Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    insan ghlti kar k he sekhta hy kyon ky insan khata ka putla hy... jb ek bar ghlti ho gi to next time us ghlti sy bachny ki koshish kary ga... ghlti sy sirf loss nhi hota balky next time k liy faida hota hy.. bs way of thinking ka fark hota hy k koi kesy sochta hy,, anr mery khayal men forex k business men ghlti ho bhi jay to try krni chahiy k next time wo ghlti na ho...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      dear pahly to app mistake sa nuksan zror karty han lakin iski ak faida ye b ha k mistake sa hamy agy ki galteo sa bachny or sabak hasil krny ka mooka milta ha,,,,.
      • #978 Collapse

        I think most people in the foreign currency that the positive benefits from their mistakes, and a good lesson, and because they are lazy and do not do anything, only face their mistakes and losses do not try to make any effort to teach other people.
        • #979 Collapse

          dear i would like to tell you that you should learn from your mistakes and i am surer that you instrument earn money from forex trading and i anticipate that forex trading is the superior for all and we all condition to be an expert Forex trader i forex trading business.
          • #980 Collapse

            yes dear you are right actually insan ghaltio ka putla hai aur insan ghaltio se hi seekta hai es lye ager insan ghalti karta hai to ye us ke future ke acha hai matlab use apne ghaltio ko teek karna chaheyai aur acha trader ban sakte hai
             
            • #981 Collapse

              Mistake se nuqsan to hota he lking agar ap apni mistake se learn karlen toye he asal faida he. Mistakes kar k he banda sekhta he so mistakes lways teach you lesson if you focus.waisay to koshish karni chahye k jab koi kam shoro Karen to pehle uski complete information leleln ta k chance of mistkes kam se kam hon.
              • #982 Collapse

                dear friend mistake mai hamesha nuksan he hota hai magar aun ka aik fayada be hota hai wo ye ky hum apney galtey sy seek jateey hai aur per wo mistake karney ke koshish nahe kartay
                • #983 Collapse

                  Bhai jaan mistake se hume noqsaan kam hota hai aur faida ziyada hota hai kiyo ke forex me hum jab mistake karte hain to hume kafi kuch seekhne ko milta hai......
                   
                  • #984 Collapse

                    Forex trading aik risky business hai or es mein Zra c mistake hmay Boaht bra loss karwa sakti hai lakin jahn hmy es se loss hota hai wahan humy es ka faida b hota hai kiu k hum next wo mistake kabi repeat ni Karen gy or hmy os se lesson mil jata hai
                    • #985 Collapse

                      No doubt some mistakes are harmful in a business like Forex Trading but each mistake teaches the person how to avoid errors and how to manage that errors. A good trader learns a lot from previous mistakes.
                      • #986 Collapse

                        miry kahyal sy forex trading mi mistakes achi hoti ha agar ham ham en sy sabaq sikhy or next trade mi en galtio ko na kary ku k jab ham ek bar mistake karty ha or us sy learn kar k next time us sy bach k trade karty ha to easily ham loss sy bach k profit earn kar skty ha.
                        • #987 Collapse

                          jahan tak mera khyal hai bro humey apni istakes se kafi faida hota hai laiken hum agar si se faida hasil karain to tab jab hum ek ghalti ek bar karain aur us se sabaq saikhe aur us ka humey dobara faida hi ho nuqsan na ho
                             
                          • #988 Collapse

                            mistake to kam ka hisa hai phr b humain is ka bohat khyal rakhna chahyie is ki waja se kabi kabi bohat nuksan ho jata hai lykin kia karain ya mistake hi humain itna kuch sikha deti hai k phr hum mistake nae karty aur apna kam bohat aehtiyat se karty hai
                            • #989 Collapse

                              Forex trading ki is online working main hum mistake say faida lana chaheya because humy apni mistakes say learn karna chaheya k hum na forex trading main kiya mistake ki ha jis say humy is forex trading main lose hova ha or next time ya mistake repeat na ho or hum profit ho is working main.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                mistakes se nuqsan hota hai q ke mistakes ke wja se bahut loss hota hai aur us loss ke recovery itne jaldi nai hote so mistakes se hammesha nauqsan he hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X