kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    g han forex islam ma halal ha ku k ye ak tejarat yane trade ha or tejart ko islam ma halal krar dia gaya ha,,
    forex ma koe cheez ma harm nahe haku k ham is ma apne mehnat sa pasy kamaty han..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      jnab forex aik online business hai or ye hai b legel hai or ye aik real onlne or legal work hai or ye islam me halal hai hamram nai hai kiu k ye koi gheer kanony kam nai hai es liye ye halal hai mery khail me to es me koi issuse nai hai k k ye halal hai ...
      • #378 Collapse

        Meray Musalman bhaiyo, plz jo video mainay share ke hay wo dekho.... sab samajh main a jaiy ga kay kyon forex haram hay. Aur mehnat ka paisa hamesha halal nahi hota, kae log haram cheezon maslan chori karna,daaka dalna etc main bhi poori planning kar kay nikaltay hain aur mehnat ka phir phal khatay hain yaani HARAM. mehnat karnay se chori halal nahi ho jati meray bhai.
           
        • #379 Collapse

          dear ap ney boht acha sawal kkya hy es k bary main koi confarm to nhe keh sakta lekin main es lie mutman hon k es main hum kisi sey zabardasti nhe cheen nai hoty na hum apney kisi musalman bahe ka huq marty han bulky jitni mehnat karty han uska phal milta hy
          • #380 Collapse

            mere khayal meto dear friends yeh halal nhe he qk yeh ek tarha ka jua he khair wese bhi har kesi ki apni apni such hoti he subne apni such zahir ki he.
            • #381 Collapse

              jahan tk mera ilm hai ye islam main halal hai ku k tijarat islam main halal cheez hai, isliye mera ye man.na hai k ye halal hai ager apko zyada behter maloomat ho to bta dena mjhe bhi
                 
              • #382 Collapse

                forex hilal ha mien apko aik asan si example sa samjhata hn k let suppose ap isko trading samjho to phr ap yeh consider karo k traing kia ha apni chezain sell karna difference in pices dekh kar
                • #383 Collapse

                  Har koe "Meray khial main,meray khial main" laga hoa hay, patanae yeh "mera khial" tab kyon nae ata jab hum doctors kay pas jaatay hain kisi bhi beymari kay ilaaj kay liyay????? tab bhi humain "mera khial main" bolna chahyay aur beymari ka khud he ilaaj kar laina chahyay instead of gng to the doctors...

                  Aap logon ko mainay eik video ka link diya hay jo kay eik ISLAMIC SCHOLAR jisnay Islamic finance ke study ke hoe hay aur waqt lagaiya hay iss field main, tou aap log uski video kyon nae dekhtay? PLEASE watch it and let me know wat u think....JazakAllah
                   
                  • #384 Collapse

                    Well, practice will give you experience and experience gives you successful trading, both of them are relevant to each other. Experience counts the most when it comes to talking about refined trading. so, just focus on practice and getting more and more experience.
                    • #385 Collapse

                      forex hilal ha mien apko aik asan si example sa samjhata hn k let suppose ap isko trading samjho to phr ap yeh consider karo k traing kia ha apni chezain sell karna difference in pices dekh kar
                      • #386 Collapse

                        i think that forex is one of the money making machine.there are any one can easily earn unlimited profit from forex business.it is one of the most popular business in over the world.what is your opinion.
                        • #387 Collapse

                          Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de
                          • #388 Collapse

                            han yar ya thek hai ksi had tak lakinitna b zyda ach anai jitna tum kah rhy ho chlo daikho ab kya hota hai waisy baki sab to first class hai or baki sab choro ya daikho kya ho rha aaj kakm ian b thek hn
                            • #389 Collapse

                              ap ney boht acha sawal kkya hy es k bary main koi confarm to nhe keh sakta lekin main es lie mutman hon k es main hum kisi sey zabardasti nhe cheen nai hoty na hum apney kisi musalman bahe ka huq marty han bulky jitni mehnat karty han uska phal milta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                jo kaam apne hatho se kiya jay aur sachy dil se kiya jay aur imandari se kiya jay kaise haram ho sakta hai likan islam main yeh to nahi pata ke halal hai ya haram likan mera yeh kehna hai ke yeh haram nahi ho sakta kyon ke maine abhi taak yaha par jo bhi kaam kiya hai buhat mehnat se kiya hai aur apne hatho se kiya hai haram nahi ho itni mehnat karte hai hum saab yaha par kuch hasil karne ke liye to kaise haram howa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X