kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    dear matrry kehal ma ham kko islam mhnat kaeniy kai ijazat deata hi aslya may dear freund ap as par zeadha say zeadha mahnat karo awor as kay lya ap ko kafi time dena pary ga phner ap ak achi earning kar sakty hi awor achauy passy b kama sakty hi awor as say ham apni zarort ppori kar skaty hi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      ayaha UK main 1 mola ne kaha tha k forex halal hain jaab k hum yha apni reall money invest karte hain or hum apni mehant say yaha loss and prfoit lete hain tu lazmi yahi baaat samne aati hain k forex halal hain hum ko chahiey k hum forex ko apne mind main halal he rakain agar hum khud he forex ko haram he samjhy gy tu hum pher ksy halal samjh skte hain is liye hum ko chaiey k hum apne mind main forex ko hahal samjhy or us say trading kare
      • #1323 Collapse

        My dear friends and family iss mn halal haraam ki bt ni hai ye to ik trada hai r trade haraam ni hota r ye bt ka jawB halaal e hai.
         
        • #1324 Collapse

          Bhai forex trading ka kam bilkul hala hai q k traders janmb is main kam krty hain to traders ko loss b ho jata hai haram kam wo hota hai jis main kam kr k apko loss na ho
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #1325 Collapse

            is main hamain hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trade karny k liye learn karna ho ga ta k loss kam ho saky aur market main achi trade karny main koi bi mushkil na ho skay gi aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur is main wo hi kam karna ho ga jis kam ki hamain hamara isalm ijazat aur hum sucess bi ho saky
            • #1326 Collapse

              bhaii ye baat tw kisi imam ko he sahe pata ha but agar aap mera opinion laina chahty hain tw meray khayal sy forex halal ha kue k hm is ma jo kaam kr rahay hain mehnat sy kr rahay hain hm apni mehnat krny k baad paise earn krty hain is liyay ma samjhta hu k forex is halal
              • #1327 Collapse

                ma aap k is sawl sa shmta ho k aap na ya bhota achay sawl kia hay q k har koi is k bar ma jan jay k ya kia hay aray ma to is ko halal he kha ga q k jiss kam k lay insan dan rat mhnat kirta hay wo kam haram ho kise skte hay wo najaiz kise ho skte hay ya kam haram nhe balk ya halal hay
                • #1328 Collapse

                  bhai forex islam main haram nai halal hai kiu kay is main koi sood nai hai ye other taxes se pak hai is main ap jitna profit gain karty hain utna loss bhi ho sakta hai forex market trader pe depend karti hia k wo is main kis tra mehnat kar k successful hota hai
                  • #1329 Collapse

                    Hello forex friends yes forex trading business is halal in islam because any business depend on profit and loss sharing then halal in islam ok
                    • #1330 Collapse

                      G Walikum salam bhai jan mere azez dosto apny ye sawal kr k mere dil khush kr dea hai forex koi haram chez ni hai ye bohat zdda axha buzznis hai halam to ussy kaha Jata hai jo hum kisss ki koi chez chura k kahtey hein wo haram hoti hai yahan to koi halam haram ki bat ni hai q k hum khud mehnat kr k paissy kama rey hain haram ki bat to tabb ho jab hum forex py apnna time na den posting py ohr bat bannti hai k jabb forex market hamey khd paissy den pher haram hai hum khd mehnat krty hain to e paissy miltey hein to ye haram nhi hai
                         
                      • #1331 Collapse

                        G bhai jan axhy se dosto ye koi haram ni hai hai ye islam mein halal hai ye koi sood ni hai hum agr mehant kerty hain tabhi to paissy milty hain r jitnni mehnat kerty hain sirf utnny e paissy miltey hein iss se extra ni miltey tbb eto hmri mehnat hnmy milti hai assy to koi bhi paissy ni deta jtnni mehnat utnna profit
                         
                        • #1332 Collapse

                          Dear forex ki trading ko baz olaama jaiz aur halal kehte hain aur baz olaama k nazdeek forex najaiz hai.
                          But main smajhta hoon k Islaam men wo bussines jaz hai jiss men profit aur loss dono hote hain, dear agar hamen forex men profit hota hai to forex men loss k bhi brabar chances hote hain ,aur na hi ham forex se koi sood lete hain isliye main smajhta hoon k forex jaiz hai aur halaal hai, q k forex men ham mehnat krte hain forex hamen auto pe profit ni deta hai.
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #1333 Collapse

                            sir mujay is baray ma zaida to pta nai ha lakin ham yaha pay apni payment invest krty ha to uskay bad hi to ham earning bhi kr sakty ha lakin is baray ma to ako wo hi bata sakta ha jis ko behter pta ha or ham forum pay jo work krty ha us ma ham katni mehnat krty ha post krty ha to meri nazar ma forex halal ha
                            • #1334 Collapse

                              bhai kuj logun ka kahna hai k halal hai or kuj haram bolty hain ab jitny firky hain otni he baten hoti hain es liye hum kuj bhi conferm nahi kah skty hain or yah masla aik he side par rahny diya jay tu bhatar hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Bro bat ye hai k hamain koch nai pata ye halal hai ya haram main koch batana chata hon k ye business sod wala kam hai kisi chez k opar profits lyna ye haram hai mery khyal main ap ka mind kaia kahta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X