Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    Mistake krne se nuqsan he hota ha faida nhe hota ha forex man per mistake ko improved krne se apni ghalti ko theak krne se faida hota ha forex man or ap ko experience b haslil hota ha jb ap check krte han mere is mistake se loss huwa next time ap recover krte han or agli bar ap ki trade man improvment ho jati ha
    TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      forex trading aik bohat hi risky business hi jis main aik choti si mistake ap ko bara loss de jati hi iss lye ap ko apni mistakes ko control ker ke hi trading kerni ho gi then hi ap iss business main kamyb ho ge
      • #843 Collapse

        mera khayal hai ki jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai .............
        • #844 Collapse

          Forex is a good money making business.forex trade may mistake ki waja say loss hota hy to is say hamy nuksan hi hota hy lakin agar ham apni mistake ko follow kar lain and us say knowledge hasil kary kay hamy kiyu mistake hoe hy is tara ham nest time mistake hony say.best of luck.............................................. .................................................. .
          • #845 Collapse

            Dear my to yhe Mahon ge k first of all hmy mistakes sy bacha chahiay bcz mistakes sy bht zyada nuqsan hta hy bht loss hta hy hamy planning k sath chlna chahiay nd ye bt b bilkul thek hy k insan gltion hi sy sekhta hy agr hum ki glti Krty hyn to next isy mind my rakhty hwy us mistake sy bachty hyn nd zyada profit earn Krty hyn
            • #846 Collapse

              bhai jaan starting me hr kisi se mistakes hoti hen lekin aun ka aik fayada be hota hai wo ye ky hum apney galtey sy seek jateey hai aur per wo mistake karney ke koshish nahe kartay.hme is me dehan se kam krna chahiye
              • #847 Collapse

                Bahi agar hum profit kay point of view say dakhain tou phir tou sirf nuksan he hai lakin agar hum experience kay hawalay say dekhain tou phir faida b hai kyn kay as say hamara experience ziyada hota hai aur jo galti hum nay aik baar ki hoti hai us ko dobara nae karty.
                • #848 Collapse

                  Mistakes se trader koi nuqsan kam or faida ziada hota hy because trader apmi mistake se hi next time ke liye lesson tayar kerta hy or use aage ke liye faida ho ta hy ke vo next time mistake nahi kerta
                   
                  Dont Spam The Forum.. ..

                  :(I hate Spammers..:(

                  ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                  • #849 Collapse

                    bhai mistakes se humy bohat faida hota hai q ke mistakes se hum bohat kuch seekhte hai or hum koshish karty hain ke jo mistakes hum ne aik bar ki hain wo dobara na ho.
                    • #850 Collapse

                      no one is perfect galti har insaan se hti hay aur agr ap galti karogay to sikhogay bi aur agay kamyab honay k chances barhengen apke qk zaruri nai k banda pahli bar hi koshish kare aur kamyab hojai thora boht nuksan hota hay waqti tor par pr agay k liye wo banda alert hojata hay.
                      • #851 Collapse

                        agar hum apni mistakes ko jaldi analysis kar k use dor kar den to us se humare liye faida hai lakin agar hum ek he galti ko bar bar repeat karen to wo humare liye nuqsan ban jati hain
                         
                        • #852 Collapse

                          bro agr knwlge ho to mistakes hony ka sawal hi nhi ata pir b agr ho jaye to ye aachi bt bt hoti hai bcx hummy ux week point ka pta chal jata hai jahan pe hum mistakes kr dety hai nd agy k liye wo mistakes nahi krty wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai
                          • #853 Collapse

                            to become success in forex trading business we need to accept mistake. by solving mistake we can increase our experience in forex trading business. mistake in the base to learn forex trading.
                            • #854 Collapse

                              Forex mai humai mistake karne se first time mai humai nuksan hota hn aur mistake ko karne k bad jub sikh letay hn to pher wo mistake next time nuksan k bajaiy faiday mai change hoti hn agr humai phely loss hota hn to next time humai profit be hota hn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                mistakes can close one door but at the same time it can open many closed doors of success in the form of profit which is necessary.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X