Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    koi bhi business ho us me emotion kabhi ary nahi ane chahye q ke emotions ap ke deciouns ko change kr sakty hen or is business me hame fully concentration se decioun se kam lena chahye ta ke hamara decioun aik dam perfect ho or loss ke chances kam se kam ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Yes Brother, forex trade ke leye emotional ho ke bilkul koe decision nai leni chaheye, Because emotions se forex trade mein mistakes ke bohat he zeyada chances hote hein jab ke forex trade mein mistakes ki to bilkul he gunjaesh nai hoti, so mistakes se ghalt trade lag sakti hy aur is tarah trade mein loss ka face krna par sakta hy. Is leye forex trade hamesha cool mind se he krni chaheye.
      • #663 Collapse

        my deer g ha main ap ki baat say itafaq krta hon k trading main ap belkul bh emotional ho kr decisions nhi kr sakty pehlei baat to ya hay meri nazar main ap trading emotional ho hi na k agr ap emotional ho kr trading karey gay to ap ko loss k elawa kuch nahi melay ga
        • #664 Collapse

          jab be jazbat se work kro gy to ap ko loss lazmi ho ga es le try kro ky ham ko emotion pr control rak kr market ke sath chale taky ham ko good earning ho es le try krna must he ky ham ko har lehaz se es me good aor ache aor best earning ke le ham ko acha response melna chahe
          • #665 Collapse

            dear friends mere khayl me to hame forex trading may emotional ho kar koi bi decision nahi lena chahiye kiyu kay emotion may a kar ham koi bi galt decision le sakty hain his say hamy big loss bi ho sakta hy isi liye chahiye kay forex trading ko soch samjh kar karna chahiye.forex me trading kerne jk liye coolmind ho ker trade kerni chaeye.
            • #666 Collapse

              geeeeeeeeeeeeeeee sahe kaha hy ap ny ..........emotional ho k ya phir ghusy m lye k saaary decision hamsha ghlat he hoty hain ...........................is ma kisi shaq ki koi gunjaish nahi hy ...........................
              • #667 Collapse

                emotions main aker forex per work nahi hota isky liye hamay hard working or experience ki zarorat hoti hy,
                han ye bat bilkul theak hy k agar hum forex per work ker rhy hain to hamay iski knowledge honi chahiye or isky bary main experience hona bhi lazmi hy kiu k agar experience nahi hoga to hum sahi trading nahi ker sakhty or hum apna loss ker bethty hain
                • #668 Collapse

                  Dear sab se bari jo un experience trader ki galti hoti hai wo ye he hai k wo emotional ho kar rade open kar lety hain jiss ki waja seun ko kafi zeda loss hota hai iss liye iss main aap ko bauht dimag k saath trading karni chahiye
                  • #669 Collapse

                    ji ha dosto forex trading business me emotional bande ki koi jhaga nahe he app agar emotional hojate hey to app ko apni ye bemari khatam karna pare gi warna app forex se achi earning nahe kar sako ge is liay fresh mind se loss hone per upset na hun balke agye ka sochey
                     
                    • #670 Collapse

                      dear yes app ne bohat he achi bat kahe hai is thread mein humen kabi b emotional nai hona chahiye dear balkay humen puray confidence k sath he kam karna chahiye to phir he humen ek achi kamyabi hasel ho ske gi dear
                      • #671 Collapse

                        forex business emotion main nai chalta is ko ap apny mind se run karty hain and is liye ap ko apny mind ko cool and fresh rakhna ho ga and koi bhe stress nai lana ho and and stress main trading bhe nai karni ho ge......
                        • #672 Collapse

                          forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey hum ko definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa
                             
                          • #673 Collapse

                            baz o kat apko jaldi ka faisla apko sahi sabit b hota ha or apko is may har martba emotinal ho faisal krtay hain lakin wo apko is my nuksan daita ha or apko is may
                            • #674 Collapse

                              Har trader ko chaye ke o direct dessicion na le balke muktlif site pe news dekh kar he Forex me trade karne ka fesla kare to bhtr he mere khyal me hamy Forex trading may emotional ho kar koi bi decision nahi lena chahiye kiyu kay emotion may a kar ham koi bi ghalt decision le sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                G han forex me trading karty time apny Emotions ko control me rakna chaye or kabi b confuse ho kar koi b decisions nahi leny chaye, agar ham emotion ho kar koi decision len gey to hamy loss hi ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X