Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g han sahi kaha app ny dekhain,ye tu obvious si bat hai har new trader jab b trade karta hai tu us ka dill dharkata hai likin agar us k pass proper plan hai r wo trading k bary main jannta hai tu apny app ko kabu main rakh ly ga jaldi r loss ys profit tu is business ka hissa hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      nice thread brother and yes you say right I agree with you, dear me aap ki baat se agree hun lakin yahi hamaary emotion han jin ko humain control me rukhna chaahiay jub bi market me tazi hoti ha hum bagher soch ay hi trade open ker deaty han jis se humain loss ho jaata ha .apnay dil ore emotion ko control me rulhain.
      • #183 Collapse

        dear dil to darakta he ha par sab trader ko apna emotion ko contrl ma rakhna chaya takawo zayda sa zayda wait kar ka apni trade ko hit hon da or ak acha profit earn kara.
        • #184 Collapse

          yes dear jub app ka account ma trading ka price ko up down hota hay to hum ka dil dharkta hay or hum katy hay ab hum ka account was ho jay ga as tra hota ha forex trading ma her bar jub app trading ker ray hoty hay
          • #185 Collapse

            forex trader hamesha price k up hone per boht khushi mehsoos krta hy agr price down ho jaye to usy boht bara loss hota hy
            • #186 Collapse

              je han app ko es main ager price up hai aur dwon hai tu app ko es main boht banefit hota hai aur ap ko es main boht faida be hota hai so forex main es ka khyal rakhna hoga tu app es main kamayab hoskte ho aur app ko kamayabi hasil hoge
               
              • #187 Collapse

                ji han mre bhai blkul blkul dharkta hy pick up & down k sth dil qk ye business hy humri investment lgi hti hy k hume loss na hojae mre bhai kahen humri investment kahen doob na jae tbi dil dharkta hy tez tezz mre bhai aur tensn rehti hy hume
                • #188 Collapse

                  Jee han aisa hota hai khas taur pur un logon kay sath ziada hota haijinko trading ka ziada experience nahin hota aur woh guess trading kartay hain aur un logon kay liyay bhi jinki investment kam hoti hai unkay liyay yeh feeling ziada hoti hai.
                  • #189 Collapse

                    je han dost ye baaat tw blkul theek hai jb trading karty hai tw buri haaaltho jati hai mgr waqt k sath sath khatm ho jate hai mgr hami phr bhe apne emotions par control karna chaheye
                    • #190 Collapse

                      ye to ek qudrati amal hai k jab aap kisi b kaam ko khaas tuwajjoh aur mehnat se kar rahe hoon to phir aap ke jazbaat b issi tarah react karen ge lakin waqat k saath saath aap is k aadi ho jaatey ho
                      • #191 Collapse

                        Bro main abhi new houn aur main ny trading karna start nai kea but yeh insaan ki fitrat hai jab koi cheez investment karta hai yaha daho par lagta hai tou automatically us ky result k time us ki dil ki darkan teez ho jati hai :)
                        • #192 Collapse

                          gee han bhai jaan bilkul aesa he hota hai aur aap bilkul thek kah rahy han lekin mere khayal say aesa hamary emotions mian aa sakta ha aur haman is cheez ko hamesha control karna chahye aur acha kam karna chahye
                          • #193 Collapse

                            bhai mai tu yahe kaho ga k agar ap k mind mai yahi ho ga k prise up and down ja rahay haina p kabbhi b aci traiding nai kar pai gai sahi kyo k agar ap darh kar traiding karay gai tu ap ko faida nai ho ga aur hamesha traiding karty waqt confndc hona chahye
                             
                            • #194 Collapse

                              yeh to sahi kaha ap ney prize jab up and down hoti hai to bohat dil bhe up and down hota hai agar asysa na ho to forex trading me maza nahi rehta yeh to forex trading ka lazmi hesha hai aur is ke bena forex trading me maza kaha..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                G haan dear mai aap ki bat sey agree kerta houn k price k ups and downs ki waj sey di drkta tu hy jis mai humey loss ya profit hu raha huta hy ic ki waja yeh huti hy soo humen emotions pay controle ker kam kerna huta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X