educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    Re: educated or non educated person ki trading me fark hota ha

    education ho gi tab hi hum run kar k hi hum sucss ho sakty hain planing kar k hi hum sucss hon gay, aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum real main bi trade kar k hi hum kamyb ho skaty hain, so hamain market main bi trade kar k hi hum sucss hon gay,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      Re: educated or non educated person ki trading me fark hota ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
      i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra un ka fundamental analysis strong hota ha uneducated person ki nisbat ap kia kehte hen????????
      Assam Alaikum educated peoples or uneducated Pipal ki trading mein bahut jyada Fark Hota Hai Kyon Ke acchi education Hasil karne ke bad aap market aur senior traders ke post ko bahut acche tarike se understand kar sakte hain lekin Agar aapke pass Ek acchi ejucation Nahin Hai To Aisa possible Nahin Hota
      • #1203 Collapse

        Re: educated or non educated person ki trading me fark hota ha

        ji haan main aapki baat se Fark karta hun bilkul educated aur lower educated ki rate mein Fark hota hai educated learning karke knowledge karke aur channel set karke bahut acchi trade open kar leta hai jab ke kam educated person ko thodi difficult aur problem hoti hai isliye uski loss mein ja sakti hai
        • #1204 Collapse

          Re: educated or non educated person ki trading me fark hota ha

          is forex main education achi ho gi tab hi hum scss ho sakty hain, so hamain market main planing kar k hi hum achy say trade kar k hi hum kamyab ho sakty hain, so hamain market main bi up aur down ko dekh k hi hum real main bi trade kar k h hum sucss hn gay,
          • #1205 Collapse

            Re: educated or non educated person ki trading me fark hota ha

            Bilkul sir educated or non educated ki trading mein bahut hi jyada Fark hota hai Kyunki educated member bahut hi jald to market ko samajh lete hain aur Market ko analysis kar lete hain Iske Agar Ham bhi ismein Kamyab Hona Chahte Hain To hamen bhi mehnat bahut hi jyada Karni chahie trading karne ke liye
            • #1206 Collapse

              Re: educated or non educated person ki trading me fark hota ha

              Assalamu Alaikum dear friend and all Forex traders se Kahana chahta hun ki agar Ham educated person Hai To Ham Forex Nahin Apne experience or knowledge ke through Kamyab ho sakte hain aur usne apne liye ek acchi Apne liye earning kar sakte hain non educated person Kabhi Forex trading mein Nahin ho sakta Kyunki Uske pass experience on Knowledge bahut hi kam hoti hai
              • #1207 Collapse

                Re: educated or non educated person ki trading me fark hota ha

                G educated aur non educated trader ki trading main faraq lazmi tour per hota hay. que kay aik educated aur forex kay knowledge aur experience rakhnay walay trader ki trading kisi na kisi logic per ho gi jab kay non educated ki trading sirf aur sirf gambling ho gi. wo nahi janta kay us nay sell kia to us kay pechay kia waja ho sakti hay ya buy que kia ja sakta hay. educated trader hamesha jald bazi ko door rakhta hay aur un educated trader tension main loss ker leta hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #1208 Collapse

                  Re: educated or non educated person ki trading me fark hota ha

                  Education achi ho gi tab hi hum acha bonus hasil kar k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain market main planing kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain, aur hamain market main bi trade karny main bi asani ho saky gi,

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X