kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    Yes koi bhi business jis main app ko loss ho aur app ko is main kuch hard work karn ho ge app ko is main kam karne aur app ko apne nafe aur apne loss ka pata ho ga aur app ko is main kam ko proper skill karna ho ga aur app ko jo bhi nafa mile ga app ki knowledge se mile ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      bahi meri personal ray ha k forex mei koy esi chex nhi tu k ye sabat karen k forex islam mei haram ha.ye tu ik business ka name ha.jis mei agr mahnat karo ge tu profit mily ga,agr mahnat nhi ki tu loss ho sakta ha,har business mei yehi rule hota ha tu pher forex ko kesy haram kah sakte hain ?
      • #393 Collapse

        e keh ska ke ye halal hai ya haram hai . par mera point of view ye hai ke ye halal hai q ke abhi tk is koi aesa kuch nzr nhe aya ke is ko haram kaha jae. forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de
        • #394 Collapse

          i do not see any reason why a muslim can not trade forex, i have not hear where they say that islam forbid trading forex because forex is just like any other business or profession out there, it is not gambling and do not need you doing any thing illegal at all
          • #395 Collapse

            Bhai mujhe lgta hai k ye Business haram nahi hai kyn k ye muslims ko sood se paak account bnaane deta hai or is jb hm posting krte hain or phr bonus milta hai to us se hm trading krte hain or profit or loss dono face krte hain or is mai trading bhi koi haraam cheez ki nahi hoti to mujhe nahi lgta k ye haraam hoga phr bhi hm sb ko confirm kr lena chahye ..
            • #396 Collapse

              Bhai app ney bohat he acha question kia hai ager mein eis ka answer doon ... haram halal wali eis mein koi baat nazar nahi ati hai... yes mere khyaal say forex islam me halal hai kiyoun kay hum yahan work karte hain or apni mahnat ka phal hasil karte hain...
               
              • #397 Collapse

                har wo kam jo sakhat mehnat se keya jy wo islam me halal he ab mjy bato ky work aor hard work ky bagheer forex me trading kry ky koe be earning kr ky bata de jab to hard work na kro gy es ko na samjo gy ap ko experence na ho ga os waqat tak ap ko kabe be profit nahe ho skta he es leye ye halal he
                • #398 Collapse

                  bhai mujhe forex halal lagti hain q k is business main profit bhi bohut hota hain aur loss bhi.kuch mufti logo sa bhi pucha gya hain unho na bhi yehi kaha hain k forex halal hain.agay sab ka apna apna view hota hain...
                  • #399 Collapse

                    bhai mera khayal to ye hai k ye halal hai kun is liye k is main hum soud nahi kha rahay mehnat ker k apna bouns banaty hain or us say humain earning hoti hai jo humain milti hai or mehnat say kamaya howa pisa haram nahi hota .
                    • #400 Collapse

                      Meray bhai me ki mufti nh hn .... par apnay opinion say me app ko ye bat samjha doo k bhai ..... jis me ap ki mahnat hn.... aur app apna time spend karay.... aur profit lay us kamm say.... to app k lye wo kamm haram nh hai....
                         
                      • #401 Collapse

                        ge janab ya islam na halal ha kiu ka ya ligal work ha or hum jo invest kartay han apni mahnat sa earn kar ka kamatay han or koi bi business ho hum apnay paisay invest kar ka hi earn kartay han ya bi aisa hi ha..
                        • #402 Collapse

                          Meray bhai forex ap ko sirf ap ki reg karwanay say ap ko paisay nh deta hai... bal kay app forex me apna time lagaty hai..... and apni knowldeg ka istimall karaty hai...... phr ap ko forex profit deta hai.....
                           
                          • #403 Collapse

                            g g sir g ap ke bat belkil thake ha ka forex kia islam ma halal ha ager ya halal na hoti to ag ham is per kim na kersikta or ya be ak manut kim ha
                            • #404 Collapse

                              Bahi mera knowledge kay mutabiq tou halal hai agar aap ko aisi koi baat nazar ati hai jo aap samjtay ho kay yeh jahiz nae hai islam main tou aap please zaror share karain takay hum sab ko b pata chalay aur forum ko b takay wo usay door kar dain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                mai be yahe thread kar raha hu kab se par kisi ko be nahe pata hai ap khud kisi se pata karo mainay be dawat islami ko e-mail ki hue hai aur wesay daraul ifta ka meray pass fatwa hai us mai halaal lekha hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X