avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    well my dear friend, meray khayal say shortcut way main kisi bhe field main work karna kabhe bhe humain koi faida nahi de sakta hay hum waqti tor pay to kaam nikal letay hain lekin uss kay after effects say hum nahi bach patay hain, aur meray khayal say forex main shortcut kay through work karnay ka end sirf loss hay...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      ji han bilkul aisa hi hota hai q k forex me shortcuts ka matlab hi loss hai aur jb ap shortcuts use krtay hain to iska matlab ye hai k ap me patience ni hai aur jald bazi kr rahay hain ya phr greed bht zayada hai jis ki wajah se ap me sabr khatam hogaya hai aur ap shortcuts use kr rahay hain shortcuts kbhi use ni krna chahiye hum mehnat krtay hain to phr achay result k lye thoda sabar bhi zarori hai warna loss hi hota hai......
      • #348 Collapse

        gee mere bhai forex trading me short cut trading se avoid krna chahye kyu kee es shortcut trading me hmy lose hoo jaataa hy hmy chahye ke hm longterm trading kry long term trading se hmy lose nae hoo gaa blky ziada se ziada profit ke chances hoo gy
        • #349 Collapse

          Assalam u Alaikum, Short cut waisy to kisi bhi kam main nuqsan deh hota ha. Lekin FOREX trading mein yeh zyada khatarnak hain kyun k Short cut ki wajah se log aisay faisly kar jatay hain jokay nuqasan deh sabit hotay hain.
          • #350 Collapse

            g han trading mien shortcut lena bohat hi harmfull proof ho sakta hai ho sakta hai kbhi aap ka tuka chal bhi jaye lakin hr baar is mien aap kamyabi hasil nahi kar sakte or aap ko loss bhi face karna par sakta hai is liye humien shortcut lene se avoid hi karna chaye or trading rules ko follow krte howe karni chaye..
            • #351 Collapse

              haan ye tou bilkul theak farmaya hamen shortcut ziada se ziada avoid krne chahiye aur hamen chaiye k hum hard work kren aur successful trader banen .....
               
              • #352 Collapse

                jee han bohat achi baat kahi humhy short cuts avoid karney chahiyeh humhy step by step agay brhnaa chahiyeh . . .jo log bohat jaldbazi k faisley kartey hain unhen hamesha loss hota hai islye behtr hai k hum step by step agay brhen
                 
                • #353 Collapse

                  forex ma short cut k meaning ko ma nai samj saka ager aap scalping ki baat kr rehe han phr ye short cut nai ha q k scalping ke maani ye han k aap boht kam profit pe apni lot close kr dete han aur ziada time wait nai kr skte.
                  • #354 Collapse

                    trading may aa k koi shortcuts nahe hoti is pay baat bhi hogae hay kay trading may insan ko boht sabar say kaam lena chaheay....or forex trading to hay hee long term busuiness to is may short cuts use kar kay apka short fall hosakta hay...be carefull and dont use short cuts...
                    • #355 Collapse

                      Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main shortcut ko avoid karna chaheye kun kay shortcut rastay say koi bhi successful nahe hosakta hay is main aap khoob mehnat karen aur long term pay earning karen
                      • #356 Collapse

                        jee brother ap ne belkul theek kaha hy forex mn shortcut laga theek nahe hy is se ap ko bahot zeyada loss ho sakta lehza sabar se kam karo ta ke ap loss se bach sako
                        • #357 Collapse

                          thank you bro for giving us such a great information. or apki baat bilkul theek bhi hae k forex pe shortcuts biilkul bhi use nhe karne chahyie. shorcuts use krne k chakkar main buhat se log apna buhat sa nuqsaan kar beth ty hain.
                           
                          • #358 Collapse

                            forex trading main kamyabi short cut se ni mehnat se milti he aur jo bhi ais kamyabi ko short cut se hasil krna chahta he wo mu k bal girta he. kyun k yeh ek risky business he ais liy ais k liy proper direction ki zarorat hoti he aur direction k sath sath mehnat bhi lazmi shart he.
                            • #359 Collapse

                              forex trading main bht sy log rat o rat ameer hony ka sochty hain k kum time main bht eraning hojaye is cheker main jo profit ho b raha hota hai us sy b loss kar beahty hain trading main bht saber sy kam lyna perta hai right time py..........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                g han bhai jan ap e sahe kaha ha man ap ke bat se garee krta hon g han bhai janhum ko trading man shortcut lena bhot he mahnga par skta han q k hum lalch ke wja se shorcut lety han or phir hum loss kr bethty han hum ko asa naha krna chy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X