Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    Yes low mistake is loss your money Forex is very easy business and profitable many people in the world forex their main business when you learn very well but at first practice demo account then trade real account so when you trade be careful
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      Yar dakha jaye to mistake se hamain nuksan bhe hota hai and faida bhe,,,nuksan to loss ke surat main ho he jata hy,,magar faida aise hota hai k hum apni mistake se bhe kuch seakh sakty hain ta k wo mistake hum again na karain and loss se bachy.....
      • #888 Collapse

        hamain forex men trading kerty time jab mistak ho jati hai to loss hi hota hai but ager ham is ko acept ker k thek kerty hain to hamain is se buhat fyada hota hai or ham profit kama lety hain.
         
        • #889 Collapse

          Nahi bhai meray khayal se to hum mistake se wesy to koi faida hasil nahi kartay lekin han hum apni mistakes se ye faida zaroor hasil kartay hain k jab hum aik dafa koi mistake kartay hain to ayinda usi mistake ko repeat nahi karty.
          • #890 Collapse

            In my point of view some times mistakes can be much help ful for us and some times it can be harmful for us. if we learn from our mistakes so we can trade well if we compare with our last trade. but traders must need to review his last trade for overcome his mistakes as well.
               
            • #891 Collapse

              g theek kaha ham apni ki gai galtiyoon ce bht kcuh sikh skty hain na k bina galti k sikhty hain khete hain na thokaroon ce thakur banta hai wo e hissab hai iss trade main jitni bar glti krain gy utni bar kch naya sikhain gy
              • #892 Collapse

                yes aisa hi hai kay humain apnay loss say zayda nuqsan nahi hota hai hum apni mistakes say learn ker kay apnay loss ko kum say kum ker sktay hain jis say humaray profit ki % berh jaygi or hum forex main kamyabi ki terf berhna shuru ho jaye gay ager hum apni mistakes say learn nahi kerain gay to hum loss main hi rahay gay
                • #893 Collapse

                  Forex pay kam dehan say karna parta hai agar koi mistake ki to loss khud hi ka hoga lekin banda apni galtio say hi seekhta hai jab tak koi galti nahi hogi tab tak apko thek say idea nahi ho pae ga k kaha kia kam karna HAI..
                  • #894 Collapse

                    Yes , that who are the besy mistakes in Forex trdaing marekt they loss there mon ey in some times . i think no mistkes\no can gam e any on ein Forex trdaing marekt. i think that an good experienc e men he hav eno idea of knowledge an dpower.
                    • #895 Collapse

                      kbhi kkbi hum sy bhi mistake ho jati hn par hmein apni galtio sy seekhna chaiy tabhi hum ek achy tardrs ban sakty hn.. ek acha tarders banny k liy zrori hy k we seekhy markete k bary me
                      • #896 Collapse

                        g bhai insan ghalti ka putla hy aur ghalti se he seekhta hy, ghalti se loss to zaroor hota hy lekin is se seekhne k leye bohat kuch mil jata hy aur insan me bardasht ka hosla barhta hy aur nex bar koshish ki jati hy k is qisam ki mistakes se bacha jae to mistakes se bachne k leye zaroori hy k real trade se pehle demo account pr practic ki jae.
                        • #897 Collapse

                          mistakes say wakti tor pay nuksan hota to hai lekin hum is ko apnay lye sabak bna len to hum is tarha say kam ko kar len gay aur is me humara he fiada hota hai is lye hume chahye k hum apnay kam me her cheez say he seekhen.
                          • #898 Collapse

                            Forex trading main trader se mistake hoti hai. or os mistake to dobara repeat karna bhot bari bewakufi hai. har trader ko chaye kay wo apni mistakes ko dekhy samjhay. or next time aisi mistake mat karay. or trading main trade enter kartay waqt is kay rules follow karay. for example Ap GBPUSD kay pair main trade karna chatay hen. to dekh len kay GBP ya USD ki koe economy news to nahi hai. ager hai to os waqt trade mat karay .
                             
                            • #899 Collapse

                              mere khayal se humari mistakes har dafa humen nuqsan nahi pohnchati humen apni mistakes ko nazar andaz nahi karna chahye balke apni mistakes ko analysis kar k un mistakes ko dor karna chahye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                mistakes se faida kia honba hai just loss he loss hota hai mehnat jitni karo ge aap ko utna he loss ho ga or mehnat se he aap ko agey barhne me madad mil sakti hai or faida ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X