Dear traders forex jo k aik bohat acha business hai laikan es ko start karne se pehle chand baatain achi tarah soch samj leni chahiye k ye inta asan kam nhi,hardworking demand karta hai,ziada se ziada practice mangta hai,patience mangta hai aur greed se avoid karne ki demand karta hai.agar ap ye kar sakty hain to start karain wana baad mein afsoos karny ka koi faida nhi.kia khayal hai ap ka?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим