Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear ya to trading ka rool ha jab ap investment kartay ho tab bazz owkat apko pata ni hota k meri ya trade loss may jay gi ya prfit may or agar loss hojata ha to ap ko us se wakti time to nuksaan hota ha lakin baad k leay ap phr us galti ko ni dohraatay bs ya faida ha mistake ka.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Errors that can be located where some traders entering the sinner and the opening of many deals and not learning from the same mistakes
      • #48 Collapse

        mistake ap ko boht bra loss ho sakta he our is main apka acaunt flash ho jata he our ap apna tmam pesa zaya ho jata he our aap kamyab ni ho patey our app fail ho jatey ho kamyabi ke liye mehnat zarori he
        • #49 Collapse

          Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte
          • #50 Collapse

            Yes of course my dear friend ap nay sai kaha ke forex trading mein jab hume mistake se loss hota hai to agar hum is mistake se faida bhi utha sakte hai aur mere khiyal se ye bhot achi baat hai ke hum apni mistake se learn kar ke next trade mein faida hasil kare..
            • #51 Collapse

              mistake sy nuksaan hi hota hai dear ager ap mistakes kre gain to zahir hai nuksaan hi hoga forex main or ap ko is main acha profit ni milly ga ager ap is tarha hi mistakes kerte rhe gain to
              • #52 Collapse

                bilkul , lakin galtiyon say sekknay say pahly hun ko unhain consider kar k un ko analyse karna hota hay . agar hum apni trading main ki janay wali galtiyon ko samnay gay nai to un say faida b nai utha sakty , hum ko shahiye k apn galtiyon ko ignore mat karain
                • #53 Collapse

                  jee han hamin apni little mistakes se kuch na kuch seekhna chihy ta k ham theek trhn se trade kar sakin ham se aik dafa jo mistake hoti hy jis ki vaja se hamin lose uthana parta hy hamin next time usy avoid kar k lose se bachna chihy
                  • #54 Collapse

                    Well, meri nazr may mistakes say sirf or sirf nuksaan usi soorat may hota hay ager hum apni ghaltion say hurgiz kuch na seekhen or hum bus aagay bertey rhen apni ghaltion ko nazr andaz kertay huwey.
                    • #55 Collapse

                      I think there is a profit on our mistakes if we learn from it. But if not loss is always loss. we need to learn from our mistakes. I think it is a so good part for learning. Regards.
                      • #56 Collapse

                        I recommend that every forex trader that is just beginning in the forex business, must use a forex demo account for his trade. A trader must ensure that he acquire a lot of skills and experience by demo trading before he should choose to open a live account.
                        • #57 Collapse

                          dr friend ager ap apnay mistake say kuch faida nahe karogay to pir kaisa hoga q kay forex may mistake ka matlab hay loss to har kisi ko chahyia kay apni mistake say zarur kuch seeko gay aur pir waisa mistake nahe karogay so mistake say faida kena hoga
                          • #58 Collapse

                            Wase to zahir hai nuksan he hoga bro, par wqt or galtlian insan ko sab kuch seekha deta hai. Ap ese samaj lo ke apka loss apko forex mai acha trader bananay ki fees hai. Jab apko sab kuch samaj a jaye ga to apk hazaro mai kia lakhon mai earn kr skte ho ese bht se log hain.
                            • #59 Collapse

                              mistake is ziada tar to humen nuksan hota hai per is me humen sekhne ko milta hai k hmari kis ghalti se hum loss karty hen or phir humen apni ye ghalti dobara dohrani nhi chahiye or profit k chances barh jaty hen .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear mistakes se insaan bohat kuch seekhta hai lekin ager ham apney kaam main sencier hun tu, ager aesa nhi hai tu aap ye samaj lain k aapko sirf nuksan hi hai mistakes se, aap apney aap ko0 aik acha business man sabat karney k liye apni mastakes se kuch na kuch seekhain or koshish kain k ainda aap se wo mistakes na hun.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X