Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    je forex start karnay se pehle ap k mind mein ye zarror hona chahiye k ap kaise earn karay gae kiya k ap forex k experience rakhtay hain k nahi ye ap par depend karta hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ji hans ahi bol rahe hain apa lekin forex me hum ko rozana naye naye mawaqey milty hain investments ke or instaforex ne to best hi kara hai ke hum ko itni achi opportunity jo de di hai ...
      • #78 Collapse

        Dear forex bohat he acha business hai agar apko is ko as a profession b karna hai to ap kar sakty ho is mein apko soch samj kar learn kar k join hona chahye kyu k is mein apki money invest hui hoti hai agar ap ne earn karna hai to learn must hai my dear.
        • #79 Collapse

          g han bilkul ap ne theak kha he forex ko start karne se phle socha jae k ye kaisa business he apko iss k bare men complete information ho us k bad ap kam karna start kren kyun k forex time mangta he attention mangta he or sat men hard work bi apko krna parta he tab ja k ap forex men successful hote ho
          • #80 Collapse

            ha g ap forex join karny sy phly soch lay bad ma apko koi problum na ho or ap achy sy forex ma profit earn kar saky?or hum loss hony sy bach saky
             
            • #81 Collapse

              g brother yeh sub ko pata hota hai k pesa kaman asan kam nahi hota hai our koi b business asan nahi hota hai brother learning our hard work kar hi ap ko peasa milta hai our is say k bana koi kisi ko pesa nahi deta hai brother forex trading may may b esay hi hota hai learning karo gay success ho gay brother
              • #82 Collapse

                forex aik buht hi acha buisness hy iss par kaam karny sy pehly bi to yeh hi lagta hy k ham buht zyada profit hasil karain gy magar jab iss main enter hoty hn to yeh itna aasan nai lagta jitna ham pehly samajhty thy is par hard working ki zaroorat hotui hy
                • #83 Collapse

                  g han brother aap ne theak kaha hai hu ko forex start krny se pehly main soch lena chahye or mere khayal main tu hum ko inter hon se pehly he plaing kr leni chaye real account ki hum ye krty hain k koi planing nahi hoti or demo account bhi start kr daity hain agr aap demo account pr any se pehly he planing kr lo or demo account main bhi as a real samjh kr practice kro tu aap ko buhat he ziada improvement hasil ho jaye gi trading main
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #84 Collapse

                    yes dosto decesion 1 bohat ahem chez hai kisi bhe chez ko karne se pehlay to ap forum ya forex me ane se pahlay apna faida nuqsan daikh len sochen auir phr ayen
                    • #85 Collapse

                      jee ha friend ap nay thek kaaha hay kay forex start kernay say pahlay humain sochna chahyia kay is may loss be a sakta hay aur profit be to humain chahyia kay trading say pahly sochay kay humain kya kerna chahyia
                      • #86 Collapse

                        forex ek bhot he serios kaam hai jiss mehame apna zehan pukhta kar k ana chahye k hum yaha pay karna kya chahtay hain agar hum yaha pay wake he kuch karna chatya hain to hame yaha pay work karna chahye.
                        • #87 Collapse

                          jiii haaan main bhi ap ki hundred percent agreee karta hun kun kke agar ap ne abhi tak forex joi n nahi ki to aik martaba zrooor soch len is main ap kio thiori sio mehnat zroor karni pregi agar ap ko profit chahye hainto
                          • #88 Collapse

                            ji tardersforex bht acha foremhai is ma ap ko bht ache info mil sakti hai trading ka about and is ma sath help b milti rehti hai.ager ap saber say kam lay and full attention say kam karey then u can earn goood amount for it. its not so much hard work
                            • #89 Collapse

                              forex me trading karny se pehle soch lo bad me nhi ye bat thek he je agr ap ne forex ko aik bar join kar liya to ap us ko chor nhi sako gye ye world ka sub se best business he jis time ap ne trading sero kar di to ap is ko chor nhi sakty ho is se ap ko boht zada profit ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                                Dear traders forex jo k aik bohat acha business hai laikan es ko start karne se pehle chand baatain achi tarah soch samj leni chahiye k ye inta asan kam nhi,hardworking demand karta hai,ziada se ziada practice mangta hai,patience mangta hai aur greed se avoid karne ki demand karta hai.agar ap ye kar sakty hain to start karain wana baad mein afsoos karny ka koi faida nhi.kia khayal hai ap ka?
                                jee han dear forex koi itna aasaan business bhi nahi hai kay iss main hum bagair hardwork aur practice kay kamyaab ho saken aur na itna difficult hai kay iss ko na kar saken balky jo bhi hardwork , practice aur patience ka muzahira kary ga forex main wohi kamyaab ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X