Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    hmesha decision soch kr krny chaheay kiu k emotion achy ni hoty is ka efct ap ki trading pr zarur ata hai kiu k ap os wqt apsent mind sy km kr rhy hoty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      me ap ki is bat sy 1 dum agree hn kyo k hr admi ko chye k wo jld bazi me koi faisla na kry blke koi b faisla so6 smj kr kre or agr tradig kre to ache sy new dekhne k bad trade kry
      • #513 Collapse

        Trading mein humein hamesha apn emotions per control rakhna zaroori hot ahai kyun k trading emotions se nahi hoti hai bulkey mind se hoti hai is lye trading mein kisi tarah ka decision lete waqt emotions ko side rkhna chahiye kyun aap kabhi bhi koi decision emotional ho kar nahi le sakte hain.
        • #514 Collapse

          sir forex mein ap ka loose emotions aap ko nuqsaan ki taraf lejate hain ager aap apni emotions ko control kerein aur soch samajh ke aur pori analysis ke saath trading kerein to aap ko nuqsaan nahi hota
          • #515 Collapse

            forex mai emotionnal ho k koi decition nhi laina chiyey q k forex ek highly risky busness hai or is mai mind clear ho fresh rakh kr kaam or decision lia jata hai emotional ho k koi kaam krney sy us ka benifet kam or nuksaan ziyada uthana prta hai isi waja sy forex mai emotional ho k koi decition nhi laina chahiyey
            • #516 Collapse

              Ji haan janab apne bilkul sahi bola ha hame hamesha apne jZbaat ko kaboo ma rakhna chaiye hai ku k jazbaat ma liye gaye faisle hamesha galt hi hote hain aur bht bare nuksaan ka bais bante hain aur forex tu aik bht hi risky business ha isme tu emotions bht hi zada kaam kharab kar sakhte hain so jitna zada hum apne emotions pa control rakhain gay utna hi decision lana asan hoga aur sahi bhi hoga
              • #517 Collapse

                bilkul sahi baat he k emotional hoker koi decision nahi lena chaye forex trdaing me na jaldbazi kerna chaye aur na hi jab koi decision lain jab ap mentally disturb hon qk issay apki trading pe asar parega ar apko ek ghalat decision se bht bara loss bhi hosakta he islie fresh hoker trade karain
                • #518 Collapse

                  emotional ho k hmain kabi bhi decision nahi leny chaye hain q k jab ham jazzbat main hoty hain tab hamara dimagh kam nahi kar raha hota ha. kuch log jab jazzbat main a kar faisly karty hain to wo nakam hi hoty hain r un ko un ki soch sy zada nuksan hota ha is liye mera kehna yahi ha k soch samjh k faisly karny chaye hain
                  • #519 Collapse

                    bilkul theek kaha hai ku ki forex ek risky or sensitive business hai is lyea app ko forex business ko bohut hi sos samaz kar hi karna hoga . app to janta hai ki forex business main emotion bohut hi buri bala hai is lyea app ko emotion hoka ko decision na hi lena chyea hai.
                    • #520 Collapse

                      forex trading karte time aadmi ko jada emotion nahi hona chaiye aur nahi koi emotion hoke decision lena warna high risk honga aur loss ke jada chance honge isliye trade karte time dimag per jada zor nahi dena chaiye mind ko free rakhkhe trade karna chahiye.
                      • #521 Collapse

                        yes i m agree ap ny thik kaha hy bahi jan jb hamy gussy my ho to hamy bilkul b fysla ni krna chaeay q k emotion my kiya gya fysla hamysha galt he hota hy is liay khas tor py hamy gussy py qabo dalna chaeay or trading krty hoay to cool mind he rahna cheay hamy q k os time emotions my ana loss krwa sakta hy .
                        • #522 Collapse

                          haaan g forexmein pelhi baat tu kay humain emotions parkabo rakhna chayiw warna hum achay trader ni ban saktay aur na he knowldege gain kar saktay hain
                          • #523 Collapse

                            g han sahi kahja apone emotrional hote waqty kabhi trade na karen ap jald baazi mein faisla lenge to apko loss ho skta hay iss liay emotional hoine se guraiz karen or achay waqt ka intzar karen to sucess apk pas hogi.
                            • #524 Collapse

                              my dear friendds forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he r bhaion is mian emotions kam nahi aty nuksan dety hain is liye in se side line rehna chye ,forex dunia ka top online business ha jis mai emotions I nhi bal k exxpirience ki zarorat hti he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                forex trading karty waqt app apny emotion par controll rakahian or koi bhi decions leny sy pahly achi trah scoh lain or apny mind ko relax hony ka mouqa dain ta kah app sahi sy faisla lain sakain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X