kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    bahi mary hisab sa ya halal hi q kay as say pa ham kafi mahnat kary hi awor as pa din rat mahnat kar kay passy kamaty hi to mary hisab say ya ham ko as ka mawaza b data hi as laya mary hisab say ya halal hi as ma koi sahk ni hi ap apni family ko b as kam ma la sakty hi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      Islam Mein iska concept kuch clear Nazar nahi aa raha hai ki isko Hum Halal consider Kare usko Hum haram ki taraf le jaye Ye working depend Karta Hai Hamari working par ki hum usse kya samajh rahe hain
      • #1338 Collapse

        agar hum forex trading main money management karty huway trading karen gay to he humari traing achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time dain tab he safe earning kar sakty hay esmain money managemnet karty huway he trading karnay main faida hota hay tab he safe ho sakty hay
        • #1339 Collapse

          Bhai islamic information jitni mujhy hy os k mutbik halal hy q k jis main ap ko profit aur loss donu k chance hain wo thk hy q k ais main ap ko confrom pata ni hy k ap ko faida he ho ga ap ko loss b to ho sgta hy aur ais main ap ki mahnat b to hoti hy na bhai tab ja k ap ko profit milta hy ais main kuch b fix ni hy bhai baki Allah maf kry agr main ny koi ghalt bol dia ho acha yahi hy k ap kisi mufti sy pata kr lain
          • #1340 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mohsinali2211 پيغام ديکھيے
            me ap sab ye sawal pochna chahta ho k forex trading islam me haram he ya halal ya ye jaiz he ya najaiz he ager halal he or jaiz he to kese he
            Forex trading Islam mein bilkul Halal hai aur uske baare mein aap Internet se bhi padh sakte hain aur Bahut Si full Mark II video SBI internet par mojud hai ke Forex trading Halal hai
            • #1341 Collapse

              Bhai Islam mai WO kam gram hai jis main hmain kahny k bgair paisa milta ho is k badly hmain kuj karna nahi parhta hai jub k forex main aysa kuj nahi hai forex ko him time by dety hain mah nat bhi karty hain or duety ki trha es main kam bhi karty hain tu yah gram nahi halal he hai yah kuj kiye Nina he hmain earning nahi deta hai
              • #1342 Collapse

                is main plane kar k hi hum sucess hon gay aur is main hamain wo hi kam karna ho ga jis ki hamara islam ijazar deta hai so hamain market main is k bary main practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum acha profit hasil karein gay it is best
                • #1343 Collapse

                  koi bi kam jis main hard work karein wo haram nai hota hai so hamain is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hii hum run karein gay aur hamain is k bary main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay
                  • #1344 Collapse

                    Assalam o alikum dear friend me ap ko ek moti c mesal deny wala hn ap khud sajm lena k forex kya hy hamary lye. har wo kam ya business js me hamri mahnt or loss ka dar ho wo islam k mutaq halal hy. ab ham yhan apna time spend karty han ye hamri mahnat hy or ksi trade me hamen loss bhi ho sakta hy ye hamen dar hy. so friend me to is hesab sy isy durst manta hn.
                    • #1345 Collapse

                      Waise tou Molvi nahi ho but mere point of view k hisab se Yeh Halal hona chaiye , First mein is mein profit or loss dono hai , Is per hume mehnat kerna perti hai , Jaise k agr hum aik Sugar ki shop open kerte hai or bohat zaida Stock ly lete hai , Sugar rate up and down hota hai daily hume profit or loss ho sakta hai waise he is mein b wo he sab hai , 2nd is mein hamara account swap free b hota hai .
                      THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                      • #1346 Collapse

                        g hna yeh ak hilal business hy jo bhe os ko karta hy agra wo os mn mehnat karta hy os mn jo bhe kam agar mehant k sath kya jaye tu wo kaam ap k halil hy or jo bhe businees hy wo kabhi haram nhn hota hy ..
                        • #1347 Collapse

                          Bhai mery khayal main to ye aik business hai jis main hum ko loss bhi hota hai aur profit bhi is liye islamic point of view se muje to aisi koi baat nazar nahi aati k hum is ko haram keh sakain. Laikin is ka faisala to koi Aalim-e Deen hi ker sakta hai laikin woh bhi aap ko jab hi fatwa de ga jab aap usko puri baat aur forex ki tumam shraait wegaira detail se batao gay phir hi aap ko theek answer mil paye ga.
                          • #1348 Collapse

                            Dear wo mal jo insan mehnat sy jaiz tariqy sy hasil karta hay wo halal hay mera to kheyal hay k is mein aik trader ko bahut mehnat k bad hi profit hona shoru hota hay...Is k bary mein atal faisala to nai dy sakty.
                            • #1349 Collapse

                              yes forex halal hai . is liye ko maine is ko join kia hai ager ye halal na hoti ko main is ko join hi na karta brother . is k bare maine googe par kafi malomat li hai to phir ja kar forex main aya hoon . app be is ko join kar lein ye halal hai . pakistan mein ap ye aam use hota hai yaar ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                Forex trading islam main jaz hy ya najaz hy as k bary main abhi tak koy paka aur thoss sabot to nahi hy agar hum forex main investment na karen aur post k zareye bones banain to as main to kafi mehnat lagty hy aur mahnat ki kamai to halal hy aur shayad asa ho conform nahi kaha ga sakta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X