Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    news of all kind types are very usefull in all the time if you are interested to use it for the benificial purpose. forex share business news and update users/followers from all the current market activity. through this way if some one show keen interest my learn and earn alot.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai ager hum nay ya decide ker hi liya ha.kay hum nay forex trading ka business hi kerna hay.to bhai is business main risk buhat zayada hota hay.or is business main risk ko kam karnay kay liya hamain is business main knowledge and experience hasil karnay kay bad is business main trading karni cahiya..
      • #18 Collapse

        forex aik kam nai ma to forex ko aik business he smjta ho agar ap koi be business karta ha ap us k bary ma phela knowledge hasil karta ha us k bd he ja kar ap us business ko join karta ha forex be asy he business ha this kisi na be forex ko join karna ha us ko cha phela forex k bary ma knowledge hasil kar la phr ja kar forex ko join kara.
        • #19 Collapse

          g han aap nay bilkul thk kha hai hame ye kaam karnay say pehlay ye soch lena chahye k agar hum nay isay karna hai to seriously karna ho ga na k hame ise as a time pas karna ho ga.
          • #20 Collapse

            Main ne bhut ziada log ko dekh hia k jab hi un ko Forex k bara mein pata chal hai tu wo iss business mein soch samja kar k begair he ana chata hain kyun k iss business mein bhut ziada fiada hain Forex jo bhi aik baar aa jata hai tu pher wo iss business se jana k naam tak nahi leta hai.
             
            • #21 Collapse

              Har new trader ko forex start karne se pehle is k bare me soch lena chahiye k kia wo khud ko forex trading k kabil smajhta hai or kia wo forex trading k rules and regulations ko follow kar saaky ga .
              • #22 Collapse

                g bhai bilkul forex isn,t easy apko
                mehnat karni hy tbhi ap kuch earn kar sakte hy other wise nahi aur kam learn karege to better hy apke liye interest k sth kam kare aur acha profit earn kare knowledge gain karni chaye it,s hardwork
                • #23 Collapse

                  Bhai apnay baty to bht achi bataiye hay kiyu kay forex aik risky business hay aur risk ko insan ko hamesha sensitive aur hard working karni parti hay aur ha is ma greed insan ko loss deti hay so isko bht avoid kary
                   
                  • #24 Collapse

                    wel. . . forex jo k aik bohat acha business hai lekin es ko start karne se pheley chand baatain achi tarah soch samajh leni chahiyeh k yeh insta asaan kaam nahi . . .Hardworking Bohat zarori hai. . .ziada se ziada practice ki zarorat hai. . .patience mangta hai aur greed se avoid karne ki demand karta hai. . . .
                     
                    • #25 Collapse

                      yes my dear you are saying absolutely right about your comments, i agree with you when must hard working forever to see our business at the Top of the Market otherwise loss everything which i want and make less our self. so we have to struggle still achieve the goal.
                      • #26 Collapse

                        han bblkul sai kaha forex start krne se phly sochlyna chaye hume k ye bht mushkil kaam hy mre bhai yhn ziada se ziada hard work require hta hy jo k log krty ni hn bus paison ki lalach me kaam start to krdyty hn mgr hgta ni hy phr unse kaam qk sust hojaty hn
                        • #27 Collapse

                          agr ap kois ma kamkarn ha to ap kois ka bar ma jan ho ga ap is ma kam kart kas ha is ma boht pisa ap ko kamn ha tois ma p ko gar mbath kr he kamkarn ho ga sab ka liy ha forex ak online jop ha is ma boht pisa kham kam sakt ha
                           
                          • #28 Collapse

                            je haan koe bhi kam ho us main pahly start karnay say pahly soch lana chaheya kay ap ko is kam main nuksan bhi ho sakta hay aur profit bhi .koe bhi kam ho pahly planning karna bohat he zarori hay yea he ap ko success ki taruf lay ja sakta hay
                             
                            • #29 Collapse

                              yes we have to think everything before starting forex uf we stay in hesitation then it may be harmful for our trading in forex and in our personal life too.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                janab aap nay thek kaha forex main hardworking buhat zrori hai main samajhta hon k yahan kama karna k lya zrori hai k forex ko sikhain samjhain aur is ki learning karin aur demo account pa practice karin aur yaha experience lain tu hi kamyabi hasil ho sakti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X