mien ya smjhta hn k ye business halal hy kiun k mehnat k bdlay agr apki earn ho rhe hy to ye haram to na howa forex me hm mehnat he to krty hn jski waja sy earning hoti hy . Agr mehnat kr k kamaya jye to halal hy.or forex me to mehnat ki ashad zrorat hy thanks
                      • #656 Collapse

                        forex aik halal business hy q ke is me profit and loss dono hoty hen or koi bhi busines jis me just profit hota hy us me sood hota hy is liye ye aik proper business hy or is me wo easily kam ker skaty hen
                        • #657 Collapse

                          trading tejarat ko khety hn. or Islam ma tejarat halal ha. hum forex trading ma bhe tejarat he karty hn. hum currencies ko buy or sell karty hn. isi lye ya pure halal business ha. or hamain easily without any reason is business ko join kar k money earn kar sakhty hn. but hamain phly forex trading ka knowledge get karna chaye.
                          • #658 Collapse

                            kuch logo kay mutabik forex trading hilal hai aur kuch kay mutabik forex trading haram hai aur wo forex trading ko gambling ka nam daytay hain forex trading mere khyal main to ak trader hai yani tejarat jis main ham khreed o farookht kartay hain forex trading main ham apnay knowledge aur hard work say earning krtay hain aur ye Isalm main hilal hai
                            • #659 Collapse

                              dear dost apka sawal bht acha hai her lehaz say kam ko dekhna aur smjna chaiye aur usk bary me info honi chaiye par isk bary ma mje kch cnfrm nai hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X