educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    R education persan apnni knowlage se e trade krta r bht zda profit hasil krta h jbb k unneducated ko zdda pata ni hota r wo apnny hatho se e apnna nuqsan krwa ltta ha r phr bht zda sad rhta h r khd ko tannha feel krta hai iss liye confidence hnna lazmmi hm ye farq Hota h education r uneducated person menn
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      Bilkul bohat zaada farak hota apko reader ki writing se pta chal jae ga k educated person hau ya phr uneducated person hai iss liye trader ko phly ja k seekhnny chaheye phr start krnna chhye phr kbhi b loss ni hoga
       
      • #1113 Collapse

        Is my koj faraq nai hota hy afr parha likha hy ya nai bhi parha likha hy zwada to bhi ia my chaly ga kio k is my prhai nai jam ati hy is my hard work kam ata hy jo bhinsis binsess konsekhta hy who is my kamyab ho jata hy bs k liya hamy mhnat ki zarorat hoti hy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #1114 Collapse

          bhaii obvious c baat ha educated aur uneducated person ma fark tw hota ha educated person apny sary kaam khud kr laita ha kisi cheez ma agar usko problem ho tw wo usko khud search kr k uska solution nikaal laita ha aur uneducated person logo sy poch poch kr uska solution nikalta ha
          • #1115 Collapse

            G bhai education bhut zarori hai agr ap educated hain ap ka pas knowledge bhut ziyda a skta hain . laqen mein na bhut sa asa log bhe dakha hain jo un educated hota hain laqen phir bhe acha trader hain .
            • #1116 Collapse

              g bhai zahir bat hai kah jo insan educated hota hai wo ziyda acha trader hota hai jin logpo ko educataion ka ni pata hota wo us bat ko jaldi sa ni smjh skta hain un ka liya bhut mushkil hota hai koe bhe kam deal karna ka liya.
              • #1117 Collapse

                is forex main education ka koi issue nai hai aur hamain is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trade karny say pahly learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay aur market main experience hasil kar k hi hum run karein gay aur market main earn karein gay
                • #1118 Collapse

                  Lazmi se baat hai ke educated aur uneducated person ki trading me trading kay doran kafi farq hota ha. jo log educated hoty hain woh apni education ke waja say trading ke ziada achi learning kar sakty hian aur sath sath forex trading say related news say b ziada bakhabar hoty hain .
                     
                  • #1119 Collapse

                    Yes kafi farq hota hy dono ki trading mein kyo k jitna bareki sy aik educated banda seekh sakta hy ya nazar rakh sakta hy uneducated nahi samjh sakta aur na hi wo skills a sakti hain
                    • #1120 Collapse

                      dear forex trading kernay k liye liye educated hona zrrori nai iss ma wo he sucess hassil ker sahkta hai jiss k pass forex trading ma experince ho orr jiss na forex trading ma zaida time spend kiya hou wohi iss ma sucess hassil ker sahkta hai iss ma app k pass basic knowledge honi chaiyie..
                      • #1121 Collapse

                        G bilkul, her field ki trha forex men specially uneducated person bahot ziada gain nhi ker skte kiun ke fundamental analysis ke sath sath wo technical analysis ko approach nhi ker skte jis ki wja se wo forex men buri trha nakam ho jate hyn aur apna pesa zaya kr bethte hain.
                        • #1122 Collapse

                          Educated log hoty wo har kam ko tareqe se karty q ke unn ko knowloaged hoti iss liye behtar business kar sakty har point of view se or Jo non educated hoty unn ko iss tarah ke high business ki samjh nai Hoti aaj kal ke dor me har chez inti modren ho gayi hai ke ek non educated ke liye buhat mushkil hai sarvive karna in sab baton ki waja se zahir c bat hai trading me farq to ho ga na
                          • #1123 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                            i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra un ka fundamental analysis strong hota ha uneducated person ki nisbat ap kia kehte hen????????
                            g bilkul educated or non educated trading mian bohat farak hota hia q k jo members apni trading ki planing bnaty hian wo apni hisab sy bnaty hain or jo uneducated apny hisab sy bnaty hian
                            • #1124 Collapse

                              Is my jo ham pasy studey krty hy us ka to kii frk nai hita hy agr who na bhi ki hot o bhi chal jata yh bs basick honi chiya our is kinaoni jo forex ki aoni lenring hy educarion hy hwo ham ko har hal my apata honi chiay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                G bilkul esa hi hai.Educated or Non Educated person mai fark zroor hota hai Q k jis trader ko trading ki knowledge hoti hai wo achi planing or market ko Pridict/Analyse krtay huway trading krta hai or entry or exit points ko dekhtay huway apni equity ka theek say use kr skta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X