avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    forex trading mein koi shortcut nahi ahi its a business mein aap ko soch samjh ker har step lna hta hai ager aap koi short cut marnay ki try kerain gay tu loss he hoo ga.kyun keh forex aik bhat he muture aur big market hai yahan aap ko plaining k that chlna perhta hia.kyun keh bhat soo ko jaldi ameer hnay ki hti hai tu wo ghult trade laga datay hian jis say un ka loss hoo jat ahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      Ya agar apko sach me profit kamana chate ha forex tarading me apko hard working se kam karna hog aur patience rakhna hoga q ke apni effort dene ke baad thora result ka bhi wait kar na chiyee ..lekin agar hum ne hard working se dill churaya aur short cutt apply kiya too humhe loss zaroore hoga is liye jab real tareeqe se profit mill rahaha too short cut i kiy zaroorat
      • #453 Collapse

        ha forex mai ap ko koe be shorcut lenay se guraiz karna chahye because ye bohat bara business hai aur e mai time dena paray ga aur zaror lagay ga nae tu jali mai sara loss ho ga
        • #454 Collapse

          yes i think ap ko forex trading ma shortcuts apply krny sa guraz krna chahye q k yeh ap k liy nuqsan da ho skta ha better ha k ap experince gain kro then aus k according trading kro na k shortcuts use kro.
           
          • #455 Collapse

            me ap ki bat sy 1 dum agree hn kyo k ager hm kisi b busiess me shortcut apply krte h to wo hmesha nuksan uthae gye is liye kisi b business ko apply krne sy pehle me sb sy request krtu hn k wo avoid krain short cuts
            • #456 Collapse

              forex trade business me trade karne k liye apko kabhi bhi main ne dekh hai k jo bhi short cut way ko choose karta hai tu uss ko loss he hota shortcut nehi karna chayee apki hard work karke hi trade market ki bareme analysis karke h..............
              • #457 Collapse

                shortcut trading ko hamin avoid karna chaiye agar hum short term trading ko apnea ge to is se hame hi nuqsan hosakta hai is liye hame chaiye ke step by step forex trading main kam kare aur long term trading per tawajo de is se hame nuqsan bhi kam hoga aur hum zyda earn kar sake ge
                • #458 Collapse

                  bhai aik cheez main aap ko batana chanta hon ke scalping karna koi crime nahi hai aur na hi scalping kar ke koi ban hota hai. aap ki information bilkul ghalat hai. forex main hamesha wohi kamyaab hota hai jo ke market ko analyze kar ke trade karta hai, phir wo beshak scalping karay ya phir long term trade karay.
                  • #459 Collapse

                    jee brother ap ne belkul theek kaha hy forex mn shortcut laga theek nahe hy is se ap ko bahot zeyada loss ho sakta lehza sabar se kam karo ta ke ap loss se bach sako or apki baat bilkul theek bhi hae k forex pe shortcuts biilkul bhi use nhe karne chahyie. shorcuts use krne k chakkar main buhat se log apna buhat sa nuqsaan kar beth ty hain.
                     
                    • #460 Collapse

                      dear jab bhi ap forex myn trading kr rhy hon to ap is baat ka hamaisha khayal rkha kryn kay ap short cuts say avoid kia kryn aur seedhy tareqay say trading kia kryn aksar shortcuts trader ko loss ki tarf le jaty hyn is liay ap ahtiyat say kaam lia kryn
                      • #461 Collapse

                        sir forex mein hi nahi har kaam mein ager aap shortcut lein ge to aap ko nuqsaan hota hi hai q ke us mein aap ki mehnat nahi hoti hai aur dekha gaya hai ke zayda tar logon ko bina mehnat ke kaamyabi zayda raas nahi ati aur un ko nuqsaan hota hai bohat bada..
                        • #462 Collapse

                          me apki baat se ittefaaq karta hun agr shortcut k chakkar pe aap par gye to apko bohat ziada loss uthana parskta hai aur aksar aesa hi hota hai is liye hamy chahaye k is chakkar me na pary bajae is k jo pura solid sahi way hai waha se kaam kare
                          • #463 Collapse

                            je apne sai baat boli . . forex me humey shortcuts se bachna chahye ku k jo silah humey apni mehnaat se milta hai wo kbhe bhe shortcut se nahi mil sakhta hai . . or shortcuts se humara kafi loss bhe hoskta hai .. so avoid shortcuts . .. jo bhi ais kamyabi ko short cut se hasil krna chahta he wo mu k bal girta he. kyun k yeh ek risky business he ais liy ais k liy proper direction ki zarorat hoti he aur direction k sath sath mehnat bhi lazmi shart he.
                             
                            • #464 Collapse

                              Yes sir you are right . Merey khayal sey forex trading mein short cuts ka koi amal dakhal nahi hai . Kyun ke forex trading aik aisi job hai jis mein short cut koi bhi ley hi nahi sakta . Aur agar koi short cut ley bhi ley tou usey faida hone ke bajaaye nuqsaan hi hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                sir greed is curse ,,me tu yeh baat yad rakh k forex ko timee deeeta hon ,,,or lalch me nei parthaa ku k is se hameenuqsaan hon jata hain ,, or ap ki baat 100 % thek haini me tu ap se agree kerta hon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X