kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Mere bhai forex ek business hai ye tijarat hai aur Isalam mein tijarat hilal hai is liye is k baare mein pereshan hone ki zarorat nahi aur is mein mehnat se kaam karna cahahin is se hum ek ache trader bun jaye ge aur is se achi earning kar sake ge is liye is qisam k sawal apne andar pareshan hone k liye nahi rakhne chahain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      brother pak forex islam me aik pure halal business hai coz yahn ap kuch invest kary hn r hard work karty hn tabhi apjko kuch milta hai apko yahn losss b hota hai r proft b soo mery khyal sy ye aik halal kaam hai
      • #573 Collapse

        Jahan tk meri information hai forex islam mai halal hai. Q k aap business kr rhy hoty ho aur aapko ni pta hota k aap is business mai loss mai jao gay ya profit mai. To is lie mjhy to yeh halal lgta hai q k is mai aapko loss b ho skta hai or profit b
        • #574 Collapse

          dear sir me to kehti hun k forex islam me halal hai q k humen is me boht ziyada mehnat karni parti hai or hume is me sirf profit hi nhe balke loss bhi boht hi ziyada hota hai or hm jo bhi business karte hain us me humen loss bhi hota hai or profit bhi hota hia..
          • #575 Collapse

            payare dost forex trading mery khayal mai aik halal business hai q k ham is mai apni mehnat sy kaam kar k earning karty hai or islam hamy mehnat karny sy ni rokta or islam mai mehnat sy ki gi kamai halal mani jati hai or ya aik jaiz business hai meri nazar mai forex trading aik halal or jaiz business hai...
            • #576 Collapse

              My dear forex islam mn halal h q k is mn haram waali baat hi kya h agar ye haram hoti to log is ko tazi k saath join kyun karty ye islam mn jaaiz h
              • #577 Collapse

                acha sawal hai bhai mare kheyal main to forex islam main bilkul halal hai aur jaiz bhi hai q k hum forex main mehnaty karty hain forex main humari mehnat lagti hai hum es ki knowledsgfe hasil karty hain es mian kam karty hain to ye haram kasy ho sakta hai humari mehnat hoti hhai
                • #578 Collapse

                  forex trading ak acha online business ha jis ma kafi zayda muslims ha or wo is ma ak acha trader b ha kafi zayda trader yahi kahta ha ka ya islam ma halal b ha ya nai par jaha tak ma janta ho to ya islam ka ak halal business ha.
                  • #579 Collapse

                    sir baat ya kay ma is ka pora nai bta sakta ho kay ya halal ha ya haram q asay ma galt bta do lakin sir khtay ha jo mehnat krta ho wo halal ha sir ham bhi to forex trading ma mehnat hi krtay ha jis ka hamay pasay miltay ha or hamay yaha loss bhi hota lakin sir ma apnay dost say poch kr btao gaa
                    • #580 Collapse

                      I think forex is Halal in islam because we give time and energy to this business and also spend more and more time.This business include also loss so if a business has include profit and loss so that business is halal in islam.Forex is a good and fresh business for us.
                      • #581 Collapse

                        bhai jan is bare mene muje kuch nahe pata ke ye halal he ya haram he lekin mere keyal se ye kaam halal he kiu ke hme is me kuch galt nazar nahjaya
                        • #582 Collapse

                          according to my this forum is halal with reasonableness is that if you acquire realist than you instrument be loose there this is the principal fact of halal and harm because if righteous garner advantage than you module suppose it modification and selfsame added panorama but in this acting both vantage and sum there.
                          • #583 Collapse

                            yes buiness sunnat ha.. tijarat islam mn jiaz hai.. ap kr skty hain.. yeh tu aik bht acha online buisenaa hai.. studetns or specially girls is pay easily kam kr skti hain.. koi time ki limet ni na kam ki.. ap jis mrzi time mn jitna mrzi kam kr skty hain.. ap jitna chaho kam kr skty hain..
                            • #584 Collapse

                              koi bhi business jab us me loss ka concept na ho to wo haraam hota hy or us me sood ka concept hota hy jab jis busness me profit and loss dono hoty hen wo halaal hota hy jab ke forex ke business me profit and loss dono hen is liye ye totaly halaal hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                mary khyal ma to forex halal hy q ky ya koi galat kaam nai hy or na he is ma koi asi cheez hy jisy dakhty hoa hum is ko haram kahain gay jis kaam ma be mehnat ke jaye wo kaam haram nai hota

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X