avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    forex trading me short cuts se parhez karna chahye or short cut use karne se app ko loss hoga or lalach buri bala he app ne self decisions per concentrate karna he or stop loss lagakr genuine trade karni he is se app ko loss hone ka chance kam hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may aap ko shortcuts nahi lena chahiye agar aap shortcut logay to khabhi aap ko profit ho ga lakin khabhi bhari loss bhi ho sakta hay is lye aap ko chahiye ke forex me aap shortcuts na lay balke mehnat say kaam karay our shuru may apna profit kam rahay.
       
      • #498 Collapse

        Forex trading main apko shortcuts main nahin parna chahiyay balkay apko money kay hisab say trading karni chahiyay agar ap short cuts use kartay hain to us main apki kamyabi kay 15% chance hotay hain aur loss kay 85% CHANCE.
        • #499 Collapse

          great question hai bhai app ka g bhai jaan hum ko forex may shourt cut sey aviod karna chay short cut sey hi hum ko lose hota hai
          • #500 Collapse

            short cutts kisi bhi field my behtar nahi hoty specially practicle work my q k is ly aksar loss hi hota ha. specially insta forex ki field my yahan per aagar aap forex trading my shortcut kerin gy to ya to aap ka account block ho jaay ga ya aap ko loss ho jaay ga
            • #501 Collapse

              Forex mein shortcuts lena koi samjhdaari ki baat nahi hai kyun k forex market mein shortcuts lena aap ko kabhi kabhi buhat bhaari par sakta hai kyun k forex mein aapko apna time lagana parta hai and mehnat karen ge to hi aap forex mein apni jagah bana payen ge and agar shorcuts k sahare trading karen ge to hosakta hai aap ko bhaari loss ka samna pare.
              • #502 Collapse

                MEry dost aap nea tou forex trading mein shortcut use kr skty hain bal k aap forum per bhi shortcut use nhi kr skty agr aap shortcut use kryn ge tou aap ko banned hou jaye ga...
                • #503 Collapse

                  hme chye k forex me shortcuts ko avoid karen zyada se zyada... q k shortcuts ki madad jo lete hn kamyab hne k lye wo nuqsan he uthaty hain or ais elogo ki forex me koi jaga nhe jo jaldbazi se kam lete hn
                  • #504 Collapse

                    dear funny bunny forex ho ya koi bhi jaga ho shortcut hamesha hi marwata hai es sai hamay buhat faida hota hai es sai hamay income pai kafi effect parhta hai ............
                    • #505 Collapse

                      bilkul janab humay short cut ko avoid karna chaiye hamesha proper way se trading karni chaiye forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
                      • #506 Collapse

                        nhi boss shotkut bhi thk hi hoty hn is k zaryebhi mn ne bht se traders ko kaamyaab hoty huy dekha ha
                        • #507 Collapse

                          g han ap ki baat bilkul sahi he k humen forex trading business me shortcuts use nhn krny chahyen bal k dil se hard work krna chahye agr
                          waqai ap ko profit earn krna he to.......
                          • #508 Collapse

                            yes i know magar forex trading mai ye janay k bawajod k forex trading mai short cut lena unko bhari parh sakta hain phir b wo us short cut mai rahyte hain end mai wo loss kar jaty hain apna account
                             
                            • #509 Collapse

                              But the benefits of the acquisition of foreign currency in unlimited time and no cutoff is a business. So we are healed interaction and success for the foreign exchange market requires a lot of satisfaction to see the conditions are here to.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                mere bah iajan mein tou yeh samjhata hoon k humein ager safe rehna hai tou humein tarding mein short cut method se bach ker trade ko kerna chahiey.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X