educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    educated or non educated person ki trading bhi difference hai kiyo ka ek educated person Forex trading main advance knowledge read kar ka acha trade kar skata jab ka ek non-educated person only chart ko dakah ka hi trading karta ha .yahi fark ha dono main .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      educated person jalidi sy forex ky knowledge ko gain karsak tha hai wo market ky sary news ko read karsaktha hai jab ky uneducated person ko boht time laktha hai forex ko samajny mai or wo marke news ko bi read nahi karsahta hai
      • #378 Collapse

        haan good sahi kaha apne janab mera mana hai sclping se hume kafi help milti hai trading mean or forxe trade businiss mean ye ke bht hi acha roll ada karha hai ese basani earn karne mean..
        • #379 Collapse

          Uneducated peoples trading to krte hain unko profit bi hota ha but educated peoples ki trading main bohat farq hota ha wo aik rules ke mutabiq trade set krte hian or ye unke liye achi bat ha.
          • #380 Collapse

            yes my daer me ap ki is bat se builkul agree hu k is forex trading business me aik parrhy likhy trader or or aik unparrh trader ki trading k kafi farak ho ga magr bat phir b wohi he k is tyrading k bary me jo zyada experiance rakhta ho ga wo hi zyada best trader he
            • #381 Collapse

              agar aap educated hain aur forex ma kam kar rahe he to ap bht ache taran se profit la sakte he aap news ko read karte he aur theek se analysis k bara ma read karte he aur aap apna plan rakte he yahan se profit ko kase lya jay aur uneducated person itna profit nhi la sakta ku k wo read nhi kart news ko just market ko dahk kar trend ko dahk kar order lgata hy
              • #382 Collapse

                sir educated persons me ye faraq ha k educated person aram se or bgair lalach k trading karta ha or be sabri ka muzahra ni karta lakin un-educated person be sabri ka muzahra karta ha.
                • #383 Collapse

                  yes dear ,why not an uneducated person cannot learn the forex in the batter way but the educated person can understand the forex in the more best way that is why dear there is the lot of the difference between the educated and uneducated
                   
                  • #384 Collapse

                    jee haan bhai jaan mein aaap ki is baat say poori tareeqay say agree karta hoon ke aik educated aadmi zyada behtar kaam karta hai kyunke educated banday ki knowledge zyada hoti hai aur aik uneducated banday ki knowledge kam hoti hay
                    • #385 Collapse

                      assalamu alaikum jee nie me esa ni sochta ka educated or non educated ki trading mein koi fark hoga because trading k lie ziada important experience or hard working hain
                      • #386 Collapse

                        Mery khayal me sirf forex ki education waly log hi forex me kamyab hoty hain. Technical analysis sab se best tool hai market ko analyze karny ka kiun kay fundamental news ki jin logon ko bhi education hoti hai wo kabhi bhi market ki previous position ki base per market ko fundamently analyze nahi kar sakty.
                        • #387 Collapse

                          Assalam o alikum. Mere khayal may to educated or uneducated logo ki trading may bht zyada farq hy. Majority Uneducated banda trade kerta hy sirif kamanay k liye. Jab se educated banda sensibly trade karega market may naam banany k liye..
                           
                          • #388 Collapse

                            jee ap ki bat bilkul theek hai k educatzied or non educated ki trading main fark hota hai wo isliye k educated person jo hai wo ziada knowldege rakhta hai or seekhta bhi jaldi hai bt non educated person ko basics say sikhana parta hai
                             
                            • #389 Collapse

                              merey khyal sa to jo educatd hota hain wo axcha profit gain kerlte han or han jo un educated oata hain uss k pas axchi knoweledge nh hoti han or na experince iss waja sa wo loss ma jate hain ......
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                sir educated banda forex mein zayda kamyab hota hai banizmat non educated ke q ke educated banda soch samajh ke trading kerta hai aur porey analysis se pehe trade ko open nahi kerta, jab ke dosri taraf non educated banda kuch soche samjhe bina bus market flow ko follow kerta hai aur trade open kerke nuqsaan uthata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X