Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    jee han ahsa hota hota hai market ke price up down hone se dil tiaz darakhta hai par hum ko appne appko control rakrhna chaye har changing pe emotional nahi hona chaye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      At the start aisa huta ha. lakin aik professional trader in kabi b confuse nai huta. Keu k wo har waqt patience ko prefer karta ha. Ups and down market may atay rehtay ha. lakin hamay trade hamesha sabr k sath karni chaheay.
      • #333 Collapse

        ahahah han g mery bhai apne theek kaha k dil ki heart beat teez hojati hy kun k humary huq main kia hony wala hota hy ye pata nahi lagta k agy kia hoga or humayn dar bhi hota hy k asa nahi k loss hojay ..... isi liye heart beat teez hojati hy ........
        • #334 Collapse

          yes dear when i think you\'re saying very very actual ALONG WITH my partner and i think The idea intended for earning money coming from forex trading bsuienss you have to not to be able to possibly be inside depression AS WELL AS when i think hat It foex trade will be the Least difficult with regard to almost all AND my spouse and i all need to help always be a expert forex trader and so This we almost all will gain earnings through forex
          • #335 Collapse

            asa tu har trader k sath hota hain k market jab moved karti hain k kabi up mai jati hain kabi down ho jati hain hum apni teiz heart beat honay ko control mai kar sakty hain k market ki news se har waqt updates mai rahy jis say kam tension ho
               
            • #336 Collapse

              bhai jan ye bat to zahir hai k jaise halat hain agar ksi ka 1 rupe b jai to dil oper neche hona shroo ho jata hai or trading me to 1 ya 2 rupe ki bat nai hai yahan to lakhon ka sawal hota market ki rate ki b buhat tention rahti hai
              • #337 Collapse

                gee han bahi kyu ke humain trading ka itna tajarba nahi hota hai jab pahli pahli bar hum market ko uper nechay hota dhakty hain to hmara dil be usi tra dharkta hai zor ka haha
                • #338 Collapse

                  well it is a joke apart but han dill toh dgharkta hai jo ke zahir hi ki baat hai k agar apko business me loss hoga matlab downs honge to esi feelings khud ba khud ajati hai isi liye in losses se bachna bht zarori hai
                  • #339 Collapse

                    ji han trading mai yeah aik mazaidar situation hoti hai jb app kai dil prices kai sath up and down hotay hain.......yeah trading ka husn hai aur jo log us waqt apnay app par kaboo palai tai hain wooh kamiyab hojatay hain
                    • #340 Collapse

                      DEAR IS KAM, ME DILL NBS SY ZYADA DHRKTA H JESE JESE FOREX TRADING UP ND HOTI H AESE HI DIL KI DHRKNE B US ND DOWN HOTI H:p LEKIN CONFIDENCE WALON KO IS CHIZ KA KOI FRK NAI PRTA H OR WO APNI TRADING PURI ZIMMEDARI SY KRTE H:o
                      • #341 Collapse

                        ji han jab ap new hotay hein to to market mein agar up ho ya down to dil parishan hota hay or confusion hoti hay dil mein k kahe ziada loss na hojaye or agar profit mil raha hota hay to kitna lia jaye order close kab kia jaye magar ahista ahista apko adat ho jati hay.
                        • #342 Collapse

                          wese to ap thek kh rahen hau per ye woh log karten hai jin ki investment b ziada hota hai to dil to dhar k ga na ap log tension nahi len allah pe chor den just relaxe ur mind.
                          • #343 Collapse

                            sir traders mere experience mein ye baat aai hai k jab hum starting mein trading karty hain to price k up and down hone k sath sath dil bhe dharkta hai.kia;;;;;;;;;;;;;;;;;;
                            • #344 Collapse

                              ye baat to such hai jb aap market ko dekh rahay hoty hain to aap ko yaha pay karket ko kafi had tak dekhnay me madad milti hai aur aap ko yaha pay ye cheez ko samjhna hota hai ta k aao kuch hasil kar sako.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                jee bilkul sahi kaha appne price ke up down hone se dil ki dharkan bhi teiz ho jati hai is time humko chey sabra se kam lain or jalbazi ka muzhaira na Karin souch samaj ke trading karin
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X