avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    Shortcuts sirf woh he log lagatay hen jo k dunya mey asan kaam kerna chaty hen jo k mehnat k aadi nahe hotay hen or raaton raat ameer bun jana chaty hen baghair mehnat kry huwey isliye hamen shortcut sey avoid kerna chahye jitna bhe hoskta hey hum sey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      hmmmmmmmmmmmmmmm i can understand what you have said to me .....................you are right my dear bro it is essential for every oone to aboid the shprtcuts in the forex otherwisw they will suffer with the lossss......................
      • #543 Collapse

        g haan humko forex mein shortcuts tareeke nahi apnane chahiye kyun k aksar loss ka sabab yahi bante hain jaldbazi aur lalach se hum apna loss karte hain profit nahi kamate
         
        • #544 Collapse

          Forex trading business me jo log shortcuts use krtay hain wo humesha buht ziada loss krtay hain is liye kbhi shortcuts use na kerain balkay slow and steady with learning and experience build kr k trading kerain hope ap trading ko enjoy bhi keraingay or ap easily earning bhi improve keraingay.
          • #545 Collapse

            forex trading main log short cuts lagane ki boaht koshish karte hain esa nahi karna chaye kyun ke forex trading bohat risky business hai or is main shortcuts ke bare main sochna apko bohat bhari par sakta hai
            • #546 Collapse

              gee han ma bhi is bat say agree kerti hon kay forex may short cut ko avoid kerna chahay kion kay is say app ko nuqsan ho sakta hay kion kay zeyada ki lalach may or short cut apnanay say kabhi kisi ka faida nahi howa hay mehnat kero is kay leay chahay app ko zeyada waqat lag jay
              • #547 Collapse

                forex bussiness me aksar dekha gaya hai maximum trader short cut trade karne jada kamane ki lalach me apna account loss kar dete hai isliye forex me short cut trading karke paise kamane ka tarika high risk honga aur trader ko isse bachcna chaiye.
                • #548 Collapse

                  Forex main successful hoony kay liey agar aap proper steps kay mutabik kaam karo gay to he aap kmayaab ho sako gay.yahan aap ko kisi bhi qisam ka koi shortcut nahin leena chahiey.agar aap shortcut lo gay to aap ko loss bhi ho sakta hai.
                  • #549 Collapse

                    bhai jan forex mai success hasil karne se pehle ye jan laina chaheyai ke ye buhat tough hai aur es ke lye buhat hard work ke zarorat hai es mai wahi trader successful ho sakta hai jo hard working karta hai aur shortcuts use nahi karta hai
                    • #550 Collapse

                      forex trading mai shortcuts use krny vly kbe b kamyab ni ho skty. is lie meri to yeh advice hai k aap short term faiday ko chor k long term faiday ko dekho aur scalping ke option ko use na kro q k is say aapko nqsan hoga
                      • #551 Collapse

                        good point brother .. it is very much true ... forex aik aisi field hay k jis may kamyab sirf woi hota hay jo is field may dil laga kar kam karta hay .... soo it is important k shortcuts avoid kiye jai and proper method say work kiya jai takay hum kamyab hoo skay
                        • #552 Collapse

                          agar aap forex me kamiyab trader banna chahte hai to aap ko hard work aur practice lagatar karni chahiye demo account practice ke liye best he practice ke bat trading karna loss karne ke barabar hai is liye shortcuts ko avoid kare trade me.
                          • #553 Collapse

                            Forex trading mein shortcut ki koi jagha nahin hai is business mein jo koi shortcut marny ki koshish karta hai usy nuqsan k siwa kuch nahin milta woh log apna time aur money dono waste karty hain jo shortcut marny ki koshish karty hain.
                            • #554 Collapse

                              In my view there is not a short cut to make the money from the forex trading market , Your hard working is the only one source to make the money. Learn the forex trading and take a good earning . Make a Demo account and full concentrate to make the practice on it . You practice is given you the perfection in the trade while you are on real forex trade and you can easily earn a good profit in the forex trading with the experience of Demo account trading
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                yes i agree with you dont create shorcuts in forex if you create shorcuts in forex then it will take you to a big loss so avoid shorcuts in forex

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X