Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
    je han bhai jan hume har kam and special forex trding me emotion ho kar work nahi krna chahey ye ak realx ho kar karny wla work hai agar hum emotion hongy to humra he lloss hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: khanz1
      yes brother me apke post ke saht mukaml tor par agre ho har trader ko chaye ke o direct dessicion na le balke muktlif site pe news dekh kar he forex me trade karne ka fisla kare to bhtr he mere khyal me
      je haan bhia agar hm is tarha krty hian to hme loss ho jata hai or hum work ko thik se samjh nahi paty hain or los hojata hai is ka mean reason yahi hai k hum samjh nah paty work kia hia krna kia haia agar emotion ko contrlo krlia jay to best hai
       
      • #363 Collapse

        ddosto g tor par agre ho har trader ko chaye ke o direct dessicion na le balke muktlif site pe news dekh kar he forex me trade karne ka fisla kare to bhtr he mere khyal me ;;;;;;;;
        • #364 Collapse

          Mere hayal mai hum emotional hoker koi b faisla nahi krna chaiye jis se bad mai pachtan parey forex trading may emotional nhi hona chaiye wrna humey lose b hoskta hai ..
           
          • #365 Collapse

            there is the big enemy of the trade. the trade should avoid the emotion in the trade so do the trade without any emotion. take any desetion in the trade very care fully. so do the trade in the forex for earning the money in the trade and become success in the trade. if you do the emotion you cannot get this things in the trade.
            • #366 Collapse

              Dear friends emotional ho k koi b decision lena acha nai hai qk us time apko just benefits nazar a raha hota hai or ap usk baqi feature ignore kar daty ho jo k bad ma heavy hiss ka sabbab banty hain.
              • #367 Collapse

                g aap ne bilkul sahi baat ki k is tarah ki soorte haal me ziada tar hum ko nuqsan hi uthaanaa parhtaa ha q k jab humn apne hawaas kho dete hain to phir hum kaise koi sahi faislaa kar saktey hain
                • #368 Collapse

                  jee sahi kaha ap ney kabi bhe emotional ho kr decisions na ley to acha hai is sey ap ko trading me loss honey key bohat ziada chance hai is leye hameysha free mind aur sabr sey kaam ley to acha hai..
                  • #369 Collapse

                    You can do forex trading, because we are emotional, while, yes, we are feeling the loss of a decision and we have gotten a desicion on our emotions, we need to control our emotions are stored in the losss of control you may gain when we make money.
                    • #370 Collapse

                      Yes off course dear hmy during trade koe bhi trade emotions may aa kar nae lagani chaye hamy trade os waqt he karni chahye jab ham apny complete sense may hon and market kay analyse ky bad he trade lagayn
                      • #371 Collapse

                        jee han ap ne sahi kaha hi ap ko apne emotions ko control ker ke hi faisla kerna ho ga then hi ap ka faisla dorost ho ga orr ap ko acha profit mile ga agar ap apne emotions ko control nahi kerte too loss hi ho ga
                        • #372 Collapse

                          yaha tak emotional ka talq he to jb ap ko almi mundi bata dy analysis ko kya kam he wo ye he batate he ky ab market ki movement kya ky to os ky hesab se ap order laga dy ap ko earning ho gi parishni nahe ho gi
                          • #373 Collapse

                            App ko ya tu is ka use karne se loss ho ga ya app ko is main galti karne se app ko knowledge aur experience aur app ki achi practice ho ge aur app ko is main kam ko karna easy lage ga aur app ko is main zada practice ki zarurat hay .
                             
                            • #374 Collapse

                              g han bilkul main aap ki baat se agree karta hoon k jab aap emotional hote hain us waqt koi bhi fisla mat lain kyun k is se aap ko nuqsan bhi ho sakta hai is k ilawa apne emotions par control karna bhi seekhain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                g bhai ap ki bat bilkul sahi hai k hamen emotional ho kar decision nahi lena chaeye or apny hosh ko apny kabu main rakhna chaeye q k jald bazi main ap loss kar betho gay or ap ny jab bhi decision lena ho to ap market analysis kar k decision len taky loss k chance bohot kam hon.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X