Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    ye tu hain k jab new hoty hain tu jab market up hoti hain or down hoti hain tu heart beat taiz hoti jati hain is liye hota hain k jab itni knwoledge nahi hoti jab jab experience gain karty jaty hain tu asa hona kam ho jata hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Forex seekhnay ka awaleen maqsad jo hai wo ye hai kay ham apni investement ki protection kar sakain, agar ham apni investment ki protection karnay kay saath saath earning bhi start kar laitay hain tow ham achay trader ban saktay hain, hamesha stop loss aur take profit estemal kana, trailing stop loss ka use karna, hedging se avoid karna, short term trade ko chahy fundamental analysis kay khilaf laga lain lekin long time trades ko kabhi fundamental analysis kay khilaf kabhi trading nahi
       
      • #318 Collapse

        g ahn bhai jaan main apki baat say completely agree karta hun.....kyun kay hum bhi insaan hain aur jitni bhi koshish karlain hum thoray waqt kay lye hi sahi hum emotion kay chungul main a hi jatay hain aur emotions hum par bhari parh jatay hain.........
        • #319 Collapse

          Difficult to control the prices and see that the news is affecting significantly the price of currencies, as well as supply and demand by the seller and the buyer and important to learn well
          • #320 Collapse

            is suratehal may bus itna karna chahye ky khud pay or apny RAB py barosa rakhna chahye or jo hota jai dykhna chahye zaida confuse nai hona chahye or dehan rakhna chahye ky khyn koi mistake to nai ho rai ap sy isi tarhan kam chahlty hn ..........
            • #321 Collapse

              ji haan meray bhai jaan mein tou yeh samjhat hoon k ager hamri tarde bari lot ki ho tou mein yeh samjhta hoon k humein aisa feel hota ha k ab humein loss ho jaye ga.
              • #322 Collapse

                shayad yeh un loogon k sath hota hai jo kafi bari investmant kertay hain lakin yehi sahi nahi k app heart beat up and down karain relax karain jab app ny forex py invest kia hai tou loss aur profit koi ek cheez tou honi hi hai
                • #323 Collapse

                  pehla insta forex account ko verity karna k liya urdu k shankti card chal jata tha lakin ab nahi ab aap ko English mein id card send karna ho ga agar aap k English mein id card nahi hai tu per aap ko Transaction karwa k send karna ho ga. kyun k insta forex wala ne ab urdu mein id care ko reject kar deta hain
                   
                  • #324 Collapse

                    Its all about how much u have learned about it, how long you have worked with it. So dear friend perfection in female and perfection in forex is totally different.
                    • #325 Collapse

                      p ki bast se agree Hun lain ya hi mammary emotion nah kin KO human control me Rubina ch un loon k hats hora hai jo kafi bari investment overtake gain lain rehi sahib nah k app heart beat up and down Karina relax Karina jab app NY Forex py invest kia hai tou loss aur pr
                       
                      • #326 Collapse

                        G HAN! forex aik risky business hai is liye har waqt humein loss honay ki tension rehti hai k market main price up n down honay k sath humara dil bi taizi se dharkta hai kahein humein loss tu nai hojaye ga humein emotion control main rakh kar trading karni chahiye success hasil karnay k liye.
                        • #327 Collapse

                          ye to ap ne kya baat kr daali ye bilkul thek hai jb sharo me trade lagaty thy to price k up and down hone se mere dil ki darkan teze aur muje aesa lagta tha me b up and down ho raha ho...
                          • #328 Collapse

                            Hahaha g bilkul price kay up and down kay sath dil dharkta hai aur wese bi ajkal to budjet kay din hain dil wese b zayada dharkta hai baqi trading main price ka up and down hona bhout zayada depend karta hai par intna zyada b dil ko nae dharkana chai kay wo phir dharknay kay qabil he na rahy.
                            • #329 Collapse

                              G han baheyo ya he to Forex tradig mainmazay ki baat ha kay jab b market up kartey ha to agar hamarey trade buy par ho to ham khosh hotay hanor agar hamarey trade sell par ho to pher hamara dil darta ha kaykhen loss na ho jaya .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                starting main nhi jb bhi kren jb apki trades main real money involve hoti hai to us k sath sath emotions bhi involve ho jate hain, to price jb b up down ho waqae dharkan tez ho jati hai :D

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X