kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    mere khayal mein forex pe kaam krna halal ha kion k es mein ham mehnat kr k earn krty hein ar jo shakhs apni mehnat kr k earn krta ha us k liye koi cheez haram nae ha ar abi tak to forex ki es kisam ki koi complain nae aiiiii
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      mara khayal mai tu halal hai q k aap is pa mahnat karty ho aur halal hi hta ha jis pa aap mahnat karty ho aur oh aapp kay khoon pasenay ki kamai hoti hai ... so forex main bhi aap ko bpht mahnat karna hoti hai differeenctt times apa ap ko online ana hota ha is tarha aap bohat thak jatay ho damagy tour pa .. qk yah damag ki mahnat ha ...
       
      • #528 Collapse

        har wo work jo ky sakhat mehnat se hota he aor hasal hota he os me earning tab hote he ky jab hard work kya jy to full attention ho kr work kya jy to hota he wo halal hota he es he tara forex ka be ap hesab laga lo ky ye kis tara es se earning ke jate he etne asan nahe he
        • #529 Collapse

          dear islam me business haram nahi hota, forex b 1 business hay agar es me swap free account bana kar trading ki jaye or profit earn kia jaye to forex hamarm nahi hay.
          • #530 Collapse

            dear mere yah advise hai k yaha islam ko beach mai na lao q k yaha koi aisa insan shyd he ho k us ko sb pata ho islam ka tu ap ko aisi bat nahe karni chayah tk koi galat jawab na dai dai warna galat bat hai....
            • #531 Collapse

              dear forex aik acha business hai jis mai trader mehnat karta hai aur earning karta hai aur ye nahi ke serf earnig karta hai ,loss bhi karta hai es lye mai ye samjta ho ke forex aik sahi business hai
              • #532 Collapse

                g dost bilkul forex islam mein bikul halal hai is ke halal hony ke fatwy bhi mojood hain or yeh hallal is taharan b hai k jis kammain apa mehnat karty ho wo kaam halaal ho jata hai.
                • #533 Collapse

                  min koy mulvi nahe ki jow fatwa dy dow ki ye haram hy ya halal blky min kheta ho forex wk world wide buisness hy jaha ham mhneat karty hy posting min time dety hy kam karty hy tow ye haram kesy how gaya.
                  • #534 Collapse

                    Aslamualikum bhai g bilkul ye islam me halal ha kiun ki business islam me halal ha to ye be aik trhan ka business ha jnb
                    • #535 Collapse

                      bhai forex trading poori trhan halal kaam he q ke ham ismen mehnat kerte hen currencies ko purchase kerte hen sale kerte hen pher us per profit bnta he to yeh kisi bhi trhan se haram nahe he ..
                       
                      • #536 Collapse

                        Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de.
                        • #537 Collapse

                          main iske baare main kya kehskta hun bas mere opinion main Forex halal hy kyunke is main ab tk koi aisi cheez nazar nahi aai jisse dekh ke keh sken ke ye haram hy ya na jaiz hy
                          • #538 Collapse

                            its a halal work kiun kay hum yahan time detay hain mehnat jkartay phir tradid kartay us kay bad kuch earn kartay hain to ye hala hai kiun kay humne yahan apna time dia mehnat ki
                            • #539 Collapse

                              Dear according to my point of view it is not the against the islam ,it is the possible that i may the wrong but i think it is not the against the islam ,it carry the risk of the profit and loss as well ,that is why it is not against the islam
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Ge han mara pyara bhai jasa ka ap na bilkol shee swal poocha ha mara khyal ma to forex islam ma hlal ha kyon ka ham is ko apne manht kar ka pasa kmata han ya hmara laya to hlal ha .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X