Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    g bhai bilkul ye to obvious se bat hai har aik k sath hota hai huma jab pata hai k hamari thori se mistake hama loss kerwa da gi to asa ma hamra zehan ma tension hoti hai jiska asaer hamari heart beat par hota hai jo k achi bat nahi hai asa hamari trade dar k sath hogi or hum baz dafa isi waja sa theek sa trade b nahai laga saktay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main price kay up and down honay say dil is leay dharakta hay kun kay market ki situation change hojati hay aur loss honay ka bhi chance hota hay aur zeda profit ka bhi
      • #348 Collapse

        ziada tar problem un k sath huti ha jo k trading ma ziada investment krtey ha or is ma jab markete up down jati ha to hmrey emotion or heart beat krney lgtey ha or humey chhaye khas kr k trad krty huye humey khud ko he control krna chaye or sbar tamulo s kam krna chaye
        • #349 Collapse

          forex market mien up and downing hoti he to isi k sath mera dil b upar nichay ho jata lekin main bhi hoskata hea yeh ek bhut achi aur ek wohi kar kswtea hea jis ko trade nai ati hoti hea yeh ek professional tarder nai kar kstaa hea us hamsha...................
          • #350 Collapse

            Haha jeee han agar humari lot size zada ho or trade bbiii zada lgai ho tou price k up and down se humara dil wakai dharakta rhta hai dear me aap ki baat se agree hun lakin yahi hamaary emotion han jin ko humain control me rukhna chaahiay ager hum apne emotions ko control me nhi rkhenge kay too loss hoga
             
            • #351 Collapse

              hahahahhah han g dil bilkul dharakta hai but us time jb banda tuke pe eik trade laga dai aur apni equity se bari laga day
              aur use confirm na ho ke trend kis side pe ha to phr kafi kuch hota hai us ke sath ap trading kren ya na kren lekin hn wesy ap ki post mai jawab yeh hai k jab banda trade krta hai to foram tention honi start ho jati hai tention mai hi phir wo lamhaat guzarty hain jab tk hamari trade close nahi ho jati
               
              • #352 Collapse

                dear jab market up ya down hoti hai to traders acyive ho jate hai or un ka dil bi dharakta hai ke kahi hum se mistake ho gai to hume loss ho jaye ga is liye traders active ho kar market ko learn karte hai phir thek time per trade laga kar achi earning karte hai
                • #353 Collapse

                  hamara khiyaal bi aap key saath hey dil iss liye dherkta hey k kahi earning key chakker mey loss naa ho jaye aur jo bi trade lagatey hai ussi per hi aisaa hota hey aahista aahista jesay aap ka experience berhta jaye ga aap be dherk hotey jaye gey aur phir aap best earning bi ker letay hai
                   
                  • #354 Collapse

                    trading me sabar ka hona lazmi hota he agr ap sabar se aor haosala se kam kro gy to ap ko koe parishane nahe ho ge aor best earning be ho ge aor loss be nahe ho ga best work ky leye trading me sabar aor bardashat ka hona lazmi he
                    • #355 Collapse

                      trading me sabar se kam lena must hota he jab be ham hemata se kam ly gy to ham ko best aor ache earning ho ge es leye must he ky ham ko good aor best work aor performance dekan ho ge trading me aor pressurized nahe hona chahye
                      • #356 Collapse

                        it is nothing but it reflect the lack of the information and knowledge ,if you will trade with the less knowledge and skills then you cannot get the success in the forex ,for the success in the forex you have to work hard and hard
                           
                        • #357 Collapse

                          yes dear asa hota ha kiyon k forex mein work kar k hum kafi achi earning kar sakty hain lekin dil to asy karta ha kiyon k har koi chahta ha k trading mein profit he ho so hard work to get success easy in forex
                          • #358 Collapse

                            je hai meray dfost dfil to dfharakhta hai ager hum market mai tredfinh kr rahey hoty hai jb shum sell ki tredf lagatey hain or phr jb rate up hota hai to dfil ki dfharkanai b up hoi ti hain or isi tarha jab buy ki tredfe lagatey hain to rate dfown hota hai yo dfil ki dfharkan b dfown honey lagti hai
                            • #359 Collapse

                              forex trading boht he affect karti ha hamain. hum jub bhe market ma order place karty hn to hamain tension ho jati ha k hamain profit ho ga ya loss. or hum just computer screen ko he watch kar rahy hotay hn. jesay he market up jati ha ya down hamara dil dharkta ha. or loss honay par hum mayoos ho jaty hn or profit par happy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                g han bilkul aesa hi hota hai new traders k sath kun k humien pta hai k humari lgai gai trade price k up and down pe depend karti hai agr price down mien chali jaye to humien bohat bare loss ko face karna par sakta hai or agr up mien cahli jaye to bohat bare profit ko bhi to ye aik natural si baat hai newbie k liye ye bohat bara suspense hota hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X