educated or non educated person ki trading me fark hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1126 Collapse

    yes sar is men kafi fark dekha jata hay jo log educated hoty hain wo apna experience use karty hain trading k time aur bahut sara profit earn kar lety hain aur jo educated k bger trading karty hain wo just apny luck ko dekhty hain k agar hamen profit mela to hamari kesmat nhi to loss hi karna hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1127 Collapse

      Forex trading main educated person k ya faida hota ha k wo is business k bary main learning KR k knowledge ikthai krta ha jis SA usk trading krny main asani hoti ha JB k uneducated person Bina sochy smjhy trading krta hai or apna loss KR jta hn
      • #1128 Collapse

        You are right dear, forex men jo log educated hote hain wo uneducated logon se better trade kr lete hain qk jo log educated hote hain wo forex men kissi bhi cheez ko aasani se smajh lete hain chahe wo English language men ho ya kissi aur men, aur jo log uneducated hote hain unhen smajhne men mushkil hoti hai, educated log fundamentally analysis bhi better kr lete hain issi liye main kahun ga k educated log uneducated logon se better trading kr sakte hain.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #1129 Collapse

          educated aur non educated logon ke trading mai faraq hota hai aur yeh faraq lazmi hona b chye . jin logon ke education ziada achi hoti hi woh trading ke fundamental news per ziada achi trah say kam kar sakty hain aur iss ko baqi logon say ziada bahtar toor per samjh b sakty hain .
           
          • #1130 Collapse

            Educated person bahut acche tarike Se Apna Kaam perform kar sakta hai aur woh apni learning ko achi Tarah Se seekh sakta hai usko learning karne main difficulty nahi hoti agar Jo uneducated person Hota Hai woh Jyada acchi Tarah Se kaam nahi kar sakta usko learning karne bahut jyada problem hoti hai usko Cheez Hai Sahi Tarah Se samajh nahi aati Jiski wajah se kaam karne mein Kamyab nahi ho jata hai
            • #1131 Collapse

              mere hsiab se to is buznees maain ayhun paar esa kuch anhin hy is buznees maain hum logun ko ayhun paar trdaign karne ke lie hum ko ayhun paar is buznees k ebar emain hum ko malumat ka hioan buaht hi zyda zaruri hy jahun tak emaain janta hun to is maain is ka koi bhi faida nahin hy
              • #1132 Collapse

                billkull bhai app ki baat sy agree kerta hon k educated person aor non educated person ki trading ma bahoot fariq hota hy.aik educated person humisha market trend k hisaab sy decision ly ga ager app non educated ka decdecisions check kero to tuka ki trading hoge jo humisha loss kerta hy .knowledge hona bahoot must hy bhai.
                • #1133 Collapse

                  Dear agar koi banda educated Hai To uske liye forexman kaam karna Aasan hota hai Agar wo educated Nahi Hai To uske liye kaam karna bhi Mushkil hota hai isliye Forex Mein educated Hona bahut zaroori hai Sabke Liye
                  • #1134 Collapse

                    g han yah bat tu hai maghr aghr koi non educated person k pass expernce zeyda hai matalb k wo forex main kafi arsy se trdaing kar raha hai tu wo achy trdaor hjo skty hain q k hmara expernce hmari age k sath bhrta hai
                    • #1135 Collapse

                      agar hum forrex trading main khoob focus karen gay to hum market kay bary main knowledge gain kar sakty hay es business main money management karty huway he kam karna chahiey tab he hum market main safe reh sakty hay esmain money management karty huway he kam karna chahiey
                      • #1136 Collapse

                        G han bohat frak hota hai jo educated person hoty hain in k planning Bhai educated he hoti hai es liye w/o boht se new technologies ka bhi use kar k vets trading kar skta hai es liye w/o zeyda acha kam kar jaty hain jub k kam parhta likha trador wesi tarding nahi kar skta hai forex main education hona bhi achi bat hai
                        • #1137 Collapse

                          education hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main trade karny k liye hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is say hamain faida bi ho sakta hai aur earning karein gay
                          • #1138 Collapse

                            sb is main kam kar skaty hain so hamain markt main is k bary main hard work kar k hi hum real main acha earn karein gay aur is main education hasil kar k hi trade karni ho gi aur hamain is main trend ko use kar k hi trade karni ho gi it is good
                            • #1139 Collapse

                              market main rules ko mind main rakhna ho ga aur educated aur uneducated sab kam kar skaty hain aur education achi ho gi tab hi hum run karein gay aur hhamain market main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay ta k earning ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1140 Collapse

                                yes main is baat say agreee karti ho qk no noneuducate hote hain unko time lag jata hain forex ko samjhne k liye time lagta hain asi tara jo educate hote hain vo forex ko jaldi samjh jate hain qk unko english aati hain ang forex ki ziyda tar learning english main he hain or sab forex ko jaab b google main b find out karte hain tu sab website ziyda tar english main hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X