kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    janab aap nay is ma sahedd pacli post ko read nhe ka ha is ma aap ko koch trader nay is kay bary ma fatbay be jare kay ha kay ya halal ha is ma kio kaam najez nhe hota ha ya islam ma jaez ha is ma tab he to muslman kaam kar rahay ha is ma mahnat karty ha mahnat sa he hum ko is ma profit hasil hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      forex islam ma halal ha is ma kio kaam be haram nhe ha is liay humay is ma bay fekar ho kar kaam karna cahay is ma koch be kaam najez nhe hota ha aap is ma mahnat karty ha our is ma knowlged sa sell our buy karty ha jo kay har business ma hota ha is liay is ma be hota ha to ya haram kasay ho sakta ha
      • #1368 Collapse

        G friend ap bilkul thk kah rahy han k forex islam ma bilkul halal ha haram ni ha agr haram hota toh is ko koi join ni karta keu k ya islam ma halal ha is lea Sub logo ny join kea ha
        • #1369 Collapse

          bhai jan ap ne bahut acha swal poocha he dekho yar is ke bare me mera knowledge to yehi kihta he ke wese to ap ko pata hona chahye ke jis kam me mihnat ho wo har kam hallal hota he to is se ap ko pata hona chahye ke ap is me kitna mihnat karte hen aor kitna time dete hen
           
          • #1370 Collapse

            forex mai muslims be kam karty hain or non muslims be kam karty hain yai halal kamye wala business hain is mai kuch asty options be hain jin ko use karny sy swap milta hain lakin muslims ko yai use nahi karny chahey hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain yai aik international business hain yai kabe be band nahi ho sakta
            • #1371 Collapse

              forex islam mai halal hain hum is mai mahnet sy kam karty hain or hamy acha bonus milta hain is mai muslims be kam kar sakty hain or non muslims be kam kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar saklty hain yai pakistan mai legal ho cuka hain
              • #1372 Collapse

                g haan bhai jaan ap nee thek hi farmaqya hai kee forex trading islam main hilal hai g haan bhia jaan forex islam hilal hi hai q k as main ham mihnt karte haion as liy ye hilal hi hai tyhek hai bhai jaan
                • #1373 Collapse

                  Ap ka thread bohat acha hai. Forex market ak online earning bjusiness hai. es business kay bary mai islamic point of view bhe hona chahye. Mery khyal say es bary mai jo bhe islamic scholar hai. en ko apni opion dey. tk logs es mai islamic point of view kay mutabique trade kray.
                  • #1374 Collapse

                    Mery bhai forex aik business hai jis mein hum boht mehnat se kaam krty hein is business mein hamein profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai aur islam kehta hai jis business mein profit aur loss dono hoon woh halal aur jaiz kaam hai.
                    • #1375 Collapse

                      bhai jan ye sawal bahut arse se ho raha he lekin bhai ap khud bhi andaza laga sakte hen jis kam nme mihnat hota he wo halal hota he aor ek bat me ap ko btata hu agar ham psk bissnuss ke liye nimaz ya apna tlawat ko bhool jayen to hram hota he lekin hamen chahye ke ham apne islam ki deen me bhi poora utren aor ye bissnuss bhi karte rahen to ye bissnuss halal he
                       
                      • #1376 Collapse

                        Bhai ap forex p kam kr rhe hain jis k badly main forex apko pay krta haii ye ak type ka online business haii jis m log invest krty hain r jis m loss b haii r profit b haram wo hota jis m loss na ho just profit ke bat ho jaise k intrest rate haii jo banks laty
                        • #1377 Collapse

                          forex mai islam mai halal hain hum is mai tijarat yane investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai halal kamaye karny wala business hain
                          • #1378 Collapse

                            Dear bhai is bary main to humey kush khas malomat nahi hai. Ho sakta hai kay ya halal ho q kay hum forex trading par pora months mahnat karty hai to tab he ja kar humey bouns melta hai or hum trade kar ka profit earn kar sakty hai. Is leya jis kaam main be mahnat ke jayn isy halal he kha jayn ga. Yo mary point of you se ya halal hai.
                            • #1379 Collapse

                              Assalamualaikum forex slam main I think halal hai bcz ye ek business hai jo hum Ghar Beth KR business KR skty Hain forex Haram ni hai bcz forex main hum mehnat krty Hain or mehnat halal ke hi Kam main ki jati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                Dear forex islam mein bilkul halal he.Kyun ke forex wo business he Jis mein mehnat or lagan chahey hoti he,,phr bnda kamyab hota he.
                                Dosri bat meri poin of view se forex trading is liye hala he,,ke jis kam mein nafa or nuqsan dono houn,wo haram nai ho skta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X