Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Dear mery khayal main Mistakes say aap ka bohat hi faida hot ahy laen agr aap apni mistakes ko postive lay kar in ko control karna start kar dain. Mistakes hi hum ko successful aur Perfect bnati hay . Demo account is liye zroori hay kay hum is par apni mistakes ko control kar skty hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      janab aap ko aap jo mistakes karty ho to aap ko aap ke mistakes say aap ko faida b hota hai or aap ko noqsan b hota hai aap jab aik dafa aik galti karty ho to aap us galtyee ko dobara ne karty ho
      • #228 Collapse

        dear mistakes tu har insan se hoti hai aur acha business man wo he banta hai jo apni mistakes se learning karta hai. koi ya samjta hai k jo bhi acha trader bana hain un ne iss business mein mistakes nahi ki hai tu ya galt baat hai mistakes un se bhi hoe hain lakin un ne apni mistake ko he success k way diya hai.
         
        • #229 Collapse

          bht kam trader ase hain jo apni galti se seekhty hain ,or bht se asa k galti kr k phir whi ghalti krty hain ,un o samjh nahi ati k ham ne kia galti kia ha phir kehty hain forex market kharaab ha ,asa nahie ha apn i ghalti ko mana chaye forex thk ha ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is kie knowledge hasil kray or mihnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
          • #230 Collapse

            point of fact is mistake se hum ko tarding mein naksan to hoty hein mger hum ko mistake se bhot fayed hoty hein hum pher wo gailt nhe kart gesy se hum ko naksan howa than is loye mistake se hum ko fayed be hoty hein hum donber wo galtion nhe kart hein.
             
            • #231 Collapse

              dear forex trading aik business hay aur har business se loss aur gain kay sath aath mistakes bhi hoti hain aur humain apni mistakes se learn karna chahiye aur acha trader humesha wohi hota hay jo apni mistakes se humesha learn kare.
               
              • #232 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
                mistake sey pehli dafa to nuqsan hojata hai magar agli dafa is sey faida ye hota hai k ham dobara ye ghalti nahi kartey aur ghalti ka azala hojata hai.
                 
                • #233 Collapse

                  dear is bat ko to har insan janta he ke agr wo is business me mistakes karta he to us ko is se faida to hony wala nhi he wo is se nuqsan he uthye ga is liye ham ko chye ke ham log is me kam se kam mistakes kary.
                  • #234 Collapse

                    mistakes se first mai to apko loss hi hota hai lekin baad mai apko is se profit bhi ho jata hai kion ke app ki wohi ghalti app ke liye faida mand sabat hoti hai app ko experience hojata hai ke app ne kis tarha trading karni hai
                     
                    • #235 Collapse

                      mistake se hume faida b bht hota he is lie k hume is se experience hasil hota he or hume is bat ka pta chalta he k humara loss kis waja se howa or humare me ye lagan paida hoti he k hum market ko achi tarta se analyse kare ta k dobara is loss se bach jaye.
                       
                      • #236 Collapse

                        yes dear i totally agree with you that our mistakes are very useful in forex trading business and we can learn many things from it and its other name is experience so we make any mistake and bear loss then we learning that we should not this mistake again in forex trading
                        • #237 Collapse

                          Ab yeh depend kerta hy kay ap demo me ho ya real me and per kis lot se trading krty ho. agar bar bar wahe mistakes real me hoti rahy toh apke balance ka zeya hoga esly apky l;ey acha nahi hay k real money ko loss kerta rahy..
                          • #238 Collapse

                            ofcourse her insan galtiyun se seekhta hai. no body is just perfect here. we can learn more from our mistakes. magar humy is cheez ko positive lena chahiye. agr hum start me galtiyan nhe kren gy tu hum kbi b achy trader nhe ben skty. insan galtiyun se buhat knowledge gain kr skta hai. jo us k liye future me buhat kar amad sabit ho skta hai.
                            • #239 Collapse

                              App ki galti app se agher demo account per ho jye tu app ko real main is se fada ho ga aur app se yeh galti agher real main ho aur app is galti ko jaldi accept kar ke tu app ko is galti ki waja se next time real trade main nafa ho ga aur nahi is galti ko closed kare ge app ko loss hi ga .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                                Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
                                dear mistake sy srif nuqsan hota hy maer genius log nuqsan main b faida nikal lyty hain yani app apni mistake sy good lesson lain aur achy trader ki tarha boht sari knowledge aur experience gain kar lain apni mistake sy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X