Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g bahi mera khayal yah hai ka is ma woh banda aye jo ka is ko karta waqat sabr sa kam la yani jald bazi na kara aur is ma tuka na mara balka soch samj ka trade kara aur koi bi trade begar kisi ka analysis ka na lagaai aur agar ap is sa zayda paisa kamana chahta hai to ap ko is ko full time daina para ga taka ap is sa zayda sa zyda faida hasil kar ska
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex start karnay say pahley sochna chiyay kay hum yah busines avail kar saqtay hain. forex main loss or profit dono hain. agar ap kay pas skills hain tu ap tab trading karo.
      • #63 Collapse

        g han ap ny sahi kaha hai is mai ham jitni hard working kary gy ham utni hi earning kar sakty hain forex trading k lia hamry pass ziada sy ziada knowledege or experience hona lazmi hai agar hamrary pass knowledege kam hai to ham is mai kamyab ni ho skaty hai aik kamayab trader ban ny k lia hamy ziada mehnat karna ho gi ta k ham is mai earning kar saky with out learning and hard working ham kuch ni kar skaty is mai kamyab hony k lia ham learning karni ho gi ham is mai learning kary gy tab hi ham earning kar sky gy
        • #64 Collapse

          nahi aisi baat nahi hai forex trading start karne se pehle app is ko thora sa sekh leen to ziada better hota hai kion ke is mai apko experience ki zarorat hoti hai ager app thora time laga ker is ko seekh leen to app kamyab ho sakte hain
          • #65 Collapse

            je duniya mein koi business hai aik barr os ka baray mein soch lena chahiye baad mein loose ho tu mastana nahi chahiye kiyon ye ap zaib nahi deta k yehi point hai save rehnay k
             
            • #66 Collapse

              kam chahy jo bhi ho us kam k bary phaly jan lana achi bat hoti ha is sa kam karny asani hoti ha .forex trade jinti asan ha utni he mushkil bhi ha .jo log is ka konwlage ko bhra rahy hai .un koloss hony ka bhot kam chance hai.jin logo ko exprince nahi ha un logo ko chahea k wo log exprince hasil kary itna zayada exprince ho ga uthna hi fayda ho ga
              • #67 Collapse

                G Brother apne bilkul sahi kaha he keh forex ko start karne se phely hamen achi trha se soch lena chahiye beacuse foex business aik bohot hi risky business hey aur agar hum is main without knoweldge ke enter hotey ahin to phir hamen is main loss hi hota hey.
                   
                • #68 Collapse

                  Yes you are right.. Kisi b trader ko Forex join karne se pehly ye bat achi tara samaj leni chahehai ke Forex main her bar profit nahi mily ga balky kabi loss ko b face krna hoga.. ye aik business hai aor business main loss aor profit hota rehta hai..
                  • #69 Collapse

                    that is the right friends if you want to enter in the forex then you should take it in the mind that the forex is not the easy business that is the hardworking business and you must have to work if you want to get the success in the forex
                     
                    • #70 Collapse

                      bilkul brother is business ko join karne se phley yeh bat hamen zaroor sochni chahiye keh is main hamen bohot hi ziada hardwork karna parta hey aur is main bohot hi ziada patience ke sath work karna parta hey tab hi hum is main kamiyab ho aktey hain.
                         
                      • #71 Collapse

                        Dunya ka her kaam mushkil hey lekin na-mumkin nahee hey, ager hum kerney walay banen tou hum sub he ker sktey hen, ager esi baat hoti tou aaj koi bhee K-2 mountain Siir) nahee ker skta tha, koi Niagra fall sey jump kernay ka soch bhee nahee skta tha, lekin yeh sub hua, sirf or sirf detemination or will power k sath, trading tou phir in sub sey zyada asan kam hey, bus condition hey tou apnay aap ko aazmany ki.
                        • #72 Collapse

                          ager hum is mein mehnat sy kam karty hen aur stoploss use karty hen aur take profit ka use karty hen to hum ko tention leny ki zarorat nahi hoti hy forex trading mein kio k aisy log khud sy trading karty hen apny experienc k sath aur loss nahi karty hen.
                          • #73 Collapse

                            ya decide ker hi liya ha.kay hum nay forex trading ka business hi kerna hay.to bhai is business main risk buhat zayada hota hay.or is business main risk ko kam karnay kay liya hamain is business main knowledge and experience hasil karnay kay bad is business main trading karni cahiya.tu wo iss business mein soch samja kar k begair he ana chata hain kyun k iss business mein bhut ziada fiada hain Forex jo bhi aik baar aa jata hai tu pher wo iss business se jana k naam tak nahi leta hai.
                            • #74 Collapse

                              yes you have to think when you are doing this business because it is really a good and risk work in which you lose amount in a bit of second so don't do like this.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: imireema پيغام ديکھيے
                                g haan forex start karne se pahle hamen ye soch lena chaye k ham jo invesmnt kar rahe hain us mai ya to profit hosakta hai ya to loos hosakta hai hamen zada se zada hard wrking ki zarurat hoti hai...
                                I am agree with your message. I think we need a lot of learning before start to trade in forex business. Because forex is a learn to earn business. thanks a lot for the message.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X