Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    faida aur nuqsan depend krta ha bande ka upder agar woh loss krta ha to us ka paise to gaye magar agar wohi loss demo account mn krta ha to woh loss koi mayena nhi rakhta magar us sa agar woh sekhta ha kah us na kiya mistake kare to phir mn yeh zarur karhoun ga kah us na faida zada kiya nuqsan ki nisbat.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      demo account mistakes ke liye hi bna hai ager app mistakes kar lete hain demo mmai to koi problem nahi lekin jab ap main account mai mistakes karen ge to apko loss hoga
         
      • #138 Collapse

        mere lehaz se wo log jo mistake karr k zahiri tor pe nuqsan karte hain .wo log darasl apna faida hi karte hain kun k jab wo agle bar trading karte hain to uss main un ko acha khasa Profit bachta hai.
        • #139 Collapse

          mistakes se nuqsan zroor hta haoi but mistakes se jitna app seikh sakte hain utna app ksis or chheiz se nah seikh skate mistakes app k liye learning ka zria hain aik bar hi mistakes karen ge next time bre carefull hun ge or kamyab hi gen is trah se ....
          • #140 Collapse

            Meary khayal main forex trading main mistakes say sirf nuqsaan hai ho sakta hai, faida mistakes main sirf itna hai keh hum dobaarah wahi ghalti na karian aur apni knowledge barhaian
            • #141 Collapse

              forex trading main app logo ko mistake si agar app ko is main loss hotha hain tu is main app ko seekni ko be bohat he koch milgha .jiss si app next time main app is main ek acha profit be le sakty ho . tu forex trading main app logo ko chayee k mistke ke waja si app ko pareshaan nahee hona chayee
                 
              • #142 Collapse

                Ghaltiyaan Zaroor hoti hain.. Coz hum insaan hain...main Samajhtaa hon K Achay Trader Ko hamesha Apni Ghaltiyoun Sy sekhnaa Chahiyee..Acha Trader Apni Ghaltiyoun ko dhondh Kar theek Karta hai or dobara un ghaltiyoun Ko nahin Dohrataa
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #143 Collapse

                  dear mistak se hi insan sikhta ha.agar mistak ni hogi to uska experience ni ne ga.or ham ko mistak se sikhna chahiye k again aesi mistak na ho.or koshish karo k mistak na ho.
                  • #144 Collapse

                    brother mere khyal me agar ap mistake karnghe forex me to apko chaye ke os mistake apko is waqt loss de gha leken apko chaye ke ap wahy mistake se he sabaq sekh le
                       
                    • #145 Collapse

                      in the mistake when we have to do on the market of the forex trading platform then some time we have to earn a big money but on the lot of the time and almost time we have to loose the money on the platform of the forex market.
                      • #146 Collapse

                        Mistakes se humein trading k bare me bohat kuch seekhny ko milta hai.example:
                        Hum trading me jab bhi trading karty hai to jo loss hasil hota hai wo kisi galti ki waja se hota hai yani humary knowledge me aisi information baki reh jati hai jis ko hum ne seekha nhi or hota or us loss ki waja se hum us galti ko bhi khatam kar k dobara repeat nhi kar sakty
                        • #147 Collapse

                          kabhi bhi kisi bhi field main aap kaam karo,aap ko mistakes ki waja say nuqsaan he ho ga.forex main bhi mistakes ki waja say loss ho sakta hai.is liey yahan poori study kay baad he kaam karna chahiey or mistakes say bhi seekhna chahiey.
                           
                          • #148 Collapse

                            Hanji jab ap forex trade karty ho os mein jo mistakes ap sy ho jati hain on sy apko lesson b milta hai k nest jab ap koi b order place karo ap past mistakes ko dohrao i think galti sy sabak he milta hai apko.
                            • #149 Collapse

                              Ha g hum ko kabi kabi apni galtu se fieda hota hai or akbi kabi is se loss b hota hai agr ap apne kam me mistake krte ho or phr is se kuch learn kro to apko apni mistake se fieda hota hai or kuch log mistake kr k kuch learn nahi krte jo sirf loss e kamte hai .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                bhai dekhen yeh to mistakes ko dekh kar pata chalta hai waise to mistakes ziada tar aam tor par aapko nuksan hi detin hain par kabhi kabhar aisa hota hai kay apko by mistakes faida bhi hojata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X