Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    I think so that . .ghalatiyan sub hi karte hain aur ghalatiyan sub sey hoti hain humhy ghalati kar k apni ghalati ko accept karna chahiyeh aur ghalati kar k hi apko experince milta hai aur next time app wohi ghalati nahi karte aur achey se agay bhrte ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex trading ma galtye naksan da ho sakte ha laken hamy ahtyat sy kam krna chaye.point par he bat karne chaye.laken agar koye galte ho be jay to koye bat nhe insan galte karny sy he saikhta ha ..
      • #93 Collapse

        Brother meri nazar mein ap ki mistakes hi ap ko zida sea zida fida deti hea aur ap ko chea kea ap log zida se aizd aearning aur zida sea zida achi trade apni mistake ko follow ko kar kea hi karta hea .
        • #94 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mtaha پيغام ديکھيے
          bahi mera khayal hai ki jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai
          Sahi kaha ap ne mistake se hume loss to hota hai lekin us ke baad hume faida bhi bohat hota hume seekhne ka samajhne ka moqa milta hai aur phir hum apni us mistake se apne apmko bacha sakte hain...
           
          • #95 Collapse

            Agar to ap can do attitude rakhty hain to pher to ap kay liye yah behtar ha kay ap achy treeky say apny kaam ki tarf tawaja dain aur agar ap say ko mistake bhi hoti ha to yah sirf ap kay uper hi depend karta ha kay ap iss ko achy treeky say karain aur phr koi galti na hony pay yahi behtar ha
            • #96 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan145 پيغام ديکھيے
              Dear wese to jab hamy forex trade may mistake ki waja say loss hota hy to is say hamy nuksan hi hota hy lakin agar ham apni mistake ko follow kar lain and us say knowledge hasil kary kay hamy kiyu mistake hoe hy is tara ham nest time mistake hony say bach saky gay.
              Han zahir si baat hai hume apni mistake se hamesha hi loss hota hai agar hum apni mistake ko sahi karne ki koshish karen aur us se sabaq hasil karen to hum aage loss se bach sakte hain..
                 
              • #97 Collapse

                ye aap ke uper depend krta hain.agar aap give up kr dete hn to nugsan hoga.agar aap is nugsan ko samjhain to future main is mistake ko na kren jo aap ne ki the to aap ko profit hoga..is lye Analyse market and analyse your mistakes..
                • #98 Collapse

                  Dear freinds ap bilkul thek swal kar rahy hn humy Forex market me Galtiya karny sy bohat nuqsan ho saqta hn.is lie hum sub ko chahiye k Bounus ki lalach me kum sy kum Galtiya kary jis sy ap ko faida ho ho or profit b
                   
                  • #99 Collapse

                    forex trading ke business main mistake mean ke ap ka loss ho jana aur loss ho jane se mere khyal main ap ka fida nahi hota hai but ager ap os mistake se learn karte hain aur is baat ko samjhte hain ke kis mistake se ap ko loss hua aur ap os mistake ko analysis karte hain aur dubara wohi mistake ko nahi karte tu ap ko mistake se fida hota hai
                    • #100 Collapse

                      Har mistake apko khuch na khuch sabq dy k jati hy jisko yad rakhna bahot hi zrori hy,agr har bar wohi mistake krty rhy to kbi b fx me kamyab ni ho skty.
                      • #101 Collapse

                        yes dear forex trading aik business hay aur acha trader wohi hota hay jo apni mistakes se sabaq sekhe aur hum asani se apni mistakes ko forex demo account me correct kar sakte hain aur yeah aik asan aur profitable business hay.
                         
                        • #102 Collapse

                          ye ap per depend karta hai k ap fayda otana chahty ho ye nuksan agar ap apnay mistake ko correct karay aur aus sy seek ly to ap ko fayda he hoga
                          • #103 Collapse

                            ji meen aap sy hundred percent agree hoon ky mistakes sy seakhnay sy hum apni trading ability ko impove kur saktay heen. ghaltyoon sy seakh kur hum dobara esi qisam ki mistakes sy buch saktay heen. oor ainda trading meen loss sy buch saktay heen.
                            • #104 Collapse

                              waise to ba zaahir mistakes se nuqsaan hi hota hai lakin agar hum seekhney ki koshish karen to is me b koi shak nahi k mitakes hamin faida b deti hain lakin wohi bat k agar koi seekhney wala ho to q k girtey hain shehswaar hi medaan e jangh me
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                jee bilkul forex trading me mistakes hote hain jnse kafi nuqsan uthana parta hai mgr iska aik faida hai k ye mistakes hme experience daite hain hme sikhate hain takai hm agey k lye mohtat hojayen or dhyan se kam karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X