Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ha g bhai ap ny sae baat ke hy jyse hy price up and down hote hyhy sath he dil b up and down hotaq hy balky kabe kabe to me dr jata ho agr lkoss hoiho gya tu kya kro ga is lye me tto bhai g sab k sath aur apo k sath co oprate krta ho k realy aysa he hota hy jyas ap ny boala hyu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      bhai jan me ap ki baat per agree hun lakin yahi hamary emotion han jin ko humain control me rukhna chahye jub bi market me tazi hoti ha hum baghar soch ay hi trade open ker deaty han jis se humain loss ho jata hy apny dil ore emotion ko control me rulhain
      • #363 Collapse

        Ye to insani fitrat ka taqaza he ke price ke up ya down jane ki soorat me khushi ya pareshani ki kafiyat peda hoti he jis ki waja se dil ki dharkan barhti aur ghat'ti rehti he lekin emotion pr control rakhna hi kamal he.
        • #364 Collapse

          dear, yes aap ki bat bilkul thek hai jab trading ki jati ho to hamara dil b price k sath he chalta hai aur ham bohat zyada confuse ho jate hen aur is liye humen chahiye k ham ak achi trading karne k liye sath apne emotions ko b mukamal tor par control men rakhen
          • #365 Collapse

            forex man emotions Ki koe value nhe ha jo trader dar jae woh market man success full nhe ho skta is liye ap abhe real man trade nah kro demo per trade kro us per learning kro and then ap real man trade kro kum k jb trader price k up down hone se dar jae tou woh loss afford nhe kr ske ga or fustration man ghalat he decission le ga so is se bachoo and learn kr k market man aoo takae ap ko market ka pta ho k man kya hone wala ha :)
            TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
            • #366 Collapse

              ager trade sehi terhan se or puri planning k sath ki jaye to dil nehi dherkay ga or trader presshan nehi hoga, yeh teb hota hey jab aap ne trade sehi na legayee ho or aap ne stop loss or take profit bhi na use kia ho werna ager planing k saath trading ki jaye to tension nehi hoti trader ko.
              • #367 Collapse

                forex is a risky business hai is pe wo hi trading kar sakta hai jo k strong heart rakta ho wasy tu ye ak fetraiti amal hai k loss aur profit na ho jab tak dil me up and donw hote hai
                • #368 Collapse

                  theek kaha ap ne jab be koi trader aanalaysis karta hai aur wo galat ho jata hai aur market opposite chalne lag jaati hai to bohot dil dukhta hai
                  • #369 Collapse

                    yes brother jab b trading ho rhai hote hai tu humara dil dhrakta hai k humay kya ho ga loss ho ga k profit ho ga ye ak natural amal hai :D
                    • #370 Collapse

                      G ap bilkul theek kah rahe han pr ye mere khyal me sirf new traders k sath hota hoga kyn k purana trader janta hoga or us k liye ye sab mamuli c bat hogi .
                      • #371 Collapse

                        ji han bilkul jb price up and down hotay hain dil to dharakta hai aik dar sa rehta hai jb koi trading new new krta hai is k lye hamain ye krna chahiye market trend ko achi tarah samjhain ta k apko pta ho k jb market up ho to kya krna hai aur jb down ho to kya krna hai aur darna ni hai confidently deceision laina hai.......
                        • #372 Collapse

                          ha agar aapko pata nahi hai ki marlet ub kaha janewala hai to aapko bahut dar lagata hi hai par agar aapko bahutsara experrience hai to apako andaza laga sakte hai ki ab market aage kaha jane wala ahai up jayega ki down jayega tab aapkokabhi dar nahi lagata hai kyuki aapko pata hai ki market kaha jayega to fit dar kesa
                          • #373 Collapse

                            Jee bhai jaan zahir si baat hai trading ke saath hamare dill ki dharkan kafi tez hoti hai kiyo ke us me hamari invest aur hamari kafi mehnat lagi hoyi hoti hai hume yehi laga hotta hai ke kahi hume loss na ho jaye......
                               
                            • #374 Collapse

                              g han g ap ne bilkul theek kaha hai.new trader jab bhi trading start krta hai to jab market up down hoti hai.to dil ki dharkan bhi up down hoti hai.aur tension bhi hoti hai k kahin loss na ho jaye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                bhai jab hum es business ko start karty hain real account k sath to humara dil such main price k up ya down hony k sath dharkta hay or aksr new traders thora sa loss hony pr he trade close kr dety hain asa nhi karna chahye kush dair wait karna chahye ta k ap ko profit mil sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X