Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    wesay to agar dekha jae to hame apni mistakes say money loss hota hai lekin agar hum apni mistakes ko sabak bna len to hum achay trader ban saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ghaltion sy nuqsan bhi hota hai faida bhi bazahir to insaan apnay aapko kos raha hota hai k is ghalte sy ye loss hogaya image alag kharab hogaya lekin jo us k peechay learning hte hai wo un believeable hte ha
      • #183 Collapse

        Forex trading main har aadmi profit hasil karna chahta hay aur ghalti kar jata hay lekin ghaltion se hi aadmi seekta hay. Is k liye us ko achi information k saath kaam karna ho ga aur phr ja k woh apni ghltion se bach sakay ga.
        • #184 Collapse

          mistake say experience ata hai kay next time yeh galti nahi karni galtii trade mai knowledge kay saat kam karna hai ,takay nuksan na hoo
           
          • #185 Collapse

            bro trading m jb ap live account pr mistake krty ho or pir ap ko loss bi hota hn or next time ap trading krty waqt bi mistake ko thik krty ho is sy ap ki trading ko fadia hota hn but agr ap bar bar mistake krty jao gy or sikho gy kosh ni pir ap ko loss hi ho ga
            • #186 Collapse

              Dear friend forex mein mistakes kernay se humesha nuqsaan hota hai aur aik faida yeh hey ke hum mistakes kerkay seekh jatey hein aur dobara woh mistakes kernay se perhaiz kertay hein.
               
              • #187 Collapse

                mistake is the ther name of chance . bhut kuch seekhnay ko mil jata ha .. awr experince bh hojata ha k dosri time wo mistake na ho taky loss na ho . or zada say zada gain ho ..
                i thing bhut kuch seekhny ko mlt ha mistake kay bad
                • #188 Collapse

                  mistakes sa faida bi hota aur nuqsan bi lakin jo faida hota woh yeh ka ik par ka nuqsan bar bar nae hota apna jo kara hota ap samj jata ho sekh jata ho sab chezein achi tarah
                   
                  • #189 Collapse

                    insan ghlte ka potla hai es lye insan c ghalteya ho sakte hai or apni mistakes ko ignore nahe karna chaheye but us c payeda uthana chaheye tab mistakes c ham faida utha sakte hai warna nuqsan he nuqsan reh jae ga
                    • #190 Collapse

                      bhai duniya mein ya kabhi bi mistake karoga usah faida hi hota nuqsaan tu apni jaga u learn from mistakes na
                         
                      • #191 Collapse

                        Mistakes is a part of our forex trading life. But we can take a good lesson from our every mistakes. we can find out the reason of mistakes and try to solve the lacks for next time. I think it's a good option for learning.
                        • #192 Collapse

                          i tell you my advice i see we must learn form this mistakes because its good for you when you trade because
                          its good for you when you do it dear its so good to you when you do it dear its right
                          • #193 Collapse

                            There's no doubt that a lot of peoplew hile in tne foreign currency who seem to assume favourable have more advantages from its flaws, plus coach fineclss than it, and various people who sadly are idle and don't aim to gendrate every campaigns htey can be exclusively facial area great loss csutomer happiness flaw splus next to nohing.
                            • #194 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
                              Jab tak ap demo account ki mistakes ko live account main bar bar repeat karty hain tu it means ap ki learning method mai koi na koi problem hai ap concentration k sath apni achievement hasil nahi kar rahy.Ap jo practice ya learning karty hian us mai ap k koi weak points hoty hain.Trader jab live account main kam karta hai tu first time jo mistake karta hai tu woh us ka solution find kar k acha result hasil kar sakta hai.but jab trader woh he mistake again repeat karta hai tu wo apna career or capital dunu critical level pay lay jata hai.
                              Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                sir g jub ham ik kam ko kl kartey hay or us may koe galti ho jatey ha to ham ko pata chelta hay k mujh sy kaha sy galti hoe han phir vo aapni galtey ko dorsta karta hay may jaha tak samjta hon galtey sy hi insan seekta hay or is sy hamara knowledge or experince may azafa hota hay or jub experince zada hota hay to ham forex mafy zada sy zada earning b kar saktey hay jaha tek maraa kiyal hay ham galtey karney sy seektey hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X