educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum run karein gay aur education achi ho gi tab bi hum acha earn kar sakty hain aur market main enter hony k liye knowldge hasil kar k hi trade kar skaty hain aur hamain is rules ko follow kar k hi hum run karein gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      dear pehli bat tu ye hai k app nay post he galt ki hai kun k aik non educate person forex trading kar he nahi sakta kun jb wo parha likha he nahi tu wo trading ko kesy learn kar saky ga aur kabhi bhi educated person ka muqabla nah kar saky ga kun educated person k pas hr qism ka knolwge ho ga issleay wo iss mai best earn aur learn kar skay ga.
      • #1143 Collapse

        is main sab kam kar sakty hain educated ho ya uneducated hamain is main expeirnece hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is forx main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main perform karny k kabil ho sakty hain it is best jb
        • #1144 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum educated ho to per hum ko har chees ke achi knowledge hoge to per hum ko profit be achi hoge esleya educated or uneducated person ka trade ma lot of mistake ho satka ha es or ya ak dorsa sa different be ho sakta ha ..............
          • #1145 Collapse

            bhai jaan har kaam k liye humay experience required hota hai usi tarha say same yaha b yahe kaam hota hai is kaam mai humay lazmi nh k education required ho is kaam k liye agr apne study nh ki hai apko koi b quolification nh hai phr b ap is kaam mai profit earn kar sakte hai forex trading say q k is kaam mai experience chaiye hota hai
            • #1146 Collapse

              g bhai bilkul educated or non educated person ki trade main farq hota hy.,jo educated person hota hy.,,wo is main mojud terms ko achi tra smjh jata hy.,wo aik achi strategy or planning banata hy or us per kam krty huy acha profit bhi earn krta hy.,but aik unparh k liye forex ki terms ko smjhna muskil hota hy.,wo smjhh na a ny ki whja sy plann nae kr pata jis ki waja sy loss krwa bethta hy
              • #1147 Collapse

                forex mai kamyabe hasial karny ky liye hamy well educated hona zarore nahi hain hamare typing or forex mai kam karny ka knowledge or experience acha hona chahey pher he hum forex mai kam kar ky ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy yai aik international business hain hum is mai trading be kar sakty hain or investment be kar sakty hain
                • #1148 Collapse

                  Dear ap ke bt bilkul tk hai educated ar non educated person ke post ka bht zida fark hota agr mry khial m forex m post karny waly admi ka pahaly to proffesional level ke study honi chay ta ka vo axhi ca axhi post kr sky agr itna b na ho sky to high school ke teleem to lazmi ho ta ka vo kush na kush tk post to kr sky .
                  • #1149 Collapse

                    g han well educated or un educated logo ke trade mai farak hota hain pary likhy log jalde ise samj ky kam kar lety hain or acha bonus hasial kar lety hain forex mai hum learning ky sat earning be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain or aik kabe be band na hony wala acha business hain
                    • #1150 Collapse

                      is main hum sab kam kar skaty hain so hamain market main trade karny k liye learning kar skaty hain aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade kar sakty hain aur market main planing karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say faida ho saky ga ta k earn ho
                      • #1151 Collapse

                        forex mai kam karny ky liye well educated hona zarore nahi hain agar hum is mai basic learning hasial kar ky kam kary gy to hum kamyab hon jy gy hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hamy demo account mai practice karne chahey hum internet py be learning hasial kar sakty hain hum apny seniors ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain
                        • #1152 Collapse

                          education best ho gi is main hamain achy say market ko smajh saky ga aur hamain analyse karny main bi asani ho saky gi aur hamain markt main planing karni hogi tab hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain so hamain markt main trend ko ue karna ho ga tab hi hum run karein gay
                          • #1153 Collapse

                            forex mai kam karny ky liye well educated hona zarore nahi hain hum basic learning hasial kar ky is mai kam kar sakty hain or ache earning hasial kar sakty hain forex mai hum investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain yai bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pury pakistan mai be legal ban cuka hain
                            • #1154 Collapse

                              aap ko is ma itne education to hone cahaya kay aap is ma knowlged hasil kar saky is ma aap aap high educationed ho to is ma high knowlged sa is ma ache earning kar sakty ha is ma best earning kay liay aap ka educationed hona be zaroore ha is ma aap ki business ma be knowlged hote ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                g ha hota ha q kay jo parah lika insan hota ha ow kad is ma read kar kay is ma knowlged hasil kar lata ha our jab kay unpahr jo hota ha is ko kio btat ha kay is ko asay karna ha to ow is ma asay kaam karta ha is ma fark ha janab education ka is liay is ma educationed log kaam zada karty ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X