kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    mera khayl ma to halah h kyu k ham is pay mehnat kr k e posting krtay h r apna bouns bnaty h jis kam ma mahnat ho vo haram ni hota h is liya forexx hala h merakhayal ma
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de
      • #513 Collapse

        is ka bara ma koe kuch nhy kha sakta ka ya haram hy ya halal lakin forex trading ma mahanat lagti hy or mahanat ki kamai halal ki kamai hoti hy is leya ma isa haram nhy manta
         
        • #514 Collapse

          Yeh ap ny aik acha sawal kya hai iss barey mai mjhe koi idea nai hai but mery khyl mai yeh halal hai q k is m ai hum hardworking karty hain or humain us k against earning hoti hai to yeh halal hi howa q k hum mehnat sy paise kamaty hain
          • #515 Collapse

            I loved the fact that some traders have the right approach and the others do not know this information because I do not know
            Oh right, but I do not see it because it's normal that I
            • #516 Collapse

              islam mein bhai forex halal hai kyun keh is mein loss bhee hota hai aur yeh just like a business hai jis mein aap start mein invest kertay hian aur phir work kertay hian than ja k aap kuch earn kertay hian aur aur earning bhee aap ki koi fix nahi hti hai keh fix hoo aur wo interest mein ati hoo.
              • #517 Collapse

                Islam main mehnat ki kmai halal hai or hum forex pay mehnat say hi kam karty hain or forex forum hum jo money deta hai wo humari mehnat ka hi hota hai to forex halal hai ..
                • #518 Collapse

                  forex halal hai kiun k agar aap koi cheez khreedty hain aur jab uss cheez ki qeemat barhy gi to aap beechain gy to uss py jo aap ko earning ho gi wo halal ho gi jaisy aap property khreedty hain aur waqat k sath jab uss ki qeemat barhti hai aur jab aap beechty hain to wo aap ko halal profit ho gi forex is halal in islam
                  • #519 Collapse

                    ji haan forex islaam mai halal hai or forex mai ham apni mahnat ka sila hi hasil karte hain is mai asa koi system nahi hai jis se ye kaha jaye k forex haram hai..........................
                    • #520 Collapse

                      salam hame akser ye informaton sunne ko milti he k forex haram he ye wohi log samajhte hen jin ko is k bare me koi knowledge nahi hoti he ye ak halal rozi he her admi is me apna time de ker or investment ker k profit gain kerta hen or apni zaruriat puri kerte hen ............thanks
                      • #521 Collapse

                        mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader esy halal samjty hain or baz nahi samjty hain.
                        • #522 Collapse

                          hram hlaal kuch ni keh skte m ne aik molvi se pucha hai os ne agr nfa nuksn hai kaam m to hlaal hai agr nfa hio nfa hai to hraam hai.lakin log kehte hai k hraam hai is liye kuch ni keh skte jitni mou otni baate.
                           
                          • #523 Collapse

                            hmare aaj kel b molvi ba aise hai koi kehta hai hraam hai koi kehta hai hlaal hai.lakin meri nzr mai hraam tb ho ga jb aik bahi ko nuksan hota ho aik ko faida.ab hom gold m trade krte hai agr faida hota hai to is m kisi bahi ko nuksn to nahi hai.agr daikha jaye to puri dunya ye kam krti hai phir to sb dozkhi hoe.
                               
                            • #524 Collapse

                              hraam hlaal kuch ni kaha ja skta aaj kel hlaat ye hai agr kisi ka daao lgta hai to wo sb kuch krta hai or jis ka hath nahi padta wo shreef hai phir baate krta hai k ye haraam hai.agr daikha jaye to hmara mulk sood per chal raha hai phir to sb hraam kha reh hai koi b janti nahi hai kisi ki dua kbool nahi ho gi is liye meri nzr mai ye kaam theek hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                is ka to koe bhe nhy kha sakta ka forex islam ma haram hy ya halal lakin mujy ya pata hy la islam ma har wo chiz halal hy jis kam ma ham hardworking or mahnat kary is thara forex bhe ak hardworing bisbiess hy is ma bhe both mahnat lagty hy pasy kamana ka leya is leya mara khayal ma forex islam ma halal hy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X