avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    post pe pehle to men yeh kahoon ke yahan scalping se apki ky murad he zarai se wzzeh kijiye,doosra..... yeh ke shortcust kisi bhi tarah ke hon hamesha..... kisi bhi business ke liye shortcuts nuqsan da hi sabit hote hen ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and we avoid short cuts in forex trading
      • #483 Collapse

        je han hamay forex trade may short cut say door rahna chahye kyon kay agar ap short cut kay chakar may parh gaye to ap ka account bhe band hosakta hay is liye short cut kay baray may mat sochay balkay mahnat say or apnay experience say earning karain
        • #484 Collapse

          bahi main apki is bat se bilkul agree krta hon forex kya dunya mian kisi b kam main jo shorcut marne ki koshish krta hai use hamesha loss he uthana parhta hai aur forex k business main tou shorcut trader ko boht sara nuqsan dae skta hai
          • #485 Collapse

            ye sach hai hame forex pe short cut se bachna chahiye take hame loss itna ziada na ho kyun k ham jab b short cut se paise banane ki try kare ge to bht risk le ge aur loss karwa lege sab.
            • #486 Collapse

              bhai jaan mere khyal se apki bat theek he Shortcut life me khabhi khabhi hot kam ata ha lekin har waqt shortcut use karne se wo shortcut bhot long per jata ha aur us bhot loss bhi hojata ha.hme is business me rules ke mutabiq kam krna chahiye
              • #487 Collapse

                g bilkul sahe kaha ap ne kafi lof lalach me a ke shortcut marte hai aur apna he loss kr bethte hai akhar me unhen noqsan he hta hai aram aram se earn krna chaheye
                • #488 Collapse

                  forex me different kism k shorcuts han jo k important hoty han lekin mery khayal me agar ham inhen use na karen to thek ha dekhen thora time ziada lag jaye ga lekin account ban hony sy bach jaye ga.
                  • #489 Collapse

                    Shortcuts sey buchna chahye kyn kay ager hum kisi bhe kaam mey shortcut ka shara ley rhey hen tou hum bohat jaldi fail hojaen gey kyn kay hum field ko smjhey baghair apni asani k liye shortcut laga rhey hotey hen jo k bilkul ghalat hey trading mey,
                    • #490 Collapse

                      Ap ne bilkul thek kaha hai bhai jee humain forex trading business mein shortcut se bachna chahiye q k short cut he humain loss karwa saktay hain is liye meray khayal se trade bary dehan se ki jaye aur is mein koi galti na ki jaye.
                      • #491 Collapse

                        Yes hamain forex trading mei hamain shortcuts se avoid karna chahye q k is se hamain loss ko face karna parta hai, forex aik best business hai jis mei hamain full tawaja deni chahye and khob hard work karna chahye taky trading mei successful ho kar profit earn kar saken.
                        • #492 Collapse

                          when you find yourself way too found of using quick slice you may then become slice quick often. the actual Trading quick slice are generally when you need to produce items happen in just a extremely short period of time. quick slice way too engaged the application of way too many indicators.
                          • #493 Collapse

                            g haan humein trading mein short cut se avoid krna chiye q k loss hota hai aur humein hard work se kam krna chiye
                            • #494 Collapse

                              forex trading me shortcuts lena kabhi bhi bhtr sabit na hota ha aor aisa krain gy to kabhi bhi profit hasil na ho ga is liy aisa krna hota ha keh is main aram sy aor best tareeky sy kam krain to profit hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                ji haan!!ap ne bilkul sahi kaha hai!!avoid shortcuts in forex trading!!!!agar ap apni trade me shortcuts se kaam len ge to ap hi ko nuksan hoga!!is liye ise avoid kren!!!!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X