avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Brother, yes app ne bilkul thek bat kahi ha hamary liye ye ek bohat he zaroori bat hai k ham shortcuts ko avoid karen forex k buisness mein aur skills ko use karte huwe trading kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Ji Ji everyone request ki baat ze zehmat rakhti hon..... Shortcut lifetime everyone khabhi khabhi sizzling kam ata ' lekin har waqt shortcut work with karne ze wo shortcut bhot very long each jata ' aur you bhot burning bhi hojata '.
      • #588 Collapse

        Totally agree with you there is no shortcuts in Forex trading nor in any other business of the world.
        We have to continue our progress with slow or fast speed to achieve our goals according to our expectations. Shortcuts always destroy our hard work and convert our gain into big loss.
        • #589 Collapse

          Bhai jaan hume forex me shortcut ke chakker bilkul bhi nahi rehna chayye kiyo ke is kaam me koi bhi shortcut nahi hai jo ye sochta hai ke me is kaam me koi shortcut use kar ke earning karon to wo kabhi bhi is kaam me kaamyaab nahi ho sakta......
          • #590 Collapse

            janab ya theak h ka forex treading ma short cut sa kam nahi lana chaiya balka sahi tarha kam karna chaiya taka loss na ho or app ko faida ho jay
            • #591 Collapse

              g han dear forex mein ap short cut sy fail ho sakty ho apna balance loss kar sakty ho is lye ap k pass acha experience k sath work kar k ap kafi achi earning kar sakty ho
              • #592 Collapse

                forex aik proper business hy or is me shortcut use nahi hoty or agar ap is me shortcut use krty hen to ap ko loss bear krna par sakta hy is liye ap ko chahye ke ap is me aik proper trades manage kre ta ke achi earning kr saky
                • #593 Collapse

                  forex men koi shortcut nahi hai or hamain is men sae rehny k ley is ko avoid kerna chahye jo log shortcut method use kerty hainn profit kamany k ley un o loss khana perta hai or wo kamyabi hasil nahi kerty.
                   
                  • #594 Collapse

                    dear friends mere khayal mein forex trading mein shortcut nahi apnane chahiye q ke short cut aksar nuqsan de sabit hota hai or aik bare loss ka sabab banta hai is liye avoid karna chahiye
                    • #595 Collapse

                      yes bro is business me ap ko short cuts kuch zaida faida nahi puhancha saktey because ye business luck ya tooks system par nahi balkey ap kay skill or knowldege kay oper depand krta hay is lyey short cut par belive rakhnay wale log is business say doar rahey yha un ki koe jgha nahi hay
                      • #596 Collapse

                        forex trading mein ap tab he save rehay saktay hain jab es mein small volume se work karay gae kiyon k without expereince ap es mein successful nahi ho saktay ye work he asa hai thankful for question
                        • #597 Collapse

                          jee main ap ke baat say agree karta houn kay forex main shortcut ni lana chahi balkay zindagi kay kisi be kam main be,,
                           
                          • #598 Collapse

                            g han hume hamesha trading me shortcuts apply kernay say avoid kerna chye ager hum trading me shortcuts apply kete hainto loss hone kay chances zyada ho jate hain
                            • #599 Collapse

                              forex main shortcutting say loss kay chances bar jaty hai aur pakray janay ke surat main account be band kar deya jata hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Bhai jaan meri nazar me jo forex m shortcut ke chakker me hain wo log forex me sirf apna time barbaad kar rahe hain us ko chayye ke forex ko chor dain kiyo ke is kaam me koi shortcut nahi chalta.......
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X