Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Yes forex ko start karny se pehly isk basics and rules ko read kar lena chahye or ye soch lena chahye k forex aik short way nahi hai rich banany k lie balky ye aik risky business hai jis mei bht ziada knowledge, experience and hard working ki zarort hoti hai and isk elawa apko apny emotions pe control rakhna hota hai so agar ap in steps ko follow kr sakty hyn then ap forex ko join kar k profit earn kar sakty hyn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      bro i am agree with u .trading m work krny sy phly ap sub kosh learn kr lo bad m jb loss hota hn pir bardasht ni hota .trading krny sy phly ap sub sy phly demo practice kry or is m ap market analysis bi learn kr laty hn jo live trading ky liye boht zarori hn
      • #93 Collapse

        haan dear bilkul thek kaha apne ager app mainse koi forex trading karna chahta hai to wo es baat ko zaaror apne mind main set kar lay k us ko profit k sath sath loss be ho sakta hai es liye us ko everytime ready rahna chahye.
        • #94 Collapse

          may dear ap ne aik boht acha sawal kia he kunk mein to kehta hon k koi b dunya k kam ho us ko karne s phele achi tara s soch lia jey aur bad mein us kia jey agr ap us ko krne k bad sochen gay to ap ko us koi b faida nhi ho ga aur is tara s ap ko nuqsan b ho skta kunk jis kam ko aik bar ikhtar kar lia jey aur bad mein us ko udhor chor deya jaey to us ka nuksan hi hota he.
          • #95 Collapse

            trading aik huge risky business hay so is main soch samaj kay hi participatekrna chaye kuinkay is main aik bar invest ker kay kam start ker dia jaye to pher loss ki sorat main ap ko sari zindgi afsoos rahy ga so pehly is ko learning krna zarori hay pher is main kam krna chaye kuinkay is main loss kay chances 80% aur profit kay chnaces 20% hain only lakin risk nae loga tu maza kaisa
            • #96 Collapse

              jee sahi kaha ap ney forex start krney se pehlay ap soch lo warna forex me loss honey se dil bardshat mat hona is leye pehlay socho phir forex trading ko join karo ..is leye zarori hai ke trading ke barey me jetna ho sakey knowledge hasal karo best hai..
              • #97 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                Dear traders forex jo k aik bohat acha business hai laikan es ko start karne se pehle chand baatain achi tarah soch samj leni chahiye k ye inta asan kam nhi,hardworking demand karta hai,ziada se ziada practice mangta hai,patience mangta hai aur greed se avoid karne ki demand karta hai.agar ap ye kar sakty hain to start karain wana baad mein afsoos karny ka koi faida nhi.kia khayal hai ap ka?
                yes trader koi be kam ho start karne se phela soch lana chahiya forex business start karna sa pehla soch na chahiya jo kam hum kare ga woh ricky kam hai profit or loss be hoga
                • #98 Collapse

                  g billkul yhan ap ko chaeay kay is ko kernay say pehly sub soch samjh ker kam ko kerain taky bad ma puchtawa na ho is may ap ko loss bhi ho sktaha jis say ap is say ajeeb ho jayn but ya acha hoga kay ap planning say kam karain
                  • #99 Collapse

                    Jee bhai ap nea ek bhut achi bat kahi hea mein iss bat sesa garee karta ho aur yeh kehna chta ho kea forex mein sub -kuch ap ko apni mehnat sea milta hea aur ap logo kea pass jitni zida knowledge aur experience hoga ap log utha hi earn kar seta hea aur ek successful business run kar ksteahe a.
                    • #100 Collapse

                      bikul jab maine forex start kiya tha tou mujhe koi idea nahi tha ke forex itna mushkil hoga.forex main earning hote hai aur bhot zayada hote hai lekin ous earning ke level per pochne ke liye experiece chaiye bhot.
                      • #101 Collapse

                        no this is not good it is a business and in business there are equal chance of profit and loss so my dear do not worry about the loss you just need to how to focus on the goal and how you can withdraw his money in a secure way which is too good
                        • #102 Collapse

                          balkul jab ap forex start kar rhy ho to pahly ap ko soch laina chahiy . is k forex na demo account intrduce karwaya hota . or jab aik admy demo per kam karta hai. to wo daikh sakta hai kia wo forex ko continue rakh sakta hai ya nahe . agr wo samjhta hai k us ko ab forex p kuch grip hai to wo continue kary warana apnay paisy or time dono zaya na kary q k is main loss ho sakta hai. jab ap skill k baghair trading kro ga to
                          • #103 Collapse

                            forex trading jo bi join karna chahta ho wo trading start karny say pehly achi trah soch ly ha tu ye kam boat hi acha laikun ye kam boat mehnat mangta ha hordwork mangta ha or is kam k lye kafi time ki bi zarorat hoti ha
                            • #104 Collapse

                              g haan forex trading ko start karnay se pehlay har trading karnay walay ko achi tarha sochna chahiye k woh is main kitna kaam kar sakta hay aur us ko kitna experience hay is main. us k baad trading start karay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bro is mai asa kuch nai hai ka start karna say pahly soch lo wrna bad mai sochna ka moka nai mela ga.yar forex trading is very easy business hai isy koi be start kar sakta hai lakin aik cheez ka khayal rakhna hota hai ka apko start mai is ki practiec karna chaheya taka apko loss na ho agar apko pata he ani hoga ka karna kiya hai or investment karna ka theek time kon sa hai tu is karna ka koi faida nai hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X